Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions aur greed traders key enemy hoty hey
    Trading me emotional hona aur greed ka karna ye dono esy enemies hey jo trades ko successful nahi hony dety, agar emotions aur greed ko control kia jaye ya avoid kar dia jaye to es enemies ko traders khatam kar sakty hey, fail traders key ley without emotions aur greed ki trading success key ley positive step ban sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

    Emorion our dread in sab ka trading my ki amal nai hy in sab ko trading my nai lana chiya jb ap emotional ho us taime trading sy prhez kry us taime trading na kry nai to bhot loss ho sgta hy in bato ka ham dyhan nai rakgty hy in ko seriuse nai lyty hy pr ya bhot zaroei hy in ko sahi seriuse lyna chiya
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

      g han bhai jaan ap ny blkl sahi kaha hai agar is main hum lalach karain gy to koi shaq nahi k lose ho ga aur agar aik do dafa nahi bhi hota lekin aik waqt isi lalach k chakar main hum apna itna loss karain gy k humari soch bhi nahi hai.
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

        Dear fellow forex trading ka business emotions ka nahe hay our na he is may greedy people's kamyaab ho sakthay hay ye tho sabar our mustakil mizaaj logo k liay faidamandh business hay Jo apnay liay koi target select kartha hay our os ko hasil karnay k liay mehnat karthay hay
        • #5 Collapse

          Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

          Sir mien aap say agree kerta hoon k jab hum forex mien emotionla ho ker trading kerty hien ya pher as mien aa ker hum greed ker k trading kerty hien tu dono mien he hum ko loss ka mo dakhna parta hai as lye hamain forex mien aa ker incheezo say dor hona chahye or hamain as mien sirf or sirf hard work kerna chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

            yes yeh baat sach hay k hamaray jazbaat jin say ham bharaktay hain aur jo lalach bilawajha hamain hota hay wo hamaray khulay dushman hain agar hamaray pass iska propper knowledge hay aur ham forex k baray main sahi jantay hain to hamain emotions main anay ki aur lalach karnay ki koi zarurat nai hay hamain sirf apna experience use karna chaye aur is pay he kaam karna chaye is main hamari ziada behtry hay.
            • #7 Collapse

              Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

              Jee emotion oar greed trading k lea nuqsaan dah he is lea humain trading krte hoe greed oar emotion door rahna chahe balkah pursakoon zahn k sath market k behavior ko check krte hoe trade krna takah profit gain kr sakain
              • #8 Collapse

                Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

                Dear brother trading mein emotions ka boht important role hota hai aksar trader ziada profit ko hasil krny k liye greedy ho jaty hein jo mery khayal mein loss ki main reason hai aur apki dushman hai agr aap trading mein apny emotions ko control kr lety hein tu aapki trading aksar profit hasil krti hai kionkeh greed trading ko boht effect krti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

                  ge ha forex may hamary emotions or jazbat hamary kam ko bohat noksan daty hay is liay hamay kam may ager kabhy loss hota hay to to hamy saber say kam lana chahey or jab hamy profit hota hay to bhe hamy apnay emotion ko control kar kay kam karna chahey pher he hum say loss nahi hota forex ak word wide business hay is may hamra koi had nahi hota ya wahad business hay jis may hum kam ko achay knowledge say or experience say kar sakty hasin
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

                    forex trading aik risky business hai es liye es main apko lalach se dour rahty howe trading karni zarori hai q k alalch jub ap apni trdaing main karty hain tu apko apki trdaing main nkami ka samna karna parhta hai tu apko cahhye k ap apni trdaing main es factor ko kam kar k trdaing karen or saber k sath apny expiernce ko gain karny main focus rakhen jo boht faida mand sabit hota hai bad main
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

                      agar hum emotional ho kar trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti kyun keh es trha sai say focus nahi kea ja sakta market par humay chahiye keh dil lga kar time dain aur kabhi bhi esmain lalach na karen kyun keh lalach kay chakar main market main earning nahi ulta nuqsan ka khadhsa barh jata hay safty sab say zaroori hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions aur greed traders key enemy hoty hey

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey hamy emotions ko or greed ko zaror avoid karna chahey q ky yai hamara enemy hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        avatar Soooo
                        Working...
                        X