kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..
    dear kuch traders ka kehna hay k hamain forex main kabhi shortcut nai laina chaye ,laikin mairay khayal say hamain lose ko recover karnay k liye kabhi kbhi shortcut zarur marna chaye agar long main mumkin na ho to shortcut zarur mar laina chaye kia ap is baat pay yakeen kartay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

    Bhai pehli baat to ye hai ky trading mein kabhi bhi jazbaati faisly nahi kerny chaye. Ager ap ko loss hota hai to bhi ap ko cool rehna ho ga.
    Dosri baat ye ky ap ka shortcut se kiya matlab hai. Mery khayal mein to shortcut teek nahi hai. Hamein chart ko achy se analyse kerna chaye ta ky trade loss mein na jaye.
    • #3 Collapse

      Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

      pak forex ak esa business ha k jis ka samjna itna esan nai hota is ko ache tara samaj ena caheay or soch samaj k faisla karna caheay k us ko shortcut lena ha k nai agar use lage k shortcut us k leay behtar ha to lay lena caheay agar use lage k nai behtar to nai lena cahey wase mare kheyal ma short cut ak resky kam hota ha is leay yeh lene se pahle ache tara soch lein
      • #4 Collapse

        Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

        har kaam main shortcut ki zaroorat parti hai auir shortcut bhi usi waqt apply karna cghahye jis time ap dekhy k ab koi chance nahi hai tab hi ye kaam karain nai to ap ko nuqsaan ziyada bhi ho sakta hai agar apko koi chance hai to shortcut wala kam blkl bhi na karain.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

          Shortcut ham kr sgty hy ya hat ni hy k shortcut galat hy or hama apny ap ko us lehaz sy dhal nai sgty hy is liya ham sy shortcut way sy kam nai hota hy to ham loss krty rehty hy is kiya mana kia jta hy k shortcut nai apnana chiya kio k is or bhot kam log hi smjh k kam kr sgty hy jo smjh jaye whito sahi hy us ko phr sahi profit ho sgta hy
           
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            • #7 Collapse

              Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

              Forex trading mein jis tarah profit hasil krna mushkil hai isi tarah jb loss hota hai tu usko recover krna bhi mushkil ho jata hai aur loss ko recover krna boht takleef deh hota hai agr hum loss ko thora thora recover krein tu boht waqt lgta hai lekin kuch log loss ko recover krny k liye short cut use krty hein mery khayal mein yeh bhi achi strategy hai jo kamyab ho jaye tu boht faida ho jata hai hum phr se trading start kr dety hein.
              • #8 Collapse

                Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

                G dear ap nay shi kha kay kabhi kabhi ap ko loss khtam karnaye kaliye short cut rasta akhtiyar karna parta hai ya tu ap ka nuqasan pura ho jaye ya tu pher pura accont he wash ho jaye ga
                • #9 Collapse

                  Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

                  A agree all of you but short cut humy hemsha loss he krwata ha is leay bhtr yehi ha k hum suru sy he planning kr kr k apna Kam kry ta k bad me asa risk na Lena pary
                  • #10 Collapse

                    Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

                    forex mai hamy short cut method sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex mai hamy apne learning ko best bana kar kam kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide or kabe be katem na hony wala business hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

                      Agar apko is mein loss hua hain aur ap apna loss recover karna chahyte hain to ap is mein zada risk bhi le sakte hin apko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur apko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap knowldge hasil kar skate hain apko zada tar risk nahi lena chahye aur apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

                        short cut ka matlab ye nahee k ham short term main trade na kare balk short cut tukke baazi ko kehte hain yaani market ko analize kiye bager hi trade open kar dena ya ziada bari lot trade open karna ya apne experience se ziada profit target kar lena ya stop loss use naa karna ye sab short cuts hain baaqi short term main to trade kar sakte hain agar long term main moqa naa mile is main koi harj nahee hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kabhi kabhi recovery k liye shortcut bhi zaruri ho jata hay..

                          forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hu is mai bager pasiso ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X