Scalpers ko trade open kerny ky liay tamam pairs per nazar rekhni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalpers ko trade open kerny ky liay tamam pairs per nazar rekhni chahiay
    Scalpers ky liay zaruri hai ky jab kisi pair main market just small support aur resistance ky darmian hi movement ker rehi ho tab trade open kerain tou profit hasil hota hai jisky liay zaruri hai ky tamam pairs per nazar rakhain ky jis pair main aesa trend ho trade open ker lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalpers ko trade open kerny ky liay tamam pairs per nazar rekhni chahiay

    Bhai jee aap ne bilkul theek kaha hai scalpers ke elawah bhi traders ko at a time her pair par nazar rakhna chahiye abhi forex mein kamyabi hasil hoti hai kiun kay hum short term traders hain to hame long term trading bilkul nahi karni chahiye hamara capital bhi kam hota hai jiski bana par hame kitna bara rishta nahi lena chahiye..
    THKS
    • #3 Collapse

      Re: Scalpers ko trade open kerny ky liay tamam pairs per nazar rekhni chahiay

      Agar trade sirf short time ky liay hi open kerni ho tou phir zaruri hai ky aesy time ka wait kia jaey ky jab kisi bhi pair main market just two points ky darmian hi move kerna shuru ker day tou jab aik point per ho tou dusry point tak tp laga ker trade kerni chahiay jis ky liay market ky tamam pairs ko observe kerty rehna chahiay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Scalpers ko trade open kerny ky liay tamam pairs per nazar rekhni chahiay

        Scalper ko chonkay kay kisi aik pair per focus nahi kerna hota us ki trade kuch time kay liye hoti hay aur us nay trading zayada kerna hoti hay to us kay liye us ko tamam pair per nazar rakhni chahhye aur sab trading kay setups ko apnay dhayan main rakhna chahye aur jab entry ka time ho to us ko entry leni chahye. nahi to wo dik main boht kam trading ker paye ga.

        اب آن لائن

        Working...
        X