Forex ko personal business samjh kar karana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko personal business samjh kar karana
    Jab bhi hum koi personal business start karte hai to hum usme apni puri tawanai laga dete hain usko kamyab banane ke liye bilkul isi tarah hame forex trading bhi apna personal business samajh kar karna chahiye tab hi hum is mian kamyab ho sakte hain..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko personal business samjh kar karana

    Dear brother jb hm itni mehnat krtay hn forex mn posting kr k bonus hasil krtay hn to hmen trading mn bhi itni he mehnat krni chayay hmen forex trading mn jitna ziada interest hoga hm itna he jaldi kamyabi hasil kr k achhi earning kr sktay hn aur apni life ko behtr bna sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko personal business samjh kar karana

      Jab ham forex market main trading ker rehy hain aur ham kuch earning bhi chahty hain tou phir hamain bonus ko personal investment count kerna hoga warna agar ham yeh sochty rehain ky konsa pesy hamari Jaib sy lag rehy hain tou phir ham bary bary risks lain gy aur loss hi kerain gy profit kabhi hasil nehi hoga
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko personal business samjh kar karana

        G han forex trading sub ka business hey iss liay her ko personal business samaj kar karna chahiay aur iss ki achi learning aur knowledge hasil karnay k bahd demo account achi practice kar k acha experience hasil karen aur phir mehnat aur lagan se kam karen aur apnay time ko adjust karen ta k ziyada se ziyada time forex trading men surf kiya ja sakay aur kabi bhi iss easy nah len aur time psss k taor pe nah karen iss ko personal business samaj kar kartay hen yu mehnat zaroor karen
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko personal business samjh kar karana

          G dear bilkul ap ko forex ko es tarha use karna hai jaisaye ap ka apna business ho ya ap job kar rhain hun tabhu he ap dil se kam kar saktaye hain aur ap ko kamyabi milnaye kay chances bhi zyada hotaye hai tu koshesh karain kay ap dil se krain aur es ko apna zati business he samjhain
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko personal business samjh kar karana

            Dear ap ny bilkul thik kaha forex hy hi apka personal business. Is main ap jo kuch b investment krty hain ya phr apka earn kia hua bonus hi q na ho sb ap ka apna capital hy. Lehaz apni investment ko zaya na krin yeh aka apna business hy jitna ziada time dIn gy utna ziada faida utha skin gy. Han jahan tk brokers k taaluk hy to teh chuzin kisi r business main b apko fave krni prtu hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko personal business samjh kar karana

              koi bhi bussiness jiss mai hum apnay paisay lagatay hai wo hum profit kay liye he start kertay hai to trading bhi aik bussiness hai iss mai bhi hum apnay paisay lagatay hai or phir time or mehnat bhi kertay hai, matlab jab sub kuch dusray bussinesses ki tarah hai to humay iss per mehnat bhi kerni chaiye,or ye hamara personl bussiness he hota hai hum issay apnay or apnay family members kay liye kertay hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko personal business samjh kar karana

                forex aik aisa business hai jis ko har koi kar sakta hai jub b koi is ko karne ke liye invest karta hai tu ya us ka apna kam ban jata hai ab ya us bande per hai ke wo isko kaise karta hai ab uske mahnat hai ke wo apne is kam ko kaise karta hai or kis jaga tak le kar jata hai forex trading me jub apne investment kar di tu ya apka kam ho gaya.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko personal business samjh kar karana

                  g han bhai ap blkl thk kh rhy ho forex b apka ek personal bussiness ha is m b ap investment krty ho profit bnaty ho ya b ek trah ka bussines ha jisko ap online manage kr skty ho bs baki is m or dsre bussines m koi frq ni ha but bht sae log forex ka online honae ki wja sae isko ahmyat ni dty or isko itna shok sae kam ni krty blkae dsre bussines sko proirty zyda dty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko personal business samjh kar karana

                    yes dear yeh hamaray liye sab say best hay k ham forex ko personal business samjhna chaye aur isay personal samjh k he kaam karna chaye jub ham isay apna zati samjhaingay to hamain is main lose ki kadar hogi aur ham kabhi bhi isay zaya hone nai daingay aur kabhi is main overtrading nai karaingay aur is main hamari mushkilaat bhi bahut kam say kam tar hoti jayengi is liye hamain is main time pass jaisa business nai karna chaye .
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko personal business samjh kar karana

                      Forex ko personnel business samag ker kerna trader kay liye kafi profitable sabit ho sakta hay. que kay trader ko trading kernay kay liye apni amount invest kerna hota hay aur tab hi trading ki jati hay to is lehaz say yea trader ka apna business howa na kay kisi aur ka. isliye trader ko forex trading kertay howay is ko apna business samagna chahye. aur is main hard work kerna chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko personal business samjh kar karana

                        forex aik online business hain ham is main apni marzi sy account bana kar kam sakty hain yai students or house wife ky liye bohat hi achi job hain is main hamara koi be boss nahi hota han is main target bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai east or wast main tezi sy phel raha hain or pakistan main be legal ho cuka hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko personal business samjh kar karana

                          Jee dosto forex treading businessin apny prsnal business smjh kr kerna chahy es ki jtna kya jay km hi....

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X