Forex trading mein indicators zaroori hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein indicators zaroori hain
    Dear members kya aap mujhay batain gay kay bahut sae traders indicators per hi trading kertay hain kya indicators kay beghair achi trading nahin ki ja sakti mera tou khayal hai hum jo apnay analysis kertay indicators sae achay hotay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

    Forex trading mein agar hum indicators use kertay hain tou analysis humain phir bhi kernay hotay hain agar hum analysis nahin kerain gay tou sirf indicators per trading kerna theek nahin hai indicators ko bhi zaroor use kerain apni trading mein inn ka bhi bahut zayada faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

      Dear fellow indecators par trading karna buhut expert members ka kaam hotha hay kionka insta forex k indecators hamay buhut support dathay hay lakin maximum members ko is ka patha nahee hotha our wo is ka experience nahe rakhtay
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

        hanje bahut zaruri hain ,dear ham is baat ko samjhtay hain k jub ham forex markeet k chart ko daikhtay hain to hamain yeh samandar jaisa nazar ata hay hamain iski koi samjh nai lag sakti hay aur agar jub tak ham is main indicators ko apply nai kartay hain to hamain iski kuch bhi samjh nai lagti hay jub is main movingaverage apply kartay hain tab hamain is baat ka pata chalta hay k markeet main is pair ka traend kia hay etc,bus yahi wajha hay k forex main indicators ka hona bahut he zaruri hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

          g han bhai indicator ki bht value hoty ha forexs pr agr apnae forex pr kamyabi hasil krni ha tu uskae lyae indicator ko study krna b zrory ha us sae apko market ki agly moveent ka andaza ho jata ha or is trah apko trade m asani ho jaty ha or ap ek axe trade kr skty ho lkn usi kae sath dehan rkho kae ap fundamental analysis b kya kro market ki taki apko asani ho jae trade krnae m
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

            trading trading Rahte Ho in different style use karte hain kuch trailer scho scalping karna pasand hai scalping trading ke woh strategy Hai jis mein traders small profit Bana kar Apne trade co cut kar dete hain aur bahut Sare traders long term trading karte hain Iske Alawa kuch Uske Dar se short term trading day Karte Hain Har Ada Apne experience ke hisab se trading karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

              G han bilkul forex trading mn agr hum indicator use krty hain tbb bhi humen analysis use krni ho gi agr hum anlysis use nhi kren gay just indictor par trading kren gay to yeh theh nhi ho ga trading krny k liye indictor krna zrori hai is say faida hota hai kamyab hony k liye indictor use krn azrori hai lkn us ko study krna bhi zrori hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

                Bhai ye zruri ni ha k ap lazmi indicator use krean hi krean ap indicator k baghair bhi forex mein kam kr sakty haen jasy ap support and resistance ka use kr k candlesticks patterns ko analyze kr k trend lines ka ise kr k trading kr sakty ho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

                  g ha bht se trader asa hi smjhty hain k wo indicators k bina kuch nahi kr skty har trader ka apna apna ak trika hota ha ,indicatores ko use krna trader k liye trading krna easy kr deta ha ,but is k liye bht time ki zroorat ha jis main wo in ko smjh sakin is pe bht ziada practice ki zroorat hoti ha ,
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

                    Dear mere liye tto indicators zarori Hain kyon ke mujhe in se buhat help milti hai jab AP ko experience ho Jata hai to AP apni Marzi se kaam Kar skate Hain candles hon ya patterns ya phir indicators sab AP ke experience ki bat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

                      Kuch traders aisa samjty hain kay indicators trading main bohat zyada zarori hoty hain jab kay ye thinking wrong hai ap indicators kay bgair bhi trading kar sakty ho indicators ka fuction just ap ko analysis main help karna hota hai experts indicators nahi use karty wo khud kay analysis se trading karty hain just inducators par depend karna wrong hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

                        Forex trading main kuch na kuch indicator zarori hotay hain jin ko use kerna perta hay. lakin yeah sif technical trader kay lise hotay hain. fundamental trader indicator use kertay hain lakin wo fundamental indicator hotay hain. jis say wo kisi mulki currency kay mazboot ya week honay ka idea letay hain chahye wo new data ho ya us mulak ki majooda sorte hal ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

                          Tradimg my indictar zarori nai hy trading my ham ko lerning jrna zarori hota hy our us sy hhi zeada zaroei hota hy k ham leening kr k ys pr paractis kry our achy ho jaye apny ap ko sahi mantaine rakhy is buisness my pr ham mnat nai krty hy jis ki waja sy ham kamyab bhi nai hoty y indicater k pechy bhagty rehty hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein indicators zaroori hain

                            forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary bary mumalik sahmil hain hum is mai raat mai din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai apne mare sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kise be wakt kam kar sakty hain forex aik worls wide business hain is mai apna life time career be bana sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X