Currencies up and down q hoti Hain???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies up and down q hoti Hain???
    Dear jis tarah hum trading ma kuch currencies kartay Hain wo aksar kaafi km rate pr chali jati or kabhi zyada......jis tarah Dollar ki price up and down hoti hai to Kya is ka un currencies k saath koi link hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currencies up and down q hoti Hain???

    currencies up and down selling and buying ki wajah se hoti hai jab kisi currency ko by Kiya jata hai to wo uptrend mein jati hai aur jab kisi currency ko sell Kiya jata hai to wo downtrend mein jati hai hame market mein jis currency KB uptrend milte Hain woh by ja rahi hoti hai matlab yeh hai ki loge usse khareed Rahe hote Hain aur jo currency downtrend mein aati hai wo selll ho rahi hoti hai jiska matlab hai ki log se bhej rahe hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Currencies up and down q hoti Hain???

      Jb bhi kis cranci ki price kam hoti hy us ki waja hoti hy us mulakh k halat jb who kharab hoty hy to us ki cransi down hoti hy or jb yp hoti hy to us ka mtlv who bhot hi zeada caha hy is liya is ki up ja rahi is sy change hony sy hi hay faida hota hy hmy profit hota hy agr ya change na ho to ham ko koi faida nai hota hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Currencies up and down q hoti Hain???

        Market main ap nay note kiya ho ga kay curriencies ki movement up and down hoti rehti hai ye traders ki waja se hoti hai har country se jab traders currencies buy and sell karty hain to un kay rates up and down hoty hain jis say hamain market hmesha move karti nazar ati hai basically ye movement traders ki he waja say hoti hai

        اب آن لائن

        Working...
        X