forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main buzdil banday ka koi kaam nai..
    dear forex main paisay knowledge aur experience k sath sath himmat ka hona bhi bahut lazmi hay forex main kisi buzdil banday ka koi kaam nai hay aur na he usay success mil sakti hay kq k usay lose ko jheelna na aney ki wajha say wo kabhi risk nai lay sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

    Forex men trading buzdilli se nhi balje hosla se krni parti hai jobtrader iss business men hosla k sath kaam nhi krte hain unko successful hona mushkil ho jata hai iss business men success k liye hosla aur sabar ka hona bahut hi zaruri hota hai ham jab iss business men sabar k sath perform bkren ge tab hi ham iss business men better performance kr paen ge other wise ham kabhi bhi acha kaam nhi kr pate hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

      Buzdil Banda kameyab nahi ho sakta kyon ke is mein jab AP ki trade lagti hai to wo minus mein bhi ja sakti hai agar aesa hua to ho sakta hai wo clsoe Kar de aur loss Kar de is liye ye buhat hosle ka kaam hai aur emotions pe control karna hota hai
      • #4 Collapse

        Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

        ​Dear bro forex basically aik risky aur dangerous hy is main experience aur knowledge ke sath sath admi ka bold hona bh zarory hy aik buzdil jis main brave decedecesion lainy ya risk lainy ki himmat ni hityhoty wo forex trading main kamyab ni ho sakta wo is liy keke forex jaisy risky buisness main risk na lain to earning ni ho sakty
        • #5 Collapse

          Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

          G han apny sahi kaha hai forex trading ak risky or dangerous business hai lkn jo log buzdil hai un k loye work krna bht mushkil hai lkn i think hmre senior jo is business mn bht expert ho gai hai un k kam bnnta hai woh un log ko gudie kren or unhi himat day jis say woh bhi kamyab bannn sakty hain is kam ko krny k liye experince or knowelged k hon zrori hai or himat or mehnat say krna zaida zrori hai
          • #6 Collapse

            Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

            aik aisi platform ye forex bhi k jaha par ap ko apny patience ka muzahra karna parta hai jese k hum apny trade main ziyada profit dekh kar excited ho jaaty hain aur jab lose ho jaye tab hum is ko chhorny ya to gusy main aa jatyu hain to ye karna sahi nahi hota.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

              Je ha bilkul sahi kaha apny ager ager hamy kamyaab hona hai bharpur knowledge aur experience chahye ho ga ku ke bgair experience aur knowledge ke apko kabhi big trade lganay ke himmat paida nahi ho ge aur aap pe lose karty raho ge aap tabhi big trade laga sakty ho
              • #8 Collapse

                Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                Absolutely forex main mehnat knowledge or experience k sath sath himat ka hona bhi bht zaroori hy kiun k jab app main himat ho gi to hi app loss ko face ker sakain gay kiun k forex aisa business hy jis main her kisi ko loss ho jata hy is lie forex main chotay dil walay ya kam himat walay buzdil logon ka forex main koi kaam ni hy un k lie forex se doori hi achi hy
                • #9 Collapse

                  Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                  Assalamualaikum dear friend Forex trading karne ke liye bahut zyada Himmat say kaam lena chahiye q k Aksar logo ko loss ho jata hi Jinke Paas experience nahi hota isliye Hame Forex trading karne se pehle Forex trading or knowledge aur experience bahut zaroori hai agar Hamare Paas Yeh Dono cheez hai hon gai tokamyabi zaroor milegi aur accha profit b Husal ho gaoga aur jo new log Hote Hain unke Paas knowledge or experience nahi hota isliye Jab unko Forex trading mein loss hot hai woh buzdil ho jate Hi isliye logo ko Dil Chota nahi karna chahiye Himmat se kam kare Aur Kisi Na Kisi Se seekh le aur aapne knowledge aur experience koachha kare aur minute aur Lagan se kam kare to kamyabi Zaroor milegi aur Mai use Nahi Hona chahiye mayusi Gunah hai Hame Sabar se kaam karna chahiye Sabar ka palMeetha Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                    G bhai ap nay theak kha kay forex mai buzdil bandaye ka koi kam ni kiyu kay trading karna atna asan ni hota jitna logo naye banaya hota hai ya samjhtaye hainnes kaliye jigra rakhana parta hai kiyu kay ap bazz dafa atni mahnet kar kay account bons bantaye hainbair ap ka account wash ho jata hai tu ap ko dil rakhna parta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                      Jo buzdil hita hy who bnda is kam sy dor rahy us k liya is kam my koi jaga nai hy is kam my bizdil bnda kam nai kr sgta hy jis ka dil bra hotahy jis my ham ko trading my hhot loss hota hy to phr hamy trading my jo bhi krna hota hy us k liya bra dil rakhna chiya our sab ham ko sahi krna chiya
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                        Asalam o alikum dear forex memebr and forex friend . jaisa ka ap sub logo ko pta ha ka forex pa trading ker ka bohat sara log acha paisa bhi kamma lata ha or bohat sa logo ka account bhi wash ho jata ha . or trading ka lia buzdil nahi hona chya agr loss ho jai to usa har manna ki bajai apko us loss ko cover kerna chahiya ,
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                          buzdil logo ko forex sy dotr rahna chahey forex bohat bara karobar hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko asane sy pura kar sakty hain yai aik real business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                            G Han forex trading men buzdil user ka Koi kam ni Kyun wo kabhi bi profit ni kr sakta is liye zarori hai k humain powerful hona chaiye Jis se hum behter profit kr sakty hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main buzdil banday ka koi kaam nai..

                              Forex business mai humey chahiya k dil khol kar kam karna chahiya kio k forex mai bozdily nahi chalta hai forex mai bozdil logo ka kamyab hona mushkal hai o kabi be kamyab nahi ho sakty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X