Trading main musalsal loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main musalsal loss
    Trading main musalsal loss ka kia reason he kia hum lalch kr jate hain ya market ko sahi tor pr analyse nahi kr pate ya ek dafa k loss k baad hum jazbati ho jate hain ya phir humari knwledge oar trading skill main kami hoti he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main musalsal loss

    Musalsal loss ki waja 1 hi hoti hay aur wo hay poor risk management aur planing ka acha use na karna, mulsal agar loss ho to knowledge aur trading expernice es ki waja hi nahi hoty poor risk management traders ko continue loss de sakty hey aur sath me planing ko be ehmeyat deni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Trading main musalsal loss

      Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear jahan tak me janta hon forex tarding musalsal loss forex trading me knowledge me kami ki waja sy hai qk hamry pas forex ka knowledge nhe hai to hamen is me itna experience bhi nhe hai jis ki waja sy hamen musalsal loss ka samna karna par rha hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading main musalsal loss

        Trading main musalsal loss poor management aur experience ki wajah sy hota hai. Jb hm loog experience ki kami hony k bawajood trade ly laity hain aur market trend ki samjh nhi arahi hoti to definitely loss hota. Aur jb management ky baghair koi kam kiya jata hai to us main zyada chances loss ky hoty hain. To management aur experience dono bohat zaroori hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading main musalsal loss

          dear is main kuch reasons hota hain jin ki wajha say hamain baar baar lose ka samna karna parta hay agar ham kisi aik system ko use nai kartay hain to hamain musalsal lose hota chala jayega agr hama har baar kisi k signals ko daikhtay huvay apna order cut kark us signals k mutabik dubara trades lagatay hain tab bhi hamain lose he hoga aur agar ham without knowledge k lalach kartay hain tab bhi hamain bahut baray lose ka samna he hoga agr inbaatonko ham chore kar aik he system pay kaam kartay hain to hamain lose hoga magar sath sath achi recovery bhi mumkin hogi aur hamaray lose ka system bilkul khatam hojayega.
          • #6 Collapse

            Re: Trading main musalsal loss

            forex me musalsal loss karne ki waja bohat sari ho sakti hai jin me se kuch me yaha bayan karta ho
            1 tuka trading 2 lalach 3 emptions 4 money management ka na hona 5 risk to reward ko na samjna 6 voleum zaida rakhna etc.... is tarah ke or b bohat sari waja ho sakti hai hume chahiye ke hum in bato per amal kare phr hi hum achi trading kar sakte hai or musalsal loss se bach sakte hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading main musalsal loss

              forex trading mn musalsal loss poor management or experince k waja say hota hai or bina sochy smjh trade lagna agr ap ko musalsal loss ho rha hai to ap achi planing nhi ker rhy hai humen chayi k in bato ko follow kren or rule ko follow kren jis say humen faida ho ga or profit gain ker sakty hai or achi trading ker sakty hai loss say bhi bachy gay
              • #8 Collapse

                Re: Trading main musalsal loss

                Tradimg my jb bhi musallsal ham ko loss ho raha ho to ham ko.us taime apni galti mann lyni chiya bhi gakti sy hhi hamy lalach nai krna chiya ur us sy hamy us taime dor rehna chiya jb bhi los lagatar ho raha ho to ham ko chiya k ham us taime trading kuch taime k liya ya kuch dino k lita chor dy us sy phr ham sahi reh k kam kr sgty hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main musalsal loss

                  Je ha bilkul ager aap musalsal lose me ja rahye ho to uss ka matlab hai ke aap aap wrong sources se market ko analysis ker rahye ho aap apko apni sources ko tabdeel ho ga tabhi aap market ko bhi achi tarha se analysis ker pao ge aur profit bhi earn karty raho ge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X