aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat
    my dears mn aap say aaj aik experience share karnay jaa rha hn keh kabhi bhi aap aik he pair ya commodity per aik say zayada trades nahin lagani chahye ic mn aap ko nuqsaan ho sakta hay , haal he mn mere sath jo hua hay uc say mn chahta hn keh kisi kay sath na ho, aap sab log jaantay hen keh aajkal silver kafi down jaan rha hay mn nay ic ki buy trade laga rakhi thi jo kafi loss mn chali gayi thi phir uc ko recover karny kay liye mn nay socha keh ab ye lazmi ooper jaye gi lekin woh nahin gaye jab yeh bhi loss mn chali gayi tou mn nay teesri trade laga di bye ki tou ab woh bhi loss mn jaa rhi hay or haal hi mn silver 15.030 per trade ho rha hay or mn bohot baray loss mn phans chuka hn mujhy chahye tou yeh tha keh koi or oppertunity ko talash karta lekin mn nay bohot nuqsaan kiya , ic liye mera tamaam forex users ko mashwara hay keh aap ki trade bhalay profit mn jaa rhi ho uc per aik he trade kafi hay agar aap lalach karen gay ya kam aqli karen gay tou aap ko meri trha nitaaej say wasta par sakta hay lehaza market bohot bari hay apni discories jaari rakhen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

    ​Well dear ap ki bat bahut hi perfect hy hum subhsubh traders ko is bat ka khayal rakhna chay ke aik hi pair per at a time ziada trades na lagain keon ke forex market ka kush pta ni chalta ager ap aik hi pair per ziadaziada order place kren ge toto risk bahd jai ga aur ap ka account safe ni rahy ga
    • #3 Collapse

      Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

      Boss hamain jab b kaam kerna hota h tu as mien kabi b zyada trade na open kerne hote hien jab ham as mien aik hi pair per zyada trade open ker lete hien tu hamain as mien her bar nuqsan ho sakrt h as lyee hamain kabi b ye na kerna chahye aur hamain as mien her bar us waqt trade kerna hota h jab ham as mien soch lete hien.
      • #4 Collapse

        Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

        Yes dear me apki bat sy itfa qkarta hon apny bhot achi information shear ki hai dear mery kheyal me apko ek he pear pe bar bar ya ek sy zeyada trade ek time me lagany sy nuqsan he hooga na kah faida jab ap ek pear pe ek bar trade lagaty ho us k bad jab dosri trade lagany jaty ho to us pear me market ny bhot movement kar li hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

          Sab sey acha tarika hay kay agar aik pair pe aap trading kr rahay hain analysis wrong hogay aur trade aap ki loss mei hay mazeed trade na karain sab sey acha hay stop loss len ya khud loss pe close kar dey ussi pair pe mazeed trades open krnay sey mazeed loss barh sakta hay acha yahi hay loss kay bad aik achi entry ka wait keya jay mazeed koi achi trade milay tab trade ki jay.
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

            g bilkul bahoot achi information ap nay share ki jo k bahoot se new members ko nahi pata hota jab b trade lagain to achi tara se her cheez ko analysis kar laain aur kbhi b ik pair pay ik se zada trade na kaarin kyu k agr us pair main loss ho jaye aur baqai trade b usi main hain to hum bahoot zada loss main chaly jaty hain aur account b secure nahi rakh sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

              bhai ya bt apki thk ha kae agr hm ek pair m kam krty han tu loss ho skta a but ek hy pair pr kam krnae sae hme zyda profit b a skta ha us pair k aagr a[pko axa expreince ho jae tu ap us pair sae axa profit nkal skty ho isi lae is bt ko dehan m rkhna ha kae agr ek pair pr apsae wrong trade lg jae or glty sae loss ho jae tu us pair pr dbara na lgao market ko smjo phir dbara kam kro jaldy m loss ho skta a dbara
              • #8 Collapse

                Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

                Dosto me apko nasihat karo ga k ek hi pair pe ek time zayada trades open na karen kui k es sy apko boht zayada los ho sakta hai apka account wash b ho sakta hai jin members ka account wash hoa hai ap un sy eski wja pochen tu wo apko btaye gy k unho ny ek pair pe kai trades open ki thi.
                • #9 Collapse

                  Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

                  forex mai hamy aik pair py aik trade laga kar kam karna chahey agat hum aik sy zada trade lagay gy to hamy loss be ho sakta hain or hamare mahnet zaya ho jy ge forex aik world wide business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

                    Dear aap nay bohat tafsil sey aik he pair pay aik sey ziada trade kay barey mai discuss kia hai. Aik he pair ya commodity pay ziada trades open kernay kay faiday kay saath nuksanaat bhi hai. Humay profit kay liye work kerna chaiye chahay thora he kiyu nahi ho magar loss agar thora bhi ho to theek nahi, jab humey aik sey ziada trade open kernay sey agar uss pair ya commodity mai loss shuru ho jaey to phir loss trades sey multiply ho kay barh jaey ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: aik he pair pr aik say zayada trade kay nuqsaanat

                      Sir ap ki bat belkul thek hai or mien future mien try karo ga k ap ki wali mistake na karo q k jab hum as mien aa ker bar bar ap wali mistake kerty hien tu hamain as mie aa ker ap ki tarah loss ka samna kena par sakta hai as lye mien as mien her bar greed say dor he rahta hoon.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X