Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy
    Bhai Jaan Aur Behnun Ko Mera Salam Agar Ap Yaha Par New Hain Aur Ap Ko Nahi Pata K Posting Kese Ki Jaati Hai To Main Ap Ko Btat Ta Hun Ap Ny Bus Kisi Post Par Shukriya Jese Hota Hai Wo Aur Ya TO Us Bandy Ki Treef Karni Hai Bus Ap Itna To KAr Hi Sakty HAin
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

    G han forum pe posting ka bhi acha experience hona bahut zaroori hey kiun k bahut se log bilkul bey tukki posting kartay hen aur kuch new traders ko bhi posting ka bilkul experience nhi hey ya tu copy paste kar detey hen ya short posting kartay hen iss liay unn ko chahiay k woh pahlay seniors ki threads aur posts ko ziyada read Kiya karen ta k posting karnay ka experience hasil ho jay tu phir achi posting kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

      g forex trading main aksar log ya kehty han k una posting ni krni ate hla k ya bhut asan ha bs apko is kam ka bary ,main pata hota r main points pata hon tu asa tu ya ap ka lea r v asan ho jata ha is k elwa agar ap ko posting ni atae tu apko chaiya ka ap threads ko parehn us sa aapko kafi kuch samjh main a jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

        Agar ap ko kisi thread ka pata na ho to reply karny se pahly ao net se us topic se search kar lain aur phir likhen agar net se bhi apka point clear nhe ho to ap next thread ko khol lain jis ka apko pata ho ye zarori nhe hy k ap har thread ko reply laren
        • #5 Collapse

          Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

          g han bhai apki ya bt blkl thk ha agr ksi ko post krni ha or usko smj ni a rhy kae thread kis bary m ha tu usko cheyae kae theread ko axe trah read kro bht sae logon nae thread pr hy btaya hota ha usko read kr kae axe post ki ja skty ha agr apko thread na smj ae tu logon ki post prhlo us sae apko asani ho jaty ha koi bthread smjnae m phir usko apnae experiecne kae mutabik btao
          • #6 Collapse

            Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

            Jo memvers new haiin posting krna nhii ata to ghraaein nhii hum apki bhtr rahnumaii krny kii barpur kosish krein gy ap zaida se zaida post threads prhaein apko b knowledge milly ga r jo kuchh apko hadil jo ap wo threads ky zarye share krty jaein
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

              Agar ap forum par new ho ya first time posting karny lagy ho to apko chahiye kay thread open karny kay bad us ki di hue description ko achi tara read krain then apny knowledge kay mutabik us thread ka reply karain agar ap usi ko copy karain gay ya kisi aur ka to apki post count nahi hogi is liye apny knowledge kay mutabik thread ka answer karain.
              • #8 Collapse

                Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

                posting kerni nahi ati to trader ko chahyekya wo thread kay jitnay jawabat hon wo perahy aur thread bhi perhay jis main kuch pocha ya bataya gia ho. ta kay trader ko idea ho jaye kay is main kia pocha ya bataya gia hayjis kay replay main trader apnay jawabat dey rahay hain. is say trader kay ilam main bhi izafa ho jaye ga aur wo post kernay kay kabil bhi ho jaye ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

                  Sir jab hum forex mien aty hien tu hamain as mien posting bee kerna hota hai or sath sath hamain as mien aa ker thread bee kerny hoty hien agar hum as mien thread acha na kerty hien tu hamain chahye k hum a smien aa ker sirf or sirf posting karian ta k hamary thread parh ker kesi ko kio bee masla na ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

                    g han bhai jin ko posting se knowledge gain krnaa hai tu sub se best yahi hal hai k ap apni posting k liye por thrdes ko read karen mera khyal hai k jo new members hty hain un ko yah apply krna chahye apni posting main q k aghr wo ays akrty hain tu wo kafi knowledge he apni posting se gain kar skty hain jis se un ko trdaing main acha faida mil skata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

                      DEARap ki bat sahi hai agar as main ap ko osting ke bare main ziada experience nahi hai tu ap as main threads parhe aor as main tu ho posting kare tu hi ap ke pass as main posting ke bare main exprience a jyi gy as luiy ap ko as forex traing main aesa karna chahiy hai jo chez nahi ata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

                        forex aik international business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is ma live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain yai aik legal business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

                          Assalamualaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai ki agar Hame Kisi sweet Ka Jawab hi nahi pata tu hamesha Ek Hum Uske reply ko padh kar Uske Mata Dekhe Apna ride n Agar Hamein Uske mutaaabik posting nahin aati to
                          Visit My Profile
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting Karni Nahi Aati To To Thread Parhy

                            Posting krna koi muskil kam nahi hai. Es forum par ap ney posting krna hai tou ap thread ko read krey aur es key replys bhe read krey tou ap es forum mai thread ka reply dey sakty ho. Es tarah ap regular reply deney sey expert ho jey gy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X