Zayada aur kam investment walay account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zayada aur kam investment walay account
    Aksar yeh sawal ata hai kay zayada investment ker kay aik hi account kafi hai ya nahin investment ko tasleem ker kay small accounts openmkernay chahyeain ab mera iss meinmkhayal hai kay sari investment aik account mein nahin kerni chahyea kuch doosray accounts bhi kholnay chahyeain taa kay agar aik wash ho tou dosra alternately maujood rahay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zayada aur kam investment walay account

    Jahan tak mera khayal hai to hame ek hi account me deposit karna chahiye hamare liye ek hi account better ho sakta haikyunki jab Hum ek account mein investment karenge to hamara us account pe Margin kafi achha hoga aur Hum acchi trades Lasik ayenge isliye mere opinion yeh hain k hamen ek hi account mein deposit karna chahiye Taki Hum acchi trading kar saken
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Zayada aur kam investment walay account

      Forex mein hum insta kay sath sath forum per bhi kaam kertay hain aur firum humain itna acha bonus deta hai kay hum uss oer bahut achi trading ker saktay hain tou humain chahyea kay hum forum mein zayada kaam kerain ta kay humain bonus zayada milay aur investment kernay ki zaroorat hi na peray
      • #4 Collapse

        Re: Zayada aur kam investment walay account

        Sir meri nazar mienhum forex mien aa ker zyada investment kerty hien tu hamain as mien aa ker us waqt he zyada earning ho sakti hai jab hum as mien experience hasil ker lety hiwen or jab hum as mien experience na hasil kerty hientu chahye as mien hum zyada invest ker lain ya kam as mien kio be farq na hai.
        • #5 Collapse

          Re: Zayada aur kam investment walay account

          Traders ko zeyda importance apni trading performance par deni chaye ye mind me nahi hona chaye key investment kam hay ya zeyda, account balance key mutabeq risk ko manage karna to zarori hay magar ye mind me agar ho key account balance kam hay to es se trading ki performance mutasir ho sakti hay aur traders ka confidence level be decrease ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Zayada aur kam investment walay account

            Dear mery khyal ma to ek hi account rakha jaye to bht acha hai q k ek se zayada account ko manage krna bht mushkil hota hai esi liye better hai k ek account ma hi reh k kam kiya jaye or esi ma deposit kea jaye ta k margin acha ho or hm achi trades ly k bht acha profit earn kar saken q k jb equity or margin big hota hai tou hm big trades kr k acha profit ly sakty hain market se
            • #7 Collapse

              Re: Zayada aur kam investment walay account

              Bht achi suggestion hy ager app k pass sarmaya ziada hy to mere khyal se app ko aik hi account main sari 8nvestment ni kerni chahiye balkay chitay accounts bhi rakhne chahiye takay ager app ko loss bhi ho jaye to dusra account app k pass safe ho ye achi option hy ziada lalchi logon k lie best option hy
              • #8 Collapse

                Re: Zayada aur kam investment walay account

                Dear aap ne boht achi suggestion di hai main aap se agree krta hon ziada investment se aik account open nahi krna chahiye aur is mein risk bhi hota hai is liye thori thori invest kr k 3 ya 4 account open kr lein agr aik wash ho jaye tu baki account trading mein help kr sakty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Zayada aur kam investment walay account

                  well trading myn kam karty waqat hamyn ye ni sochna chahiay k account kitny hon balky ye zaroor sochna chahiay k ham ny apny account ko behtar sy behtar kaisy bnana hy q k jitny ziada account hon gy utni hi ziada investment ka bhi arrange bhi karna ho ga aur phir us ko saath saath chalany k liay utni hi working bhi karni ho gi jo k apny kam ko bila waja berhany wali bat hy aur kuch ni. is liay better yahi hy k aik hi account ho jis myn investment ziada sy ziada ho aur us ko agy chalaya jaay ta k us sy hamari bonus aur profit ratio bhi increase ho aur likes and comments bhi achy aayn aur account ko preference mily.
                  • #10 Collapse

                    Re: Zayada aur kam investment walay account

                    G bilkul theak kha ap nay dear es mai ap kum investment kartaye hain tu kam profit hota hai but ager ap zyada investment kartaye hain tu profit bhi duble milta hai tu ap ko koshesh karni chaye zayada invest krain ta kay ap ko zyada profit milaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Zayada aur kam investment walay account

                      forex main kam say kaaam 400 500$ ka account bhot he zarori hain qk kaam invest and bouns wale account wash ho jate hain or hum trader ko chahhiye k hum small lot use kare kisi b account main agar apk pas 300$ ka accoutn b hain tu 0.02 ki trade he best hain 1 time main jaaab tak 1 trade nhe end ho jati koi b dosri trdae nhe lene chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Zayada aur kam investment walay account

                        Agar zayda investment ho g wo ap ko ek benifit ye hota hai ka ap us kka lehaz se ap long term rrading kr sajty hain.magar agar investment chitibhaibto hamain lot size choti honi chahaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Zayada aur kam investment walay account

                          forex mai hum agar high amount invest kar ky trading kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi bos nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum forex mai pairs or currency py trading karty hain forex aik world wide business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Zayada aur kam investment walay account

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                            Aksar yeh sawal ata hai kay zayada investment ker kay aik hi account kafi hai ya nahin investment ko tasleem ker kay small accounts openmkernay chahyeain ab mera iss meinmkhayal hai kay sari investment aik account mein nahin kerni chahyea kuch doosray accounts bhi kholnay chahyeain taa kay agar aik wash ho tou dosra alternately maujood rahay
                            Agar aap market Mein analysis achche Nahin Karte aur aapke paas proper knowledge nahi hai phir Chahe aap ek Kaun Bana Le ya FIR aap 1000 account bana le aap ko fayda nahi hoga aur Agar Apke Pas proper knowledge aur Market Analysis karna Aana Tha hai to aap ko ek account bhi Kafi hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zayada aur kam investment walay account

                              aik sy zayada accounts rakhy ka aik lehaaz sy faida he ha agr Allah na kary aap ko loss hota ha or account wash gota ha tu aik he dafa sari raqam zyaya ni ho gi is lye hamy choty amount k accounts bana k trading krni cahhye taa k loss kam sy kam ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X