Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai
    Trading me agar hamara yeh khayal hai ki Hum ziada leavreg se zyada earning karlenge to humara yeh khayal galat hai kyunki ziada leavreg se Hum kabhi bhi zyada earnings nahi le sakte hain iski wajah yeh hai ki hamara experience kaam hota hai aur hamara bonus account bahut chota hota hai account chota hone ki wajah se jab Hum barriy trade lete Hain tab Hum loose Ho jaate Hain buddy trade mein hamara nuksaan bhi Bada hota hai isliye hame wohi leverage acchi hoti hai jo Hume instaforex ki taraf se milti hai aur usi par Hum achi trading kar sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

    Main aap se iss baat pe ittefaq nhi krun ga q k agar hamara experience acha ho to hamare liue ziada leavreg bahut hi achi sabit ho sakti hai ham apne acouacc men leavreg k ziada hone se bahut hi achi trades le pate hain hai market se bahut acha profit kama sakte hain
    Hamara maqsad market se pips gain krna hota hai wohi pip aik dollar ka bhi ho sakta hai aur wohi pip 10 dollar ka bhi ho sakta hai isliye hamen apne profit ko zai nhi krna hai
    • #3 Collapse

      Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

      No dear agr hmara leverage bht zayada ho or experience bhi acha ho to hm bht achi earning kar sakty hain q k big leverage hoga to hm biglots LGA sakty hain or experience hoga to hm achi traha analysis kr k sahu trade enter kren gy jis se loss bhi km hoga or bht acha profit mil jaye ga market se
      • #4 Collapse

        Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

        Dear ap ki bt thk ha hamaen leverage ziada ni rakhni chaye es se account wash hony k bht ziada chances hoty haen q k jb hm trade lagaty ha tu agr hamri leverage kem ho ge tu agr hm over trading ka shikar hony lagaen ge tu leverage hmaen allow ni kre ge es trha hmra account safe rahy ga
        • #5 Collapse

          Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

          Dear brother aapki baat theek hai ziada leverage hamary liye nuqsan deh hai hum kabhi bhi ziada earning nahi kr sakty kionkeh hamein experience nahi hota is base pe hum utni leverage use krein jisko hamara capital bardasht kr saky.
          • #6 Collapse

            Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

            Yes ap ki bath belkul sahi hai k hamain as mien akbi bee zyada leverage use na kerna hota hai hum jab bee as mien aa ker zyada leverage use kerty hien tu hum as mien her trade mien apna ya tu bhut he earning ker sakty hien ya pher hum as mien bhut zyada profit hasil ker sakty hien as lye yeh hamary lye behtrene hai aur hamain as mien kaam kerna hota hai or acha kam kerna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

              G ap ki bat theak hai kaye zayad investment humaraye liye faida mand sabit ni hoti us ki waja ye hai kay loss zyada ho jata hai aur humara jo bons hota hai wo bhi down ho jata hai but baz dafa ye faidaye mand bhi ho sakti hai daikhain ao kisi trade paye lagataye ho tu ager wo ap profit daye jaye tu ap ko us mai bhut faida ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

                G bhai ap thek kaha ka leverage agar zayda ho to hamara loss zayda hota hai.bhai hanain apna leverage kam krna chahaye ta ka loss ko controol kwa jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

                  zyda leveage set karna ik risky amal hai es liye har trador ko ahtiayt se es ko set krna chahye q k bari lverage main aghr hmain loss ho jay tu wo bhi bara he hota hai tu bahtr yahi hai es business main kam se kam risk factor karen q k kam risk main aghr hmain loss bhi ho jay tu hmary apss option tu ho k hum apni trading se loss ko cover kar saken es liye aik or lverage set karny main yah bat notice main rakhen k apka expierncxe kitna hai es business main ap itni lverage afford kar skty hain k nahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

                    dear hamko forex markeet ka ik hisaab say thanks bhi ada krna chaye k us nay haamray he faiday k liye har broker ko yeh tajweez di hay k wo leverage jaisi rukawat ko hamaray sath rakhay kabhi bhi hamko ziada leverage wala account open nai krna chaye agar haamray account ki leverage kam hoge to ham bahut baray lose say har baar bach saktay hain aur hamara software hamko is say rokay ga k ham ziada say zaida koi trades na lain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Zyada leverage hamare liye faydemand sabit nahi ho sakti hai

                      I m not agreed with this if you have experience you can gain.
                      amara maqsad market se pips gain krna hota hai wohi pip aik dollar ka bhi ho sakta hai aur wohi pip 10 dollar ka bhi ho sakta hai isliye hamen apne profit ko zai nhi krna hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X