Har dafa loss hi kyu?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har dafa loss hi kyu?
    Me jitny b members ko janta hu chahy senior ho ya junior un ko loss hi hota hai agar ek month nahi huwa to next month un ka account wash ho jata hai aisa q hota hai ? Analysis b kiye jaty hai phir b?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har dafa loss hi kyu?

    Trade agar sahee time lagei jay to hi profit hota hy, jald bazi mein aksar ham galat tradr laga dety hen jis ki waja se loss hota hy jab apka experjence zyada ho jae ga to hi apko profit bhi any lagy ga, koshash karen alna knkwledge imorove karen aur zyada mehnat karen apko loss kam ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Har dafa loss hi kyu?

      Dear friend profit aur loss business ka hissa ha agr ap yeh bat kahen k forex trading mn sirf loss he hota ha yeh bat theak naen ha forex trading aik profitable business ha lekin profit hasil krnay k liay apko bahot ziada mehnat krni prhti ha achhi strategy k sath trade kren gay to profit bhi achha milta ha
      • #4 Collapse

        Re: Har dafa loss hi kyu?

        Jee haan aapne bilkul theek kaha hay forex mein loss bahut ziyada hota hai mujhe to kabhi kabhi aisa lagta hai ki yeh computer controlled movement hai jab koi news nahi bhi hoti to uski movement ho rahi hoti hai iski aaj tak mujhe bhi samajh nahi aai hai ke hamare analysis bhi bilkul theek hote hain uske bawajood loss hota hai iska to koi expert trader hi jawab de sakta hai..
        THKS
        • #5 Collapse

          Re: Har dafa loss hi kyu?

          Forex members i thsnk k stop loss trading ki ki life hai aisay samjhain es k bagair zinda rehna mumkin nahi
          lakin har waqat stop loss ko zaroe lagain kyunk up and down ho sakti hai sab ki aik big mistake hai wo ye k stop loss ziyda dood lagtay hain jab k oata hota hai k market whan tak jay gi aur profit waki trade jo lambi lay ker jani chahey wo jaldi close ker dety hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Har dafa loss hi kyu?

            agar kisi ko kar dafa loss ho to us ko chahiye k wo forex ko sahi tarah learn kare or phir forex me kam kare ku k jub loss hi loss ho to phir kam karne ka koi faida nahi hota so agar ap forex me sahi kam karna chahte hain or ap ye chahte hain k ap ko achi earning ho to ap ko chahiye k ap demo account par practice kare or forex ka knowledge or experience hasil kare ta k ap ko loss bohat kam ho or profit zayada se zayada ho or agar ap ko kabi kabar loss ho jaya kare to ap ko zayada tension lene ki koi zaroorat nahi.

            اب آن لائن

            Working...
            X