Mehnat ma azmat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat ma azmat
    Dear forum members mery hyal ma mehnat ak aisi chez ha jis chez pa ki jaye us sa insaan faida utta sakta ha same goes to forex agar hum mehnat sa forex ko seekty ha our per practice pa mehnat karty ha to mera nahi hyal k kio big loss ki taraf jayega thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat ma azmat

    Well dear aap ne kia khoob kaha hai mehnat men hi azmat hai jab tak hamari kissi kaam men mehnat nhi hoti hai to uss waqt tak hamara wo kaam sahi tareqe se nhi ho pata hai isliye hamen mehnat krna bahut hi zaruri hota hai ham jitni ziada mehnat kren ge hamen uske utne hi shandar kisam k results millen ge
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat ma azmat

      mujhe ap ke bat bohat ahe lage k mahnat ma he azmat hote ha jo mahnnt karte han wo he phal pate han forex ak asan kam nai ha is ma apne khawabun ko pora karne k leay mahnat ke zarorat hote ha is ko samjna bohat muskil kam ha jo mahnat kare ga wo he jaldi shekh b lay ga or profit b kamae gae kuch log pak forex ko esy lay k tawajo nai date wo he lose pate han
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat ma azmat

        Mehnat main azmat hey yeh baat sech hey aor yeh kahawat forex trading per bhi lago hoti hey. Pakistan forex forum per jo bhi member mehnat kerta hey woh ziada bonus hasil kerny main kamyab hotey hain aor jo trader trading main mehnat kerty hain woh profit bhi earn ker sekty hain. Mehnat trading main key of success hey.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat ma azmat

          forex ma ap agr informaiton hasil kar k jo profit haisl karo ga wo bohot zayada ahmeyat rakhe ga is leya ap ko chaheya k ap informaiton kasil karne k leya kam kare or faida uthaye or acha profit hasil kare jis sa ap ko kafi faida ho.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat ma azmat

            Sir jab hum forex mien aa ker ehnat kerty hien ya kesi or kaam mien mehnat kerty hien tu hamain us ka phhal zaror milta hai q k agar kio bee insan kesi bee field mien mehnat kerta hai to us ko as mien success zaror milta hai mager as mien hamain waqt lag sakta hai or hamain as mien us waqt ka wait kerna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat ma azmat

              Je ha bilkul Pakistan forex zyada se zyada mehnat mangta hai tabhi aap iss ke analysis ko samjh paty ho aur apko profit hota hai iss liye zyada se zyada apni knowledge aur experience ko improved kary taky lose me na jaye ab ye apki mehnat par depend kary ga ke aap kitne profit earn karty ho
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat ma azmat

                اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
                Dear forum members mery hyal ma mehnat ak aisi chez ha jis chez pa ki jaye us sa insaan faida utta sakta ha same goes to forex agar hum mehnat sa forex ko seekty ha our per practice pa mehnat karty ha to mera nahi hyal k kio big loss ki taraf jayega thanks
                Main To Nahi Sakta tha Forex trading 1 difficult Businessman all traders ko chahiye kya hardworking Karke training Kare Jab Woh hard cutting Karke trading Karenge tone ke liye trading karna Aasaan Ho Jayega Aur Woh successful trading kar Sakenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat ma azmat

                  G bilkul mehnat ma azmat hai or forex trading bht hi complicated business hai es ma successful hony k liye bht zayada mehnat or wqt lgta hai hm jitni zayada focus or concentration se learning kren gy hmari abilities or skills itny hi improve hon or hm achi trading kr k bht achi earning kar saken we just have need to struggle
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat ma azmat

                    g hain bhai jan mahnat mai barakat hoti hai es tarha hum muslaman hai aur humain pta hai kay humraye allah pak ka farman hai kay insan sirf mhanat karta hai aur ajar mai ata farmata hun yani kar rizaq ata farmat hun aur esi tarha koi bhi kam ho ga ap mahnat se krain gaye tu us ka ajar ap ko zaroor milaye ga tu humesha mhnet kaye baraye mai sochain balkaye sochaye na mhanet krane chaye sub ko
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat ma azmat

                      G bilkil Bhai mehnat mein azmat hai is mein yani is market mein hmain buhat mehnat chahiye kyon ke agar AP ke pas knowledge na ho aur practice na ho to AP buhat zeyada loss Kar sakte Hain is liye mehnat karain knowledge gain Karen demo practice karain then earn karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat ma azmat

                        Ji bilkulmehnat main azmat bht mashhoor maqoola hy jis bhi kaam main mehnat ki jaye to us main kaamyabhi zaroor milti hy isi tarhan ager app forex trading main mehnat or lagan se kaam kertay hain to aik din app zaroor kamyaab trader ban jain gay forex main kaamyaabhi ki pehli seerih hi mehnat hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat ma azmat

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
                          Dear forum members mery hyal ma mehnat ak aisi chez ha jis chez pa ki jaye us sa insaan faida utta sakta ha same goes to forex agar hum mehnat sa forex ko seekty ha our per practice pa mehnat karty ha to mera nahi hyal k kio big loss ki taraf jayega thanks
                          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Aap Ki Baat hundred percent hai main Aate Hai Hame sab kuch Milta Hai agar Hum Duniya ke kisi bhi kaam mein hard working se kaam karte hain to hume Kafi achha profit Hasil ho sakta hai aur hum Forex trading as a critical business for hardworking se Karenge to hum achhe earning kar sakte
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat ma azmat

                            jo bhe js bhe kam pr mehant krta hye os ko os kam se fadya he hota hye as leye hum ko chahye agr hum apne mind ko as bat pr agree kr lete han ke ye forex bussines ko me ne sekhana hye and as me khud ko kamyab krna hye me ne to as se hum kamyabi ke tarf jana start ho jate han agr hum as me zayda time de kr and achi mehant kr ke kam krte han to as se hum acha fayda le sakte han agr hum as me expert ban jate han to phr hum ko zadya mehnat ke need nahi hote hye hum easy ho kr as se acha earn kr sakte han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat ma azmat

                              mahnat karna bohat achi bat hai jo b banda mahnat karna janta hai wo kabi b kisi b jaga fail nahi hota hai nakam nahi hota us ko kamyabi milti hai mahnat wala banda apni jaga bana hi leta hai hume b chahiye ke forex business me mahnat kare or achi tarah is kam ko samj kar kare agr hum is me mahnat karte hai tu hum acha faida utha sakte hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X