zinda dili isi main hay k kabhi lose k agay sir na ghukaya jaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zinda dili isi main hay k kabhi lose k agay sir na ghukaya jaye.
    dear agar ham thoray bahut lose say ghabra kar trdes karna chor daingay to ham kabhi bhi achay trader nai ban sakaingay hamari zinda dili isi main hay k ham kabhi bhi lose k agay sir na jhukain uski recovery lay kar phir say profit wali line main lag jana he zida dili hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: zinda dili isi main hay k kabhi lose k agay sir na ghukaya jaye.

    Aap ki baat kissi had tak theak hai hamen loss hone pe penic nhi hona hai balke hamen aur ziada interested ho kr kaam krna hai tab hi ham apne loss ko recover kr paen ge agar Hum loss hone pe confused ho jayenge to jam kabhi bhi achi performance nhi kr paen ge isliye hamen penic nhi hona hai balke apne aap ko strong bna kr iss business men kaam krna hai tab hi hamen success mill sakti hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: zinda dili isi main hay k kabhi lose k agay sir na ghukaya jaye.

      Yes dear you are absolutely right forex trading ma loss or gain to chalra rehta hai or loss se hmy hopeless nahe hona chahiye hai because hmari asal haar tbhi hoti hai jb hm umwed chor dety hain
      Esi liye hmy hmesha forex trading ma loss ko mined ma rkhty huay kam Karna chahiye hai because loss or gain yo hr business ka hisa hoty hain or jb hmy loss hota hai tbhi hmy profit ki value bhi smjh ati hai esi liye loss pa hurt honey k bjaye agr hm us loss ko apna success ka first step bjaien to hm bht achi earning kar sakty hain

      اب آن لائن

      Working...
      X