Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai
    Agar aap nay kal market join ki hai aur kahain kay aaj aap ko uss mein faida hona shru ho jaye tou yeh cheez mere khayal sae sahih nahin hai market ko samajhnay mein aur uss ki movement samajh anay mein kafi wait darkaar hota hai jab market mein aap lagatar kaam kertay hain aur her cheez ko baareki sae dekhtay hain apnay pas notes banatay hain apni ghaltioun ko note kertay hain tou phir aap ko kafi acha experiance ho jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

    Gee haan yeh tou theek hai kay jub hum market mein kaam kertay hain tou waqt kay sath sath humari trade mein bhi improvement hoti ja rahi hai issi tarah jub aap market mein kaam kerain gay tou aap ko cheezoun ki samajh lagay gi aur forex mein jaldo kisi kaam mein na kerain aik routine kay sath chalain gay tou sub ko samajh aa jaye ga bus aap forex ko samajhnay ki koshish zaroor kerain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

      G aap ny bikul sahi kha hy oar main apki bat say itefaq krun ge kay Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai. Jysa kay hum janty hyn kay jub bhi hum koi kaaam shuru karty hyn to hmyn us ko samajhnay myn waqt lgta hy lykin kuch waqt k guzarnay kay bad hmyn us kaam ko karny ka tajurba hasil ho jata hy isy tarah forex trading myn nay forex traders ko market ki naqlo harkat ko smjhnay myn kafi waqt lgta hy lykin waqt kay sath mehnat koshish or lagan sy tajurba Hf asil hota hy or wo market ki bareekion ko ba khoobi janany lgty hyn.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

        waqat bohat kuch sikha deta hai agr hum forex market ki bat kare tu hum agr isko daily basis per daikhe ke market ki movement kya kya hai or ya kaise move karti hai agr start me na b samj aye tu koi bat nahi waqat ke sath sath samj aa jaye gi daily basis per kam karne se bohat zaida experience aa jata hai or kam karna easy ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai koi bhi kam ho wo hamen pahly din sy he sara samjh nhe a jata us ko samjhny k lye kafi time lagat hai phar forex tarding me aesy bhot sy setup hoty han jin ko sekhna or samjhna lazmi hota hai is lye ham forex ko soch samjh kar he sekh sakty han
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

            yes main aaapki baaaat say agreee karti ho forex main merket ki move ko sammjhna he forex hain agar 1 baaar aaap merket ki move ko achi tara samjh jate hain tu merket main aapko entry ka thek tara pata chal jata hain k merekt main entry kaha say karni hain merket main small lot k sath he etnry karni chahaiye har move py humhain merket main learning mil jati hain agar koi b traders learn krna chahain tu
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

              Markeet ki movement kk smjhna itna asan ni agr ap chahtyy hai markeet ki movementt ka anda laga skyy kb kidr move ho gei to is kyy liye markeet level ko dehktyy rhyy goar kar our baith kar apni advised dety rhy ab markeet edr move kry gei ab markeet ya ho gei trading krenn trading krtyy waqat agr kisei galti ki waja syy loss ho jata to ous galti ko dehkyy kia meny galti jis ki waja sy loss howa next wo galti na krenn apni galtiou ko dehk dehk kar aista asita expert ho jaiy markeet level ko smjhy ky liyr markeet par rhyy our goar krenn...
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                agr ap new hain forex ma or apko lgta k apko market smjh aa jaye ge aik din ma tu aisa nae ha market ke movement smjhny ma thora time lagay gah. es k lea yeh ha k ap demo account bana k trading start karain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                  Dear frend ap ki bat bilkul theek hai jab hm market ko daily watch karty hai to hmy market ki movement ka b achy sy pata chal jata hai k ab market kis tarf hai or kis tarf jana hai es tarha agar hm daiky market ko watch kary gy to hm os ki sahe movement ko achy sy pata lga sakty hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                    G han friend apne sahi kaha hai har kam ko smjny k lye wakt ki zarorat hoti hai forex trading ki moment ko smjny k lye b wakt ki zarorat hai jitna wakt ap trading ko den gy utna apko esy smjny ka moka mily ga aur ek din ap esy pora smj len gy aur ek kamyab treader bn kar acha profit kmahe gy aur los sy bach paye gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                      Is business ke sab say aham khobi ye hay me jithna ziada waqth guzartha hay aap ko oze tarah experience be ziada hotha hay our knowledge may be izafa hotha rehta hay is liay Mera mashwara sab members ko yahe hay ke wo dilbardashta na ho ek din esa aaega ke hum sab expert traders hongay
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                        Forex main wakat kay sath market move ki samag a jati hay. isi liye jo sensible trading kay teacher hotay hain wo trader ko study kernay say pehlay us ka kuch expereince pochtay hain to wo apni advance trading ki taleem un ko detay hain. que kay wo jantay hain kay time kay sath sath trader ko market ki move ka pata chal jata hay aur wo market ko samagnay lagta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                          Dear friend jo member forex trading me new aty hai unhy market ka bary me kuch pata nahi hota but mere khiyal me waqt ka sath sath insan ko sab kuch samja ajata hai kisi b cheeza ko seekhny me boht zayda waqt lagta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                            dost dost Apne bilkul theek baat ki hai ke Waqt Ke Saath Saath Har trader ko trading ke baare mein samajh aa Jati Hai isliye mai Forex mein Ek Aisa trader Banke dikha Na Hota Hai Joker earning kar sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein waqt kay sath market movement ki samajh aa jati hai

                              forex mai wakt ky sat hum market ky up down ko samj jaty hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use kar ky high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X