Knowledge or experience main farq
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge or experience main farq
    Aoa main ik new member hoon main ap say sawal karna chata hoon kay knowledge or experience main kay farq hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge or experience main farq

    g bilkul knowelged or experince mn farq yeh hai k knowwelged wo hai jo ap hasil krty hai or experince wo hai jo ap ko krny say aata hai jb ap forex ko join krty hai to ap k pas knowelged hota hai lkn jesy ap is business ko joine krty hai or work krty hai ap ko bht say chezo k pta chlta hai or ap is experince k waja say expered hoty hai or zaida profit earn krty hai
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge or experience main farq

      boht hi asan si theory hai bhai ye knowldge wo hota hai jo ap pick krty hn ya seekhty hn hain jo learn krty hain experience ko dooosray alfaz mein tajurba bhi kaha jata hai experience wo hota hai jo wkt k sath sath ap ko milta hai hai.experience gain krny mein time lgta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge or experience main farq

        g bilkul knowelged or experince mn farq yeh hai ok knowwelged wo hai jo ap hasil krty hai or experince wo hai jo ap ko krny say aata hai jb ap forex ko join krty hai to ap ok pas knowelged hota hai lkn jesy ap is commercial enterprise ko joine krty hai or work krty hai ap ko bht say chezo k pta chlta hai or ap is experince ok waja say expered hoty hai or zaida profit earn krty hai
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge or experience main farq

          Dear friend knowledge aur experience 2 alug cheezen hn knowledge yehni apkay pass forex k baray mn maloomat ha aur experience apkay tajarbat hotay hn jo ap kam kr k hasil krtay hn jaisa k ap demo account pa practice kr k real trade k liay amli taur pr kam kr k hasil krtay hn
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge or experience main farq

            knowldege or experience me farq bohat se log aise b hai jo forex trading ko itna nahi learn karte jaise books read karna lectures ko daikhna ya ohr koi or reading wala kam karna wo ya nahi karte lakin apne experiecne ki waja se earning kar rahe hote hai or kuch log forex ke knowledge ho hasil kar ke earning kar rahe hote hai ya dono hi best hai.
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge or experience main farq

              Knowledge aur experience dono he kisi na kisi kaam men earning k liye aur kamyabi k liye zroori Hain aur dono ki apni apni importance hai knowledge Ni ho ga to hum kaam ki basics ko Ni samajh saken GE aur agar experience Ni ho ga to hum kaam ko start he Ni kr saken GE forex men bi expert hone k liye in dono ka hona bohat zroori hai.
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge or experience main farq

                Knowledge our experience dono he fida mat hotyy hai knowladge syy bi ap axhei eran kar sktyy hai our experience syy bi dono ki apni apni jaga boht ahmeet hai agr knowledge ni ho ga forxs ka pata kaisyy chalyy ga forxs hai kia our experience ni ho ga trding main problm bany gei lihza paosting kr kyy knowdgle hasl krenn our baqei time demo par experience hasal karyy.
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge or experience main farq

                  Agar kisi k pass is mein expriences hain to apko is mein zada se zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain apko is mein zada se zada mehnat karni chahye aur is mein apko kniowldge hain to apko is mein ihtiyt se kam karna chahye tabja kar ap is meinearn kars akte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge or experience main farq

                    Knowledge aur experience main kafi faraq hay. jesay kisi new trader ko ho sakta hay kay forex ka knowledge aik ya do week main ho jaye. lakin experience tab hi ho ga jab trader knowledge hasil kerna kay bad us ka practical keray ga aur us main kuch time guzaray ga to us ko us kam ka ya trading ka experience ho jay ga. is liye forex main experience chahye hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge or experience main farq

                      Je ha bilkul knowledge aur experience me bohat farq hai ager ham asan samjhy to experience wo hai jo ham khud karty hai aur knowledge wo hai jo ham dosry se hasil karty hai ager ye dono chezo apky pas hai to aap aik trader gai ager nahi hai to aap lose pe lose karo ge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge or experience main farq

                        Knolige hita by jo ham malomat hasil rkty hy k kam kehsy krty hy khsy kam hota hy us aab malomat ko knolige kehty hy our jo experiemce hita hy ya hamy kam krny k badbbhot taime lgta hy banany my jis ko ham tajarba bhi kehty hy ya bhot taime lgany k bad hi hamy hasil hota hy our is ka bhot zeada faida hota ahy phr ham ko kio k ya profit bhot zeada dilwata hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X