Loss sy darna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss sy darna

    sir hamen chaye hain kee ham as main loss darna nahi chaye agar ham as main loss se dare geyy tu ham as main kamyab nahi ho sake gyy aor hamen as main agar loss se dare gyy tu ham kamyab nahi ho sake gyy as liy hamen ache se kam karna chaye or hamen as main mihnat bi karna chaye hai tu hi ham as main kamyab ho sake gyy
    PAK ARMY ZINDA ABAD
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss sy darna

      remember you are right aapne bilkul sahi Kaha Hai Hamein loss se Darna chahie Kyunki lost se Hamara account khatam ho jata hai aur Hamein is bachna chahi is Se bachne Ka Tarika hai ki hum Apna Kaam ko pura Karen aur lalach bilkul bhi nahin Karen Kyunki Lala check Buri Bala hai aur ji Hum Ek Baar Jab lalas kar lete hain tu ja Hamein dusri Baar lalach karne par Majboor kar deta hai isliye hamein chahiye ke loss
      • #18 Collapse

        Re: Loss sy darna

        Bilkul theek Kaha Agar Hame loss bhi ho jaye to Hame ghabrana Nahin chahiye Kyunki loss business ka ek part Hota Hai Kyunki lost Business mein aane Jane Ki Cheez Hai
        • #19 Collapse

          Re: Loss sy darna

          dear hamko forex markeet main joining k baad achay capital say kaam krna chaye q k agar ham ko lose hota hay to hamko us say account k wahed ka bhi khatra ho sakta hay aur ham baar baar lose dar kr kaam krtay rahaingy jis say haamra markeet main success hona bahut he mushkil ho jata hay aur kamyabi ham say door bhagna start ho jaty hay lose ka dar hamko hamaray big capital say he door ho sakta hay.
          • #20 Collapse

            Re: Loss sy darna

            Dear member or loss Se Wahi member darte Hain Jinke Paas knowledge or experience se nahin Hota aur vah bagair knowledge or experience ke trade Laga Dete Hain Jiski wajah se unko Har Waqt Dar mahsus hota hai ki Hamara trade laws Mein Na Chala Jaye Agar Hum Apne Dar Ko kam se kam karna chahte hain aur accha profit bhi kam Aana Chahte Hain To Hamein Pahale Apne knowledge or experience Ko Badhana chahi
            • #21 Collapse

              Re: Loss sy darna

              Bilkul Agar loss ke dar se trading chhodni Hai To fir trading mein aana hi nahin chahiye Kyunki lost to Yahan Par Hota Hi Hai Yahan hi nahin Balke Har Kaam Mein loss hota hai jo bhi karobaar Karenge usme loss ho sakta hai jo log Bhe loss Se Darta Hai use Forex trading Nahin Karni chahiye loss Yahan Par bade bade trader ko bhi ho jata hai.
              • #22 Collapse

                Re: Loss sy darna

                dear friend ap ny theak bat ki hy new members loss se bhut darty hain loss to seniors members ko bhi ho jata hy loss ka ana business ka hisa hy hamy loss ky dar se treading ko nahi rokna chahiye balkey achi trah soch samjh kr treading karni chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Loss sy darna

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                  New members loss k dar sy trading hi nahi kar paty me un ye kehna chahta hu k loss to achy traders ko b ho jata hai ap achi planing kary or trading kary agar ap loss sy drty rahy to profit b nahi hoga is liye dary nahi or analysis kar k trading kary zroor kamyaab hon gy ap.
                  Traders ko chahiye keva loss se dar kar Kaam Na Karen Kyunki Jab aap log Se darte Hain To aapki trading achche Nahin Hoti Kyunki aap analysis bhi theek kaha se nahin kar paate aur and Mein loss ho jata hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X