dear markeet to apnay hisaab say kaam karti jati hay agar kisi ko lose ho jaye to wo kena start kar daita hay k markeet nay us k sath dhokha kia hay asal main hamara knowledge aur experience kabhi kabhi hamaray sath kaam nai karta hay to is ko solve karnay k liye hamain achi tarha say mazeed learn karna chaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим