Mistake ko improve karyn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake ko improve karyn
    AGer ap mistake kam say kam karyn gue to ap ap achy trader ban sakty hain so ap ko chiye kay ziyada say ziyada koshsih karyn tan kay ap trading main ziyad profit hasil kar sakyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistake ko improve karyn

    forex trading main jab ap study ni kren ga learing ni kren ga tab tak ap is main galti pa galti kren ga jis sa apko kafi lose ho sakta ha is lea apko chaiya ka ap is kam ka bary main learing kren r zyda sa zyda knowledge hasil krn taky ap apni mistake ko sudhar saken
    • #3 Collapse

      Re: Mistake ko improve karyn

      dear jis tarha kisi business ka hissa proft hota hay same isi tarha lose aur mistake bhi usk sath sath chaltay hain agar ham koi mistakes nai karaingay to ham kabhi bhi achay businessman nai ban sakaingay aur kabhi bh kamyaab nai ho sakaingay so ham say mistakes har haal main hongi aur hamain unko bardasht bhi karna paray ga aur unko solve kark un say koi acha lesson bhi hasil karna hoga tab ja kar ham achaye traders ban sakaingay.
      • #4 Collapse

        Re: Mistake ko improve karyn

        G bilkul ap thk keh rhy hain forex trading ma mistakes se hmara bht zayada loss ho jata hai hmy apni mistakes ko ignore nahe krna chahiye hai unhy note krna chahiye hai unhy improve krna chahiye hai ta k repeat na ho or loss se bacha ha saky aksrr members loss se hopeless ho jaty hain or trading chor dety hain but ye Galt hai es se better ye hai k apni mistakes ya loss ko first step bnaien success ka or struggle krty rahien
        • #5 Collapse

          Re: Mistake ko improve karyn

          forex trading ko jb ap joine krty hai to bina knowelged or experince k mat kren q ky is kam k liye knowelged k hona bht zror hai jb ap k pas knowelged ho ga to ap mistake kam kren gay or loss bhi kam ho ga lkn agr mistake ho jata hai to us galti ko bar bar mat kren or aapny galti ko thej kren or zaid learning kren is say bad mn zaida earning ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Mistake ko improve karyn

            G han mistakes tu kisi se bhi ho sakti hen lekin acha trader woh hota hey jo apni mistakes se sabak seekh kar aagay barhta hey aur forex trading men bhi her kisi se mistakes ho jati hen jin ki waja se loss bhi ho jata hey iss liay pahlay uss mistake ko theek kar k phir trading start karen tu loss ko kam kar saktay hen aur jo log mistakes ko ignore kartay hen unn ko musalsal loss hota hey iss liay mistakes ko ignore karnay ki bajay unn ko theek karna chahiay ta k dobara loss nah ho
            • #7 Collapse

              Re: Mistake ko improve karyn

              g bilkul theek kaha ap nay hume chahye k agr loss hota hai to wo yageenen humri mistakes ki waja se hota hai hume wo mistakes find karni chahye aur phr in pay rework karna chahye aur apni mistakes se kuch seekhna chahye in ko improve karna chahye aur wapis unhi mistakes ko repeat nahi karna chaye taa k bahoot acha kam kar sakain aur profit earn kar sakain.
              • #8 Collapse

                Re: Mistake ko improve karyn

                Jee bilkul trading mein hum se boht si mistakes hoti hein jin k pas knowledge aur experience nahi hota woh hamesha loss mein hoty hein lekin jo apni mistakes se learn krty hein aur unko control kr lety hein tu woh kamyab strategy use kr k aik successful trader ban jaty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Mistake ko improve karyn

                  Dafinately trading main humain apni mistakes ko kam kerna chahiye koshish krain k trading main kam se kam mistakes hon takay app perfect trading ker sakain or ziada se ziada profit hasil ker k apni earning achi krain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistake ko improve karyn

                    Boss jab ham forex mien kaam kerte hien tu as mien jab ham new hote hien jis tarah mien as mien new hun to ham start mien as mien galati b kerte hien aur jab ham as mien gaalti kerte hien tu hamian as mien un ko improve kerna hota h matlab k hamain un ko dohrrana na hota h agar ham bar bar in ko dohraty hien tu hamain as mien masla ho ga aur ham kabi b kamaee na ker skain gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistake ko improve karyn

                      Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me jo log apni ghaltiyon sy sekhty han wo khabhi na kam nhe hoty han is me jitna ap apni ghalti sy sekho gy ap ko expericne hoga or me ye samjht hon kah insan sekhta he ghalti kr kay hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistake ko improve karyn

                        Dear aap ki baat droost hay Kay hamain aapni mistake say sabaq hasil kerna chahaye oor bar bar aapni mistake ko repeat nai kerni chahaye iss say members aapny aapny kam per thvajo dany oor mistake ko removed kerny chahaye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistake ko improve karyn

                          forex mai hamy apne mistakes ko improve kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain yai aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X