G bilkul losses ko sub say pehlay cover karna chaheye aor esi par ziyada say ziyada focus daina chaheye q keh agar ap kesi trades say losses kartay ho tu kafe ziyada stressful hota hai kesi be trader k leye q keh koi be trader losses wale trades nahe chahta so jab losses hojaye tu ziyada emotional nahe hona chaheye balkay mazboti k saat ziyada mehnat karne chaheye takay jald say jald jo losses ho gaye hai osko cover kiya jaye aor baad mai es kisam k mistakes say bacha jaye q k agar ap baad mai be same esi kisam k mistakes dohraingay tu ho sakta hai k apki trading har time nakam he hoti rahe..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим