Forex market mein directional movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mein directional movement
    Agar aap ko kisi bhi currency pair per trend ka andaza lagana hai kay trend change honay wala hai ya phir kya situation hai tou humain chahyea kay hum jab trading kerain tou average directional movement index ka indicator lagain aur sath mein support aur resistance ko follow kerain aap ko kafi acha profit hasil ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mein directional movement

    Forex me hame Koi bhi trade open karte huye directional movement ko lazmi note karna hota hai lekin der mein aapko yeh bhi suggestion data chalu ke hame kabhi bhi Koi trade confirmation k bagair open nahi karni hai agar Hum without confirmation Koi trade open karenge toh hum lose ho jayenge isliye hame after confirmation hai Koi trade open karni hai Taki Hum successful trading ka saken
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mein directional movement

      Forex mein agar hum nay market ki directional movement ya trend ko check kerna ho tou humain chahyea kay hum forex mein moving average indicator ko use kerain jo kay humain market ki bahut achi aur accurate direction batata hai aur iss sae humain market ka sahih andaza hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mein directional movement

        G han ap ne bilkul theek kaha kiu k trading main market trend ko watch karan aur observe karna boht zarori hay kiu k markey main jese jese movemebt change hoti rehti hy sath sath market trend bhi change hota rehta hay is k liy ap ko support and resistance k bare min sahe pta hona chaiau take ap aave aue profitable trade kr sakain
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mein directional movement

          Dear brother forex trading may kafi ziada members asay hay jis ko abhi is business ka experience ithna ziada nahee hay our aap ke post profissional trader ke tarah hay moving average ko saary members nahe samajthay is liay loss ka shikar hothay hay lekin waqt k saath saath ye saare cheezay samajh may aa jathi hay
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mein directional movement

            Sir aap ki bat belkul theek hai or mien ap say agree kerta hoon k hamain forex mien aa ker jab kam kerna hota hai to hamain as mien aa ker ap ki bat per amal kerna ho ga q k jab hum in cheezo ko zehan mien rakh ker trading kerty hien tu hum as mien aa ker behter tor per earning hasil ker sakty hienor achy traders ki list mien aa sakty hien.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mein directional movement

              Dear aap ki baat theek hay ky ziada member in move ky bary main knowledge nyi rakhty iss liye reply bhi kam log kerty hain ya senior log Jo trading kerty hain woo iss baat ko sahi toor per samajh sakty hain oor reply bhi ker sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mein directional movement

                Forex market main direction movement ko trend kehtay hain aur jo trader trend ko samany rakhtay howay apni trade lagatay hain. wo trader hamesha kamyab rehtay hain. que kay wo market ki direction main move kertay hain. aur is say trader ki trade thoray time kay liye loss main rehti hay aur bara profit deti hay jab trend apni move ko jari rakhta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mein directional movement

                  g han bhai ap ny sahi kaha hai jab tak hum is main kisi pairs k trend ko analyis karain gy aur achy sy kisi pair ko trade lagaty waqt nahi dekhy gy to hum is main tuqay sy hi trade karain gy aur tuiqay sy 100 main sy 20 % hi kamyabi milti hai.
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mein directional movement

                    Hame Forex ne Jab Bhi kaam karna hota hai to Ishq Ne Hame Ye karna Hota Hai Ke Hum isme market ki movement ko aur friend ko Dekh Kar Chale Agar Hum in Shivam ko follow Karte Hain oh yeah bahut hai achi baat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mein directional movement

                      forex mai agar market ke movement directional hain to hamy expert trader ban ky is mai kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy or acha profit hasial kar saky gy forex online ke dunya mai aik best business hain is mai hum investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market mein directional movement

                        Forex market main jab bhi market move kerti hay wo directional move hoti hay aur trader ko ager un direction ka time say hi pata chal jaye to trader boht say losses say bach sakta hay aur boht sa profit earn ker sakta hay. in direction ko trend kehtay hain aur trader kay liye trading kay doran trend ka knowledge hona boht zayada zarori hota hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market mein directional movement

                          forex aik out off class business hain is ke market up hote hain down hote hain or side ko move karte hain hamy is ke movement ko dahk kar is mai investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorot ko asane sy pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat ache earning be deta hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X