Trading experience ki lihaiz say keraing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading experience ki lihaiz say keraing
    Dear fellows aap jab trading kerty hain tou aapny experience ki sath kerna chahaye yani ky ager aap ka experience kam hay hay you short lots main trading kerain oor ager aap ka experience acha hay market ka knowledge bhi hay tou aap bari lots main bhi trading ker sakty hain oor aapny aapny experience ki lihaiz say profit kama sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

    G bilkul ap thk keh rhy hain hmy apni knowledge or experience k according hi lot sizes select krny chahiye hain because jb hmy km knowledge or experience hoga or hm zayada profit k liye biglots use kren gy to loss hoga q k hmy analysis achi nahe ati to trades Galt lgti hain or loss zayada ho jata hai esi liye agr hmy experience km hai to hmy small lots lgani chahiye hain ta k loss km ho or account safe rhy
    • #3 Collapse

      Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

      Trading experience k lihaz se hi best hoti hai agar ham apne experience aur balance se ziada ki trading krte hain tab ham apni trades ko achi tarah se run nhi kr pate hain trading ko agar apne experience k motabiq hi kia jay to tab hi hamare liue nest hoti hai
      Agar hamara experience kam hai aur ham bahut big trades lete hain to tab ham successful nhi ho pate hain isliye hamen apne experience se ziada ki trading nhi krni hai
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

        Mai apki bat say agree karta hu, forex trading mai experience bhut importance rakhta hai usi mai apko sub experience say milta hai kk apko kis time market mai kese enter huna hai, kese enter hu kar kese trade lagani hai, is k ilawa experience say apko ye bhi pata chalta hai k apko apna take profit kaha laga kr stop loss kaha lagana hai, in sub cheezo ko samjhna to asan hai but jb ye cheezay karengay to apko kafi mushkilat hungi or 1st time mai perfect krna usi surat mai mumkin hai k apnay demo account pay practice kari ho, or apnay achi tareeqay say experience lia ho,
        • #5 Collapse

          Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

          g mere bhai bohat ache baat ki ap ne hmesha trading knowledge aur experience k lehaz se krna he acha hai aur isi se humen acha profit hsasil ho sakta hai jab knowledge aur experience acha ho ga to hum market ko ache tarha se analyze kr saken ge jis se humen acha profit milny k chances ziada hain aur loss face krny k chances kam ho jaen ge.
          • #6 Collapse

            Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

            Dear trading ka experince pratices say ata hai aur damo ko real account samjh ker trade ki to exoerince bhi nilta hai aur forum say knowlg bhi milta hai aur experince say trade ka volum ooen krain new trader 0.01Say opr trade opn na krain experince trader apnay experince say cobtril ker saktay hain new trader aisa na krain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

              G han bilkul aisa he hai agar kamyab trader bnna hai to apny experience k according trading krny ki koshish krna sab see best hai kyun ky experience k accordingly ki gain planning aur bnae gain strategy session AP ko profit k chances ziada Hain jab k loss k chances Kam Hain is liye better yehe hai k apny experience to follow krty her he trading krny ki koshish ki jae ta k khud ko loss see safe rakha ja sake.
              • #8 Collapse

                Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                Agar aap ko kise pair may traiding ka experience na ho tho os par trading nahe karna chaheiay kionka aap ko oske movement ka experience nahe hotha is liay apnay liay kuch pairs makhsoos karnay chaheay jis par aap ko trading ka experience our knowledge dono ho tho os par profit k chances ziada hothay hay
                • #9 Collapse

                  Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                  Gee haan bhai forex mein hamesha humain her kaam apnay knowledge aur experiance kay mutabiq hi kerna chahyea agar hum apnay knowledge aur experiance sae barh ker koi bhi kaam kerain gay tou humain uss ka hamesha nuqsaan hi ho ga aur forex mein rules ko zaroor follow kerain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                    Gee haan bhai forex mein hamesha apnay experiance kay hisab sae kaam kerna chahyea aur zayada ounchi ounchi chalangain nahin lagani chahyeain aur mere khayal mein tou aap ko iss mein apnay analysis bhi routine sae kernay chahyeain ta kay aap ko forex mein apni performance ka bhi pata ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                      yes forex 1 asa work hain k ye bina learn kiye and bina experaince k nhe hota hain forex karne k liye zaori hain k aapk pas forex ki info ho aapko forex merket main anaylais aate ho aapko thek tara pata ho k yaha mujhy entry leni hain and yaha mujhy exit hona hain forex main bhot he khaas chze hain small lot jaaab tak small lot use kare gy tab tak aaap accoutn wash hone say b bach skte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main ham ko trading experience ke lihaz se hi karny chahiy hai agar ham as main aesa kare ge tu ham as main kmayab ho sakte hain as main ham ko mihnat bhi karny chahiy hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                          Dear member me apki bat sy agree karta hon hame jinta expirens aur knowledge hoga utni achi hum trading kar saken gy aur acha profit kma saken gy agr hame expirens aur knowledge ho tu hum km bonus sy km wakt me acha profit hasil kar sakty hen agr knowledge na ho to zyada bonus sy b nuksan hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                            trading hamy apny experience ky mutabik karne chahey hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum forex mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex trading aik job ke nisbat bohat ache job hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading experience ki lihaiz say keraing

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                              Dear fellows aap jab trading kerty hain tou aapny experience ki sath kerna chahaye yani ky ager aap ka experience kam hay hay you short lots main trading kerain oor ager aap ka experience acha hay market ka knowledge bhi hay tou aap bari lots main bhi trading ker sakty hain oor aapny aapny experience ki lihaiz say profit kama sakty hain.
                              Assalamualaikum ji bhaijaan trading ke experience ko Hasil karne ke liye Hamein Kafi Jyada hardworking karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki agar aap acchi aur hard working Se Kam Nahin Karenge to aapko trading business Mein Itni Jyada kamyabi Hasil nahi ho sakti jitni ke aapko hardworking se Aasan Ho Jati Hai trading ke experience ko Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada time trading business ko Dene Se Accha experience Hasil ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X