Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte
    Hum trading market pr jr waqt naxr nahi rakh sakte to loss se bachne k lea humain kia option istamal krne chahe jis k zarye hm apna account wash hone se bacha sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

    Dear friend apki bat bilkul theak ha hm hr waqt market pr nazr naen rakh sktay to hmen loss sa bachnay k liay stop loss ko lazmi use krna chayay istrh hm aik to ziada loss sa bhi bach sktay hn aur dosra hmara account bhi wash naen ho ga isliay stop loss bahot zroori ha
    • #3 Collapse

      Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

      Jee han brother aap nay bilkul theek kaha hy forex trading par har waqat nazar nai rakhi ja sakti is liye is main take profit aur stop loss waly option use karny chahiye aur market main entry point ka lazmi dehan rakhna chahiye is kay baad loss kay chances kam se kam hon gay..
      THKS
      • #4 Collapse

        Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

        g bilkul theak kha ap nay kuyu kay bada 24 hours ain he cheez pay focus ni kar satkta es waja se kiya aik bandaye ko aur bhi kafi kam hotaye hai hain aur wo trading pay har waqat nazar ni rakh sakta
        • #5 Collapse

          Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

          Account ko wash honay sey bachanay ka yahi sab sey best method hay kay agar ap har time market nahi dekh saktay aap apni har trade mei stop loss ka use karain takay loss ho bhi minimum ho aur jitni trades open rahain sabi mei stop loss ka use keya jana chahiye aap ko ye aik save way hay aap tension free bhi hojatay hain esliye stop loss ki value bohat hay kay barray loss sey bachata hay aap ko.
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

            Bhai bilkul hm market pe hr time nazar ni rakh sakty tu us k lye market mein stoploss aur take profit waly option haen ap un ko use kr k apni trading ko safe bana sakty ho.un ka maqsad hi yehi ha k jb ap market mein online na hn tu ap profit bhi le sakaen aur stoploss bhi limit kr sakaen
            • #7 Collapse

              Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

              G han ap thk keh rhy hain hm har time apni open ki hui trades nahe dekh sakty or na hi hmy dekhni chahiye hai because jb hm bar bar apni trades open kar k dekty hain to hm un ma mistakes kr dety hain esi liye better hai k hm apna profit target select kr Len or usi k according stop loss or take profit sett kr Len ta k bar bar dekhna na pary phr apne selected time frame k according dekh li jaye agr hm hr time dekhty rahien gy to hmari eyesight pa bhi bad effect par skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                G jysa kay aap ka sawal hy k forex market py chobis ghanty nazar rakhna mumkin nahi hota to aisy myn hmyn kya karna chahiyay. To iss mamlay myn Myra khna yeh ho ga kay jub tak aap trade markket kay utar charhao ko analyse kar sakty hyn karyn or jub aap yh naa kar skyn to uss waqt add top loss or take profit kay options ka istemal karyn jin ko usy maqsad kay liyay bnaya gya hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                  Dear aap ny baat theek ki hay ky market per her waqat nazar nai rakhi ja sakti iss liye loss say bachny k liye stop loss lags diya jata hay jis sayager market nichy aati bhi hay tou aap bary loss say Bach jaty hain oor account bhi wash nyi hota.
                  Last edited by ; 04-03-2019, 08:15 AM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                    Agar apke pass is mein knowledge hain to apko is mein apne oper bhorsa rakhna chahye aur is mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur apko is mein marketr par har waqt nazar rajkhni chahye apko is mein market k bare mein anysic karna chahye tab ja kar ap is ein earn kars akte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                      yes dear ap ne sahi kaha ha k ham har time forex market pe nazar nahrrakh sjty ,but ye dakhin k important new jo forex se related hoti hain ,un ka ak time hota ha jis time pa effective news ati ap us time bhi trade kr skty hain ,ak time set kr lain jis se a tradign kr skain or jis time pe ap news ko bhi dekh skain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                        g han blkl hm hr wqt trading pr nzr ni rkh skty han hr wqt bnda forex pr kam ni kr skta ha market ko smjnae kae lyae hme technocal or fundamental way analysis ki zrorat ha isi kae sath sath ya ni ha kae hm hr lamha market ko smjty rhy is sae hme or nuqsan hoga trade sae kuch time phly market ko study krna bhtr rhta ha or uskae eklaw atouch rhna thk hota ah hr time study krnae sae mind confuse ho kr trade glt lgwa dta ha or loss ho jata a
                        • #13 Collapse

                          Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                          agr ap loss se bachna chahty hain aur trading market pay daily basis pay nazar b nahi rakh sakty hain to ap ko chahye k ap trade main take profit aur stop loss ko lazmi use karain aur jab b tarde karain to us se phly money management kar lain aur hamesha trade karty waqat small lot ko use karain taa k ap apny loss ko cover kar sakian aur account ko b wash hony se bacha sakain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                            jee agar ap daily har time market par nazar nahi rakh saktay tu ap jab b apna tread karna lagay ty H4 ka use kar len or is tool say ap ko pta lagta raha ga kay market ka lya level hay or jab b ap tread kran tu ap ko chyia ka ap stop loss ko use kran ku kay jab ap asa kran gay tu ap ko loss b kam ho ga or ap ka account wash nahi ho ga or ap kafi safe rahen gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hm trading market pr hr waqt nazr nahi rakh sakte

                              Hm buying and selling marketplace pr hr waqt nazr nahi rakh sakte
                              Jee han brother aap nay bilkul theek kaha hy forex buying and selling par har waqat nazar nai rakhi ja sakti is liye is foremost take income aur prevent loss waly alternative use karny chahiye aur market foremost entry factor ka lazmi dehan rakhna chahiye is kay baad loss kay possibilities kam se kam hon gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X