loss kab hota ha?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss kab hota ha?
    mera ik sawal ha apne scnior sy ky forex trade my apko loss kab hota ha?? kis waja sy humy forex sy loss ho sakta ha or hum kase loss ko recover kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss kab hota ha?

    Forex trading men loss honay ki bahut c wajoohat hen jin men ziyada profit ka lalach karna aur bagher sochay samjhay bari bari trade laga dena aur jaldi men trading karna jiss ki waja se mistakes ho jati hen jin ki waja se loss ho jata hey iss k ilawa achi learning aur experience hasil nah karnay se bhi loss ho sakta hey lekin loss ki waja se tension nhi leni chahiay kiun k loss her business ka hissa hota hey
    • #3 Collapse

      Re: loss kab hota ha?

      forex me har kse ko loss hota hye but koch log as ko recover kr lete han koch as me zayda or loss krte han os ke big waja ye hye ke hum lot size big use krte han and kam se kam time me hum ko lalch hote hye ke zayda se zadya earn karn js se hum ko loss zyda hota hye jo log forex me lalch krte han on ke as me account zadya wish hote han as leye hum ko as me zayda se zadya soch samj kr kam krna ho ga js se hum acha earn kr sakte han as leye hum ko chhaye ke hum as me zadya se zayda mehnt kr ke acha earn karan
      • #4 Collapse

        Re: loss kab hota ha?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
        mera ik sawal ha apne scnior sy ky forex trade my apko loss kab hota ha?? kis waja sy humy forex sy loss ho sakta ha or hum kase loss ko recover kar sakty hain
        Dear loss ke koi aik wajha nahi hoti hai. Loss ke bht saari wajiohaat hoti hain.
        Aik sab say bari aur buniyaadi wajha ye hai kay new traders bina kise experience kay he trading start kar dety wo market ke awareness na honey ke wajha se loss kar bethty hain.
        Phir ap ko agar market k har pehlu ka andaza nahi bhee ho ga to phir bhee aapko ess baat ka dar hota ha k kise na kise wajha sy aapko loss ho jaay ga. So aap behtar ha k apni trades us waqat open karin jab market ka acha khasa idea ho.
        • #5 Collapse

          Re: loss kab hota ha?

          Main senior member to nahi hn lakin pher bhi answer krna chahta hn kah jab hum soche samjhe bagair oar market ka tujhan jane bagair trade krte hain loss hone ka boht ziada chance hota is k illawah lalach bhi ek boht bara factor he loss ka
          • #6 Collapse

            Re: loss kab hota ha?

            Dear baat ya hay k instaforex trading aak bhot he different tarha ka bussniss hay iss bussniss main lose hona ki bhot si waja hoti hain aap ka knowledge aur exprence kam hay ya aap na markit ka analysis theek tarha sa nahi keya hay iss waja sa be aap ko lose ho sakta hay profit k lalach main aap aksar trader lose karwa bathtay hain
            • #7 Collapse

              Re: loss kab hota ha?

              forex trading mn loss hony ki bht say waja hai hum apny mazi say jb bina sochy smjhy trade lagty hai or kch roll follow nhi krty is waja say bhi loss hota hai lkn kch log loss hony k bad is chez ko smjh jaty hai or soch ker move krty hai lkn kch log woh galti bar bar krty jaty hai is business mn knowelged or experince k hoona bht zrori hai tbb ap ko loss k chance kam hai
              • #8 Collapse

                Re: loss kab hota ha?

                Jab ap galat time par trade lagaty hen to phir loss ho jata hy aur es k elawa bhi kafi sari wajoohat hen jo k nuqsaan ka baes banti hen jin se bachna bho zarori hota hy jis mein lake of knowledge hy aur greedness hy overtrading hy time guzarny k sath sath pata chalta rahta hy k loss kis waja se zyada hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: loss kab hota ha?

                  Dear friend loss tab hota hy gab ap apny imotion par qabo nahi paty aur bageer kisi analeses k market main guss gaty hain tab hi ap loss kar lety ho as leye lazmi hy k khud par control karen aur lalach k bageer trading karna sekhen tab hi kameyabi hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: loss kab hota ha?

                    jab ap mhnt krna chor do or market ko smjnae m glty krlo ya ap market ko smjna hy chor do tu apko loss ho jata ha or asae sorat m losss na hona herani ki bt hoty ha marke ko koi ni smj skta ha is lyae apko cheyae kae zyda sae zyda mhnt kro or market ko jitn aho skae smjlo is trah apkaeprofit m izafa ho jae ga or loss kam ho jae ga lkn jab market ko prhna chor dya tu smjo kae loss hona phir sae choro jho jae
                    • #11 Collapse

                      Re: loss kab hota ha?

                      Dear forex trading bht hi complicated or risk I business hai es ma loss hong k bht sary reasons hain zayada loss tb hota hai jb hm emotional hoty hain because jb emotions ma aa jaty hain hm to hm Galt trades LGA dety hain jesy agr hm greed krty hain to agr koi trade hmari profit ma chl rhi hoti hai to hm for an dosri trade LGA dety hain to trend opposites move kr jata hai jis ki wajha se dono trades loss ma chali jati hain esi liye forex ma emotions ko enemies kaha gaya hai
                      • #12 Collapse

                        Re: loss kab hota ha?

                        Bhai mujhe lagta hian k ap jab is mein zada gredd karte hain ya opher is mein ap soch kar trade nahi lagagte hain apko is mein zada mehnat karni chahye tab ja kra pa is men earn kars akte hain apko is mein ijhtiyt se kamkarna chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: loss kab hota ha?

                          Dear loss jab bhi hota hay aapni galti say hota hay aap jab bhi galti karain gay aap ko loss ho ga trading ky doran market per nazar rakhni chahaye oor stop loss bhi lagani chahaye iss say loss kam hota hay bari lot lagain say bhi loss ho sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss kab hota ha?

                            G ap nee theek kaha aisa Ni hai k AP ko loss na ho loss aur profit har kaam men sath sath hoty hain aur forex men bi aisa he hai lekin loss hmesha hmari he kisi galti ki waja see hoty Hain jab hum Kam knowledge ki base par real trading krny ki koshish kren ge to phir lazmi baat hai k humen loss ho sakta hai is k ilawa hmara experience na hona humen loss krwa sakta hai is k sath sath hmara laalach hmara over confidence ye sab he humen loss krwane ki wajoohat Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss kab hota ha?

                              Mere khyal se ziadatar loss humain apni mistakes ki wajah se hi hota hy jab hum mehnat ni kertay or over confidence ho jatay hain tab humain loss hota hy loss cover kerne k lie humain bht mehnat se kaam lena hota hy or aram se slowly apna loss cover kerna hota hy tab hi hum aik achay trader ban saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X