Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain
    Dear friend forex trading main kameyabi keleye in do chezon par khas dehan dain ak apny acount ki worth k motabeq lot size lagain aur dosra kabhi bhi stop loss lagana na bholen aur as ko apni trading main ak aham mokam dain ges say ap kabhi bhi bary noksan main nahi gain gay aur ap k acount ki ak achi safty hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

    stop loss ko use na karnay walay siwaiy loss kay kuch nahi account ko protect ko hamesha aap ka stop loss karta hay jab aap stop loss set kar detay hain apni trade mei aap fearless ho jatay hain esliye lot size ka kam hona bhi best trader ki nishani hay small capital walay ko hamesha small lot size ka he mashwra diya jata hay takay secure rahay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

      Stop loss aur small lots hamare liye bahut achi sabit hoti hain hum jab kisi bhi tradeco small Laut ke sath open karte hain aur apni is trade ko stop loss ke sath run karte hain tab Hume kamyabi ke fully chances hote Hain without stop loss ke koi bhi trade and chahe kitna bhi expert kyu Na Ho wo kamyab nahi hota hai
      Yeh 1 risky business hai aur market hamare kisi bhi time against ja sakti hai isliye stop loss ka hona bahut jaroori hota hai
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

        Minimum lot size aur stop loss ka use ye risk management key parts hey agar without stop loss aur higher lot size ka use properly kia jaye to risk ko manage karny me traders nakam ho sakty hey, risk management aur money management ko agar success key samja jaye to behtar hay.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

          G han bilkul stop loss aur limited lot size be trading key part aur strategies hoti hey jes ko nazar andaz nahi kia ja sakta hay, big loss size aur without stop loss ki trading hi achi trading key part nahi hoty, risk ko jetna kam kar key trades open key jaye ye best trading ki strategy hoti hay jo key 100% trades ko win karny me help kar sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

            Dear member bilkul asy he hai humy tarde ki safety ky liqy chiay ky stop loss or kam lot size ko ajm hisa samjain or khoshis karain ky jab be trade lgain ta ky bary nuksan sy bach sakain asi chezain aksar hum bhol jaty hain to humara nuksan ho jata hai ziyada is liay lazmi in ko nazar mn rakha jay jab be hum trade lgain to yeh stop loss zarur lagain .
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

              yes, is main koi shak nai hay k hamain har haal main stoplose ka he use karna hamaray liye best hay jub trade open ho jaye sab say pehlay hamain stoplose lagana chaye usk baad hamain next koi aur kaam start karna chaye q k ho sakta hay jub ham trades ko open karain aur next lamahay markeet main is kadar fsat movement ho aur ham phir stoplose na laga sakain is liye sab say pehlay iska stoplose lagana chaye aur sath he hamain is ki lot size zarur chotti rakhni chaye aiasa karnay say hamhamaisha trades say jurray rahaingay.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain its depend on your mind how to stop your lose if you want to stop your lose then 1st think about your blcn how much u have in your account then trade

                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                  1#* My derar forex member koi bhi trade open kernay say pehlaymukmal anlyses ker trade lagain aur stop loss and takeprofit zaror lagain kyunk market zigzag hai aur kise bhi traf move ker sakti hai es say ap vig loss sabech saktay gain.
                  2#* lot size bhi rakhain apnat capital ka 20% trade main lagain aur 80% save rakhain aur aik hi point per trade na lagain balky es ki waqfay say lagain agar point .05 lagni hai to usay parchli ker k lagain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                    Sir forex mien aa ker jab hum kaam kerty hien tu as mien aa ker hamain stop loss ko theek jaga per set kerna hota hai agar hum as ko theek say use na kerty hien tu hamain as miennbhut zyada danger ho jata hai or as mien hamain etna loss ho sakta hai k hamara acocunt wash hony k qareeb bee ja sakta hai as lye her bar care kerna hota hai or be had hard work kerna hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                      yes my dear friends ham ko as mainaesa hi karna chahiy hai aor as main ham ko stop loss aor lot size ham ko km hi rkhna cjhahiy hai tu hi ham as main kmayb ho sakte hain as min ham ko dilse kam karna chahiy hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarshad پيغام ديکھيے
                        Dear friend forex trading main kameyabi keleye in do chezon par khas dehan dain ak apny acount ki worth k motabeq lot size lagain aur dosra kabhi bhi stop loss lagana na bholen aur as ko apni trading main ak aham mokam dain ges say ap kabhi bhi bary noksan main nahi gain gay aur ap k acount ki ak achi safty hy
                        Acchi trading karne ke liye traders ko chahiye day trading karte huye stop loss use kare aur jab day trading kare so small lot size use Karke trading Kare is set redis cli trading less risky Hogi aur achi trading kar Sakenge
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                          g han bhai ap blkl thk kh rhy ho m apki bt sae agree krta hon kae hme hmesha small size lot sae kam krna cheyae is sae hm kam sae kam kr kr kae profit earn krty han or forex pr kam krnae kae lyae hme cheyae kae kam sae kam profit earn krty rhy or axa profit bn jata ha is trah or is trah loss b kam hota ha or dsra kae hme apna loss bachana ha tu uskae lyae hme cheyae kae sop loss ka istemal krn is sae kam m asani ho jaty ah
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                            best points pr ap ne post ke hye hum ko apne account ko dekh kr apne lot size pr trade lagne chaheye and hum ko apne all trades pr stop loss langana chhaye as se hum ko zayda loss ka chance nahi hota hye as leye hum agr as markt me apne account ko safe rkhane me kamyab hote han to as markt se hum easy time melta hye hum ko js se hum easy se earn kr sakte han agr hum as me slow slow tradeing krte han to as se hum ko zayda loss nahi hota hye as me mehnat krne hote hye hum ko jo hum krte han to kamyabi hum ko melete hye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss aur kam lot size trading ka ahem hesa hain

                              stop lose ko use krna bhut eham ha qk ka ya ap ka zyda loss hona sa bachta ha ap ka zyda nuqsan ni hona deta r kam lot size trading main bhut zaruri ha qk is sa ap earn tu bhut ahista ahista karty han but zyda nuqsan sa bach jaty han apna acoount clean hona sa bach jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X