Zero tolerance?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zero tolerance?
    Forex trading men bahut ziyada traders aesay bhi hen jin sabr aur bardasht bilkul nhi hoti woh bonus milnay k foran bahd trading start kar letey hen aur bagher experience k hi bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss bhi ho jata hey iss liay unn tamam friends ko chahiay k woh trading men jaldi bilkul nah karen aur aaram se experience hasil kar k trading karen aur agar shuru men loss bhi ho jay tu tension lenay ki bajay sabr aur bardasht aur tolerance ka muzahira karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zero tolerance?

    Dear brother forex naam hai bardaasht aur sabar ka hai jo log forex main sabar aur bardast ke sath trading nahi kar sakte hain wo kabhi kamyab nahi ho Pate Hain trading mein kamyabi ke liye sabar aur bardast ka hona bahut jaroori hai
    Aur jo log bonus milte hai trading start kar lete hain unke liye kamyab hona namumkin ho jata hai kyunki jab Tak main market mein achi confirmation nahi mil jaati hai hum Koi bi trade open nahi kar paate Hain trading ke liye hame confirmation ka hona bahut jaroori hai tab hai hame success mil sakti hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Zero tolerance?

      g han bhai ap blkl thk kh rhy ho bht sae traders forex m asaeb han jin m saar ni hota or bs hmesha jaldy sae kam krnae ka junoon sawar hota ha is trah unko loss b zyda ho jata ha trade krty han tu sabar ni hota forn exit kr lty han thory profit kae bad or is trah unko zyda profit b ho skta tha jo unko ni ho pata or jaldy ki wja sae bht sy dfa trade glt b lg jaty ha or loss ho jata ha trade kae doran mind ko hazir rkh kae kam krna cheyae sukoon sae
      • #4 Collapse

        Re: Zero tolerance?

        Bikul teek kaha aap nay hamaray buhut say friends bilkul asa he karthay hay our wo chahthay hay ke raatho raath dollars ke barsaath ho jaae lekin asa nahe hay aap ko time dekh Kar trade lagane chaheay our apnay makhsoos pairs ke movement par nazar rakh Kar he traiding Karne chaheay
        • #5 Collapse

          Re: Zero tolerance?

          Apni trading strategy main strict nhen hona chaey aor time key sath sath apni strategy bhi update kerty rehna chaey. Trade lagany main saber best hey ager entry main thora delay bhi ho jaey to phir loss to ngen keon keh is se trend aor strong hota hey. Jo trader sirf position trading aor best entry ka wait kerta hey wohi successful hota hey.
          • #6 Collapse

            Re: Zero tolerance?

            Forex trading mein aisy boht se log hein jo bonus milty hi big trading krny lgty hein halankeh unko itna experience nahi hota jiski waja se woh loss ko face krty hein asiy members ko chahiye woh learning krein aur loss se bilkul pressure na lein loss hony pe sabr krein aur loss ko control krny ki koshish krein.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Zero tolerance?

              Sir forex mien jo bee sabar na kerty hien yani tolerance na dakhty hien wo as mien her bar fail ho sakty hioen as le hamain as mien sabar kerna hota haio or as mien hamain earninhg kerny k lye khud say he analysis kerna hota hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X