kia indicators ky istamal sy profit bnaya ja skta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    Rsi bhi aik acha indicator hai jo log Rsi indicator use kartay hain un ko bhi over bought or over sold levels ka pata chal jaata hai or phir wo usi lehaaz se apni trade laga letay hain ye bohat use hota hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      Agar mujh se koi poochay k sab indicators main sab se khaas indicator konsa hai to main moving average ka naam loon ga..or zaati tor per mujhe stochastic indicator pasand hai bohat accurate hai
       
      • #543 Collapse

        Fundamental analysis is often used to get an overview on currency movements through the formation of a comprehensive picture of the economic conditions that affect the currency. Most traders rely on fundamental analysis in determining the timing of entry and exit from the market and also to complete their vision about the market formed some of the fundamental analysis that.
         
        • #544 Collapse

          Trading and high liquidity in the market provides ease of trading most currencies you can make a profit from rising prices and falling at the same time
          • #545 Collapse

            charts, technical indicators are simple and complex, supply and demand volumes, and so the basic .alvkrh behind technical analysis runs from the Muslim functional dependence of the data and technical market in the future with Technical data for the market in the past
             
            • #546 Collapse

              • #547 Collapse

                Indicators traders ko help karty hai.Traders ko indicators per hi depend nhi rahna chahye.Agar ap indicator use kar rahay hai tu ap ko apnay mind say bhi analysis karna ho ga or trend ko find karna ho ga.
                 
                • #548 Collapse

                  mery khayl sa agar ap indicators ko use kar k trade kary to apko itna fida hasil ho jaye ga jitna k apny socha bhi nhi ho ga aur mery khayl sa forex ka sab sa best indicator macad ha apko bhi chaye k ap issy lazmi tor par use kary aur profit earn kary
                  • #549 Collapse

                    Mary khayal sa indicator sa hamy bss thora bhut pta chlta ha is sa zaida kuch nai forex aik world wife online business ha is ma bhut profit ha lkin ya bhut risky bi ha is ma wohi successful ho skta ha jo mhnt kry hard work sa trading kry greed na kry
                    • #550 Collapse

                      indicators ko istemaal karna bhi forex trading main importanat hota hain aur iss kay istemaal say hum trades main market ki movement ko read kartay hain iss tarha say hum andazay kay mutaabiq values set kartay hain aur trades laga laitay hain to indicators say trades ki jati hain laikin in ko profit kamanay ka zareya nai kah aja sakta.
                       
                      • #551 Collapse

                        G han bilkul ap indicators istamal kar k acha profit earn kar skty ho, agr men apni bat karon to mn parsonally RSI and Oving Average use karta hon, q k men sirf Overbought and oversokd condition men he trade karta hon, laiken o suggest k ap log indicators py ziada rely na kren q k baz oqat is k rezult sahi nahi hoty.
                        • #552 Collapse

                          Agar aap ko indicators ka saheeh use aata hy to aap is sey profit bana saktey hain. Yeh actually predictions hoti hain aur hum in sey just guideline letay hain keh ab kia karna hy ya market ki next movement kaisi hy. Hamain apni judgement par bhi yaqeen rakhna hy aur is key mutabiq lots lagani hain.
                             
                          • #553 Collapse

                            Indicators say hum profit bana sakty hai.Agar indicators ko hum achay say use karna learn kar lay tu hum is say acha profit earn kar sakty hai.Traders kay pass indicators ki achi knowledge hona chahye.
                               
                            • #554 Collapse

                              g bhai indicator kisi had tak to thek kam krty hain lakin agr ap kehty hain kay hundred percent ap ko yaha se result mily to ye bilkul galt ha kyu kay ye kisi hadd tk he thek kam krty hain aur aksar ye ap ko galt guide krty hain aur ma to ye nhe kahu ga kay ap indicator ko dekh kr trade kry ap indicator ko use zror kry lakin sara en pr he intrest na kry.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                hanji bhi ji indicators ky istamal sy profit bnaya ja skta hai hy or is sa hum koo ak sabal bi data ho ka hum logo ko indecater par zada atbar nhi karna hy agar hum asa krty hy to loss bi kar skty hy jo be indecater hy aksar sahi kam nhi krta
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X