kia indicators ky istamal sy profit bnaya ja skta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    indicators ko use kr k profit kmaya ja skta ha mgr ap is baat ko zehan mein rakh k use karein k indicators apko sirf trading price ki direction ka guess dete hn or trend ko follow krny k liye madad krty hn. apka profit sirf ap hi py depend krta ha, indicators py nhi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee bilkul forex mai trading krnay k liye hmaray liye zaroori hy k hum market ko achi tarah study krain takay maximum profit ho. market study krnay k liye indicators ka use bohat zyada zaroori cheez hy. jb tk trends aur indicators ko study nai krain gy tb tk profit nai hoga
      • #18 Collapse

        g haan g apki baat bilkul teekh hai indicators ko istamal karny ke liyee humein iss ka knowledge ka hona bohat zaroori hai warna humein bohat he loss ho ga oor agar indicators ko istamal karna ata hai to humein iss mein bohat he profit hota hai .....
        • #19 Collapse

          o janab g kya tum sab log indicator k chakr ma loss karna chatye ho agar tum ko profit he bana hai to pir dil laga kar kam karo aur profit he profit lo
          • #20 Collapse

            indicators b technical anyalysis ka hissa hey jo k trading main boohat zyaada istmal hota hey ager ap is ko use karty ho to ap market ko asani sey watch kar sakty hi k pehly rate kya tha or ab kis traf ko market move honey wali hey so indicator best and most helpful way jo judge the market
             
            • #21 Collapse

              indicators b technical anyalysis ka hissa hey jo k trading main boohat zyaada istmal hota hey ager ap is ko use karty ho to ap market ko asani sey watch kar sakty hi k pehly rate kya tha or ab kis traf ko market move honey wali hey so indicator best and most helpful way to judge the market
               
              • #22 Collapse

                jee han bhai jan ap indicators ky estamal sy ap aik ache treading kar sakten hen indicators ki khub practice karen kugh indicators ap ko treading men help kar sakten hen in ko zaroor seekhen numbsr 1 BBS 2 RSI number 3 fmoving average take profit or stop loss par bhi amal karen leken taknekal tareeky sy kabhi bhi jald baze men treading nhi keya karen .
                • #23 Collapse

                  my dear indicators b forex trading mein ahm krdaar ada krte hain indecators ki madad se ap risk manage kr sakte ho but just indecators se b ap best earning nahi kr sakte is k liye ap ko technical trading b learn krni chahiye
                  • #24 Collapse

                    Main nay suna hay keh indicators ka use bhi bohat important hay trading main, lekin mujhay is ka istimal thik say nai ata hay abhi main bhi kuch dino indicatotrs ko seekh jaon ga, phir hi is ka use kar sakoon ga, abhi main traidng main bilkul new hoon, is liye indicators par zyada informaiton nai hay meri,
                    • #25 Collapse

                      forex trding me indicators ko use kr k boht earning ki ja skti he but on one condition that aap jo indicater use kr rhe hein kya aap us k bare me mukamal knowledge rakhte hein otherwise ap apna capital loss bhi kr skte hein .. pehle demo acount pe indicator ko apply kr k dekhien k wo correct wotking detya he ya ni
                      • #26 Collapse

                        Ye kaam karty hain leken kabi market en ke upozet be chali gaty ha es leye soch samage kar trade lagany ke zarort ha agar kamyab hona ha to
                        • #27 Collapse

                          everything had been a challenge and a struggle that we must overcome , we have to be strong mentally at this forex so that we are able to come forth when we are sad or down when exposed to loss or even depleted mc
                           
                          • #28 Collapse

                            dear indicators apni jagah theek hote hain qk woh b aakhir experienced traders ne hi banae hote hain lekin zaruri nahi k woh bilkul accurate bataein, indicators sirf aap ko aik judment aik idea dete hain market is position tak ja sakti hai lekin aap yeh mat samjhein 100% wahin tak jaegi is se loss hoga.
                            • #29 Collapse

                              bhai indicator se paisa nahe kama sakhta par indicator ik online tool ha jo mt4 me hota ha jis ke bana pe ap log trading account me pata karwa sakhta ha ka market ab buy ka ha ye sell ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Impatience traders would be detrimental thing, but patience will be profitable. At first glance it looks like we will miss a golden opportunity when the patient but it was better than we lose capital.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X