Profit wali trade ka loss mein chalay jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit wali trade ka loss mein chalay jana
    Aksar hum trade mein profit mein ja rahay hotay hain hum nay aik target bhi set kya hota hai aur humari trade bhi profit mein ja rahi hoti hai lakin jab tezzi kay sath market move ker rahi hoti hai tou hum mazeed zayada profit kay chakar mein apnay profit ko loss mein turn ker detay iss lye apnay target per trade close ker dae aur zayada profit kay lalach mein loss na kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

    Target ke sath trading karna hamare liye ek acchi achievement ho sakti hai agar hum apni trading mein Koi target set nahi karte hain Tum market hame profit de kar de loose kar sakti hai matlab yeh hai ki hum jis trade mein profit mil raha hota hai hamari wohi trade kissi khaas point pe jaake dobara wapas aana shuru ho jati hai jiski wajah se hamara profit bhi zai ho jata hai aur Hume lost ho jata hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

      App ka sawal kafi acha hai my dear main aap ko y khana chahata hu kay aap trading skills hasil krain aur us kay bad aap demo say practical krain SL TP wala knowledge hasil krian aur us kay bad aap khub practical krain agr aap ke trade profit y loss main jati hai market ka analysis kr kay us ko phr close krian
      • #4 Collapse

        Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

        Forex mein jab aap ki trade profit mein chali gae hai tou aap ko chahyea kay uss per nazar rakhain aur jahan per aap ko mehsoos ho kay yahan sae market reverse ho sakti hai tou aap apni trade ko profit mein close ker dain bajaye iss kay kay woh loss mein chali jaye
        • #5 Collapse

          Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

          Trading main profit lena koi mushkil kam nahi hai trade profit main aa hi jati hai lakin sab say mushkul lalch ko control kerna hai kyunk profit wLi trade ko lamba lay hi loss ka sabab banta hai Jo milta hai wo lay lo. Then your successful
          • #6 Collapse

            Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

            Jee bilkul aksar hamari trade profit mein hoti hai aur hum take profit bhi set kr k laga dety hein lekin market k change hoty dair nahi lgti profit hony pe bhi hum usko close nahi krty aur ziada profit k chakr mein hoty hein lekin wohi profit wali trade reverse ho jati hai aur loss hony lgta hai agr hum thory profit wali trade ko close kr dety tu hum loss se bach sakty thy.
            • #7 Collapse

              Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

              May aksar apnay posts may ek baath share kartha hoon ke aap jab be koi trade lagathay hay tho pehle priority ye hone chaheiay ke osko monitor karay our Jo members asa karthay hay wo kabhi be loss nahe karthay haan ye business hay buhut complecated our is may aap k knowledge say hat Kar be market jaa sakhta hay lekin it's a part of business
              • #8 Collapse

                Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

                dear aisa bahut saray traders k sath kaafi dafa hota hay uski kuch reasons hain jin ki wajha say aksar trades profit main hoti hue lose main aajati hain ,reasons kuch traders bahut lalchi hotay hain jo profit ka ziada sayz ziada waita kartay huvay kabhi takeprofit nai lagaty hain aur targets ko touch kartay he markeet reverse ho jati hay jis ki wajha say trade lose main ana start kar daity hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

                  G bhai ap nay sahe baat ke aksar log aik he trade say mahinay ka target achive krnay k Challat ma hotay hain aisa hargiz be nahi krna chaheye.ap chotay chotay trade kr k acha khasa profit kama suktay hain.agar ap ka trade profit ma ja raha hay or market fluctuate kr rahe hay tou behtar ye hay k ap trade close krain or fluctuation kO observe kr k same pair ma dobara trade laga dain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

                    G han dear apne sahe kaha hai kab hmari trade profit me ja rhi hoti hai to hame bari khushi hoti hai esi khushi me hum apni khushi dugna karne k chaker pe par jate hen matlab ye k hum sochty hen k esy aur profit me jane den es sy ye hota hai k market move karti hai aur jaldi trade loaa me chali jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

                      g bilkul sahi kah rahy hain ap sometime asa hota hai k humri trade achi khasi profit main jaa rahi hoti aur loss main turn lay leti haoin ye us waaqat hota hai jab market move karti hain is liye hamesha trade karny se phly achi tara market ko analysis kar lana chahye taa k acha profit earn kar sakain kbhi b zada profit ki lalch nahi karni chahye lalch i waja sw hum achy baly profit se loss main chlay jaty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit wali trade ka loss mein chalay jana

                        g haan bhai jaan aesa kabhi bhi hota hai likn ham ko as main tension nahi lena chahiy hai qk kabhi na kabhi tu ye ham ko profit tu de gaa sliy hamko tension nahi llena chaiy hai tu hi jham as main kmayab hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X