Trading mein rest karna bahut zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein rest karna bahut zaroori hai
    Hume achi trading ke liye zaroori hai ke hum har waqt Koi Na Koi trade open Na Kare qk agar hum har waqt Koi Na Koi trade open karke baith jaate Hain tab Hume achi earnings bhi nahi mil pati hai aur hum confused ho jate Hain iski wajah hamara depression bhi ho sakta hai hame only US waqt trade open karni chahiye jab hame market se acchi confirmation mil rahi ho aur jab tak Hume market se achi confirmation nahi mil jati hai tab tak hum hai Koi trade open nahi karni hai
    Hame trading mein rest karna bahut zaroori hai sake hum mentally tope fresh mud ke sath trading kar paen aur koi bhi decision better tor pe le saken
    Kia aap mujh se ittefaq krte hain...
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

    G han mery dost trafing karty huy rest karna intehaai zaroori hai wagarna aap ghalat decision lay kar aapko loss honey ka khadsha hota hai so aap apney aapko tandrust aur tawana rakhyney kay ly rest zaroor karin es say ho sakta hai aapko apky decsion ghalat ly huy bhe baad ma samjh aa jay ka kahan apne ghalti ke hai.
    Last edited by ; 02-03-2019, 11:17 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

      ​Well dear ap ki post bahut ashy hy aur ap ki bat bilkul thk hy ke hum ko trading se rest bh kerny chay, hum trading se rest ker sakty hn ager hum planning aur aik target set ker ke trading kren to,, aur jub ko apna target acachieve ho jai to mazeed trade na kren bulkey rest kren apny mind ko freshfresh kren
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

        Ji haan zaroor mai aap se agri Hoon aapne trading ke liye bahut hi acchi suggestions bhi hai hame zaroor is baat ko mind mein rakhna chahiye ke hum trading ke sath sath rest bhi liya kare jab Tak hum rest nahi lenge tab tak hum achi trading nahi kar payenge is ki barri wajah yeh hai ki ham mentally tour pe bored ho jate Hain aur ham achi trading nhi kr pate hain
        Trading mein hamara mind itna jyada fresh hoga hum apni trades ko utna hi behtar bana saken ge trading ka better hona hamare liye bahut acha sabit ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

          apki bat bilkul theak ha forex trading mn rest krna bhi bahot zroori ha keun k bahot ziada time online rehnay sa aur bahot ziada kam krnay sa apki seht kharab bhi ho skti ha khas tur pr apki eyesight week bhi ho skti ha isliay zroori ha k kuch der kam krnay k bahd rest bhi krni chayay
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

            Achi trading k lea zrori ha k hmy kuch time k lea rest krna chahea. yeh nae k hr waqt koe nah koe trade open kr k bethy rhain aisy hm confuse b hotay hain or zada earning b nae kr skty. tu we should take some rest.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

              g bilkul sahi kaha hai ap ny hume trading karty waqt apna b khyal rakhna chahye aur hume timing rakhni chahye k ks time trading karni hai aur ks time hume rest karna hai. tarding hamesha mat open kar k rakhain is k ik time rakhain aur us main ap trading karain aur bech main zaroor rest k time rakhain is se hum mentally toor pay b fresh rahain gay aur relax b jis se hum trades bahoot achi kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                pak forex ma trading ma test karna bohat zarori hota ha kun k agar hum bar bar trad open kate rahein gae to hamara mind double minded ho jae ga or hum ache tara trad nai kar sakein gae hum diprashion ma rahein gae or hamein market ke b saje samaj nai aey ge bus yeh he waja ha k hamein apne mind ko frish rakhne k leay or ache trading k leay rest zarori hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai ki Hame reading karte wakat Hum itne Waqt ki tu Zaroorat Zaroorat Hogi ke hum Kuch der ke liye rest kare aur Hume rest se fayda Hoga Ki Hamara dimaag Kuch der ke liye fresh hoga
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                    Yeh aap ki knowledge or experience par depend Karta Hai Ki aap apna trade profit mein le ja sakte ho ya loos mein Agar Apke Pas best knowledge or experience hai tu yaqeenan of profit Kama sakte hain Nahi To aap phair loos hi Karoge
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                      yes my dear friends ham ko asmain zaror hi rest karna chahiy hai ta k ham as forex tradiong main sehat mand ho kar as main kam kar sake ta k as main aik acha bonus hasil kar kee as main se koi earning kar sake tu hi gham as forex trading main kmayb hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                        g han bhai trading ek asa bussiness ha kae jis m rest krna bht zrory kam ha agr hm rest ni krty tu hmara mind thk trah sae decision ni lae pata or hme is trah glt decision btata ha jis sae loss ho skta ha trade kae wqt kosish kro kae mind apka hazir ho or mind apka thka hwa na ho fresh ho is sae apkko kam krnae m asani hogy or profit b zyda hoga but asa na krnae sae apko loss kae chances zyda hon gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                          forex trading mn rest krna bht zrori hai q key kam ko acha banny k liye khud ko rest dena zrori hai lagtar kam krna bhi zrori nhi or forex trading mn kam krny k koi khas time nhi yeh ak online job hai so is ko jb chayi time day sakty hai lkn time dena bht zrorri hai tb he ap kamyab ho sakty hai kam krny ay experince or knowelged aizafa hota hai or profit bhi earn hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                            g bilkul sahi kah hai ap ny hume trade karty waqat kbhi b lalch nahi karna chahye aur hamesha trade ko open nahi karna chahye bal k timing set kar leni chahye k kis time trade karni hai aur kis time rest karna hai agr rest nahi karain gay to is se hum fresh nahi rahy gay mind relax b nahi hoga jis se hum achi trades nahi kar sakty hain is liye hamesha rest b karain taa k ap k mind fresh rah sakay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein rest karna bahut zaroori hai

                              forex trading me trade na karna b aik strategy hai ya bat senior log samjte hai new members ko b ya bat samjne ki zarort hai market tu 24 gante open rahti hai tu kya hum 24 gante trading karte rahe nahi aisa nahi hai hum trade tub hi kare gy jub hume acha entry point mile agr entry point nahi milta tu hume wait karna chahiye or trade nahi lagani chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X