achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay
    main is main new hoon mager jo bat main janta hoon who ya ka achi trade ka sat sat ager achi post or achi thread bhi ho to ap forex k baray main zeyada acha jan jatay hain or acha profit hasil ker saktaiy hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

    pak forum hume posting karne per bonus deta hai jis se hum trading karte hai hume chahiye ke hum achi achi post kare post ki quality ko b ahtr kare or thread b kiya kare jis me apna experience share kiya kare new members ka faida kiya kare.
    • #3 Collapse

      Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

      G Han bilkul theek kaha ap nee ache trade k sath sath ache thread aur ache posts ka hona zroori hai is ki waja ye hai k jab apki threads air posting ki quality ache ho ge to ap ko us ka acha bonus hasil ho ga jis ko gain kr k AP trade lgane saken GE aur ache earning k kabil ho saken ge.
      • #4 Collapse

        Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

        Gee dear apki baat theek hey. Forex trading main kamyabi aor confidence key sath trading kerny key liey capital amount ka ziada hona zarori hey. Aor ziada bonus hasil kerny key liey ziada post aor ziada thread ka hona zarori hey. Forum per jo member ziada kaam kerta hey woh wohi ziada bonus hasil ker key behter aor profitable trading ker sekta hey.
        • #5 Collapse

          Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
          Gee dear apki baat theek hey. Forex trading main kamyabi aor confidence key sath trading kerny key liey capital amount ka ziada hona zarori hey. Aor ziada bonus hasil kerny key liey ziada post aor ziada thread ka hona zarori hey. Forum per jo member ziada kaam kerta hey woh wohi ziada bonus hasil ker key behter aor profitable trading ker sekta hey.
          Yes dear aapki baat sy main 100 percent agree karun ga ka acha trader banda tab he ban sakta hai kay acha capital ho aur us capital ko achy tareeqy use karna bhe aana chahey.
          Aur acha capital bonus account main tab he ban sakta hai jabb aap achi posts karty hain aur achy threadss banaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

            Brother baat ya hay k hum trading pak fouram sa hasil keya gay bounas sa kartay hain aur bounas hum ko pak fouram per thread aur post karna sa hasil hota hay iss laya hum ko chaya k hum aak acha aur informative thread aur post create karan ta k us sa hum o acha bounas mil saktay kyun k jitna zatada informative post aur thread hoon gay utna zayada bounas milay ga
            • #7 Collapse

              Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

              forex trading main phly hum achi post aur achi threads se bonus earn karty hain apni post ki quality ko aur quantity ko acha rakh k aur informative post and threads create kar k hum bahoot acha bonus receive kar sakty hain aur jab humra bonus ho jaye kafi to hum is ko use kar k trade karty hain is se hume agr loss b ho jaye to hum manage kar sakty hain aur bahoot acha profit earn kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                Forex trading mein humain forex kay donoun platforms per bahut zayada mehnat sae kaam kernay ki zaroorat hoti hai aur agar hum insta aur forum donoun mein kaam kerain gay tou bonus bhi acha milay ga aur zayada bonus sae achi trading ker kay zayada profit hasil ker saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                  G pak forek ma jis ko kam samaj a jae or wo ache trading kar sakta ho us ko caheay k sirf trading par he foks na kare balke acha bonus lane k leay ache therad k sath sath ache post b zarori hote ha jo log sirf trad par he bathe rahte han or post or thread par tawajo nai date wo sahe earn nai kar sakte is leay trad k sath sath post or thread b zarori hota ha ache earning k leay
                  • #10 Collapse

                    Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                    dear ap ne thek hi kaha hai as main ham ko achy trade kesath sath as ain mihnat karny chahiy hai aor as main achy posts aor achy threads bhi karny chahiy hai tu hi ham as main kmayb ho sakte hain as main kmaybi ka ratsa ye hi hai as main mihnat
                    • #11 Collapse

                      Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                      g han ap blkl thk kh rhy ho axe trade kae sath sath apko lazmi ha kae ap axe post b kro is sae apko ya faida ho ga kae apka bonus axa ae ga or trade axe ki ja skae ki bht sae log bonus kae lyae apni post kik tadad zyda kr dty han lkn unko ni pta hota ha kae unki post ki quality kam honae ki wja sae moderator bad m post dlt kr lta ha is lyae kosish kro kae post ki quantity pr ni quality pr kam kro is sae apki trade axe hogy or time ni waste hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                        forex trading mn yeh bht zrori hai k ap achi trade kren or apny posting ko requrite k mutabik kren or achi achi posting kren forex per mehnat say kam krny k zrorat hoti hai achi trade k sath achi post or thread bht zrori hai or yeh sub mehnat k waja say hota hai ap jitni mehnat kren gay to ap ko he faida ho ga or kamyab bhi tb he ho gay
                        • #13 Collapse

                          Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                          Aisay bahut sae members forum per maujood hain jin ko agar zayada bonus mil jaye tou woh forum per posts kerna chor detay hain lakin aisa nahin kerna chahyea balkay forum per bhi pni posts aur threads zaroor create kertay rahain iss sae aap ka knowledge dosroun tak pounchta rahay ga
                          • #14 Collapse

                            Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                            forex main ham kam karty hain hamy is ka bonus bhe milta hain hamy is main best or alla qualite ki posts or thread reply karni chahey best hony par hamy thanks milty hain or hamy thanks ka extra bonus bhe milta hain ham is main trading karty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora karty hain yai aik international or kabe bhe band na hony wala bohat bara business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: achi trade k sat sat achi post oar achi thread bhi bahot zaroori hay

                              Byshk ap jitny bhi achy trader kyn nah hon or kitna hi experience ap is me hasil kr chuky hon, trading ek esa business hai k jis mein apka bura waqt kabhi bhi kisi bhi time pr a skta hai bgher btaye. is mein bht risk hota hy ap fully ek bt pr depend nh kr skty. islye apko chahye k sth sth forum ko apna time dun ta k bury wqat me bonus kam a sky.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X