Planing par amal na karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planing par amal na karna
    Forex trading me jab ham koi planing karty hai or jab us ko apply karty hai to us par kaim nahi reh paty.
    Aisa q hai?
    Mery kheyal sy planing me ham sab simple sochty hai k market normal move kary gy etc. Lekin wesa hota nahi is liye change karni parti hai planing strategy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planing par amal na karna

    forex me log 90% loss karte hai wo yahi bat hoti hai ke wo kahi na kahi galti kar rahe hote hai pahli tu bat hai kisi ke pass koi plan hi nahi hota trading karne ka or agr koi plan bana le tu us per qaim nahi rahta yani apne plan per wo kam hi nahi karta or phr wohi tuka trading emotion wali trading karne lag jata hai or phr loss me chala jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Planing par amal na karna

      Mere khyal see planning par Amal na krna sab see Bari bewaqoofi ho ge is ki waja ye hai k jab hum planning on according trading krty Hain to humen loss k chances bohat Kam reh jaty Hain kyun ky hum planning market ki movement ko samajhny k baad krty hain aur market k trend ko dekh kr krty Hain jab hum planning ko ignore kren ge to it means hum trend k against trade lgane ki koshish kren ge jis see 100% humen loss he ho ga is liye Koshish kren k proper planning k sath he trade lgaen.
      • #4 Collapse

        Re: Planing par amal na karna

        Actual ak do batain aisi ha jis ki waja sa hum aksar loss bi karty ha our kisi qiam k management bi nahikar paty akbto sabr ka na hona ha k hum logo ma sabr ki buhut kami ha dosra laluch ka zayada hona ha teesri jo sub sa haternak ha vo ye ha k him buhut hi jald ameer banna chahty ha jis ki waja sa hum kuch nahi kar paty except loss
        • #5 Collapse

          Re: Planing par amal na karna

          G han bhai ap ny thek bola planing ky sat chalyy gy hameshhaa kamybi ki trff jaiyy gyy bina sochyy smjhyg jb bi koi kam kryy gy ous main loss hei krwyy gyy, khass toar par new trader jb trad krtyy hai wo boltyy hai simple sei to bat hai ab markeet uper hai down ho gi jb ky mareekt ka koi pata ni kb up ho gei kb down ya sara kuj planing ky st krna parta phr loss hony ky chance kam hotyy hai.
          • #6 Collapse

            Re: Planing par amal na karna

            Forex trading business mein agr hum planning se kaam nhi karain gay tu is se buht ziada loss ho sakta hy aur planning par amal na karne se hi account wash hota hy jab bhi trading karni pahly achi planning karni cahaiye aur phr us par amal karna cahaiye tab hi acha profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Planing par amal na karna

              dear sab say pehlay hamain apnay ap pay kaboo karna chaye aaur jub aisi ability ajaye tab hamain planing kkarnai chaye aur jo planing ban jaye hamain jitna bhi acha forex chart pay signals nazar aye hamain kisi bhi surat main apni planing say hatna nai chaye q k agar ham aisa karnagy to na hamari planing kisi kaam ki aur na hamain us say koi faida hoga aur na he ham next kisi strategie say mutafeez ho sakaingay agar ap yeh sab kuch chahtay hain to hamain apni planing pay kaboo rakhna chaye kamyabi sure mily gi.
              • #8 Collapse

                Re: Planing par amal na karna

                Ji bilkul forex trading main sab traders planing to bht kertay hain lekin us per proper amal ni kertay is ki main reason some time ye bhi hoti hy k market k ups down hone ki wajah se or bhi bht si changings ki wajah se proper planing per amal ni ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Planing par amal na karna

                  jo trador apni palning par amal nahi karty hain wo kbhi bhi kamyb nahi hoty hain palning ka maqsad he yahi hota hai k hum apni trading ko bahtr bna kar acha profit eran kar saken es k liye palning ki jati hai tu mera yahi khyal hai k aghr hum es business main aplning k according kam karen tu hum sub boht acha profit earn kar skty hain aplning ka aik sub se best reward yah hota hai k hmain apni trdaing main loss hony k chances kam ho jaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Planing par amal na karna

                    agar hum planing kar ky bad mai planing ko ignore kar ky apne marze sy time karty hain to hamy loss be ho sakta hain forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Planing par amal na karna

                      Jiya Jiya bhai jaan aapne Dekhi ka Humko chahiye ki Hame Kisi bhi planning Par Bharosa na Karen Hum Apne Hi mind ke planning Par Bharosa Karen Hum dusron ke Bhar dusro Ke Upar Bharosa Karenge to Amit Ne Kabhi Kamyab nahi Uske Ayenge Humko chahiye hum jo planning Kare Apne my sekaran Usi par Hi Bharosa Kare Hamesha Kamyab Denge aur thanks
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Planing par amal na karna

                        agar hum planing ko ignore kar ky kam kar gy to hamy loss ho jy ga is mai market k balm nahi ho ga forex aik online or kabe be band na hony wala buisness hain hum is mai part time be kam kar sakty hai hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Planing par amal na karna

                          Do log Apne account ko strong banate hain woh Unka focus level bhi achha hota hai market mein jyada time spent kar sakte hain aur earning bhi bahut jyada lock kar sakte hain aap logon ko chahiye ki just a connection ke sath posting Karen aur is connection ko follow kar Se Jyada kam karne ki aapko Jyada jarurat nahi hoti hai aap ek account par jata hai aapko Bhi Milega aur aap
                          • #14 Collapse

                            Re: Planing par amal na karna

                            Yahi to fruits market ka mindset hai aur psychological game Hai. Hum Khud Hi mehnat Karke apne liye Roj select karte hain lekin Hum Apne Hi rules kobrok karne par Majboor ho Jate Hain aur ye market Humko Hamare rules picamera na Mushkil Bana Deti Hai. Jo Banda market ke muqable Mein Apne is Aadat par control pa leta hai wah ismein Kamyab ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Planing par amal na karna

                              Planning Par Na Amal karne ka nuksan ya Hota Hai hi kya Hamein loss ho jata hai aur Jab Bhi planning Banaye to trade karte waqt use planning ko Samne Rakhe Aisa Na Hoke aap ki planning Bani Ho lekin aap us pe Amal na karen to use planning banane ka aapko koi fayda nahi hoga Hamesha planning ke sath trade Karen profit aapko Jarur milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X