What is decipline in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is decipline in forex
    Dear traders akser ye bt ap ne suni ho ge k forex mein decipline bht zruri ha.ab ye decipline ha kiya kiya kahaen es k bary mein mention ha ya forex waln ne koi rules diye ha.ni aisa kuch ni ha decipline ap khud creat krty ho apny rules bana kr for example ap apna aik rule bnaty ho k me weak trade ni ln ga.ya ap kehty ho k jb mjhy loss ho gya tu me dobara market mein is din enter ni hn ga.ab ye jo rules haen na en ko follow krna hi decipline ha.aur agr ye ap follow kr laity ho tu ap ne decipline ko follow kiya aur es se ap ko bht faida hoga.es lye apny lye khud se rules bnaen aur un ko zrur follow krean ta k ap aik decipline minded trader banaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is decipline in forex

    kisi bhi field mein rules and regulations ke sath kaam karne ko discipline kehte hain aur hum kisi bhi field mein without discipline kabhi b kamyab nahi hote hain discipline ka hona hamare liye bahut zaroori hota hai jab Tak hum discipline Se Kam nahi lete hain ab Tak hum successful nahi ho Pate Hain discipline hamare liye bahut jyada important hota hai without discipline ki hum kisi bhi kaam ko proper tarike se nahi kar Pate Hain isliye discipline ka hona hamare liye must hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: What is decipline in forex

      discipline k bagahir koi cheez koi kaam manage nai kia ja sakta hay agar kisi kaam main discipline na ho to us kaam main kabhi behtri nai aasakti hay discipline har kaam main awal darja rakhta hay discipline k baghair koi banda kisi janwar ko bhi nai sudhaar sakta hay forex wo business hay jis main agar aik mint bhi discipline k baghair kaam kar lia jaye to kaafi month ki mehnat zaya ho jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: What is decipline in forex

        Friend ap ne boht acha BT ki hai me apki BT sy agree hon har company ya daftar k apne apne rules hote hen esi tra forex k b apne rules hen jin KO hame follow karna chahye forex k rules KO follow na karne sy hamara acount band ho sakta hai es lye hame nuksan sy bachny k lye hr rules KO follow karna chahye
        • #5 Collapse

          Re: What is decipline in forex

          pak forex ma decipline ka hona bohat zarori hota ha kun k kisi b kam ke kamyabi ka daromadar us k ache decipline par hota ha decipline k begar koi b kam sahe tareke se nsi chal nai chal sakta ha kun k koi b jsb new comer aey ga to wo decipline rule or regulation ko he fellow kare kare ga tab he wo apne ap ko or apne kam ko mentain rakh pae ga is leay pak forex ma decipline bohat zarori ha ta k ap kayab ho sakein
          • #6 Collapse

            Re: What is decipline in forex

            Dear ap ney bhi bahut acha brief ker dia hey leken main bhi kuch is main shamil kerna chahta hon. Dear discipline kehty rules ko follow kerny ko. Forex trading main discipline yeh hey keh ap jo senior ya expert traders key banaey hoey rules hain unko achi terhan follow kerain. Jis waqt entry ka time ho to entry kerain aor wait kerain munasib waqt ka. Apny khialat ko analysis per havi na hony dain.
            • #7 Collapse

              Re: What is decipline in forex

              Forex mein discipline ka matlab hai kay jab aap forex mein kaam kerain tou forex kay rules ko follow kerain aur koi aisa kaam na kerain jis sae account bann honay ka khadsha ho forum per informative posts kerain aur trading mein positive trading kerain
              • #8 Collapse

                Re: What is decipline in forex

                forex mein complete tayari aur rules ko follow kertay hain kaam kerna hi forex ka discipline hai aur agar hum forex mein discipline sae kaam kerain gay tou hum iss mein kamyab hoon gay aur humain forex sae bahut acha profit bhi ho ga iss lye forex ko seekhain aur iss mein apna experance zyada kerain
                • #9 Collapse

                  Re: What is decipline in forex

                  market main discipline say kam karnay say murad ye hota hay jab b hum order ko place karty hain to is kay liye humain achy say pairs ko analysis karna ho ga agr to market mai nwo humary favor main move karti hay to is main order select kar kay is main stop loss ka use karna ho ga or sath take profit or munasib lot lagni hogi
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: What is decipline in forex

                    forex trdaing main decipline ki boht value hai q k yah aik risky business hai or aghr hum aik equence k sath nahi chatlty hain tu hmary liye mushkil ban jati hai or hmain loss ho jta hau tu aysa nahi krna chaheye best trading k liye zarori hai k pahly trdaing ki palning karen os k bad trading karen ta k hmain loss na ho or hum apni trdaing main acha profot eran akr sakemn
                    • #11 Collapse

                      Re: What is decipline in forex

                      forex aik online business hain agar hum is mai kam karna chatey hain to hamy apne learning ko best banna chahey or hamy decipline mai kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain or hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: What is decipline in forex

                        hamy dicipline ky sat fore mai kam karna chahey hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik world wide or unique business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X