Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi
    Aksar traders jo new hoty hain woh kuch trades profit main close kerty kerty balance bahot zyada increase ker lety hain lekin running loss ki waja sy equity bahot down ho jati hai tou aesy balance increase kerny ka koi faida nehi jab tak equity maintain na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

    G han ap thk keh rhy hain akser newbies ye mistake kar dety hain because unhy itni knowledge nahe hoti hai wo balance increase krty hain but equity bht zayada down ho jati hai phr balance ko zayada krny ka koi faida nahe hai esi liye achi trha account management learn kren phr capital ko manage krty huay trading ki jaye to better hai
    • #3 Collapse

      Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

      Gee haan jab hum trade lagatay hain tou humain apni equity ko maintain rakhna hota hai kyun kay jaisay jaisay aap ki equity kam hoti jaye gi aap ka loss bhi barhta jaye ga aur aik time aye ga jub aap ki equity chand dollar ho gi aur aap ka account wash ho jaye ga
      • #4 Collapse

        Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

        pak forex ma sirf balance ka zayada hona zarori nai hota balke quality ka b acha hona zarori ha kun k balance quality k begar kuch nai agar balance zayada ho or quality down ho to tab b lose he hota ha is leay lose ko kam karne or profit ko barhane k leay apne quality ko b behtar banaein jo log is tarf twajo nai daty asal ma lose ka samna b un he logun ko karna parta ha
        • #5 Collapse

          Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

          Jee bhai aap theek keh rhy hein yeh mistake aksar new traders krty hein unko profit jama krny ka shok hota hai isi mistake ki waja se equity boht down ho jati hai jo account k liye acha nahi hai agr woh profit earn krny k sath sath equity ko maintain krein tu unko trading mein koi problem nahi hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

            mn aap ki baat say ittefaq nahin karta hn , mere mutabiq ye strategy theek hay aap 4,5 trades lagaen bohot calculation kay sath , ic kay baad aap ko jo trade profit deti jaye uc ko close karty jaen or aagay barhty jean aik kay baad aik pair mn ups and down aatay jaen gay or aap ko profit milta jaye ga bus aap ko sirf aik aqalmandi karna hay keh aap apni trade size ko jitna minimum rakh sakty hen itna he aap ka account safe rahay ga or earning bhi zayada gi, aap apni equity ko bhi sath sath barhaty jaen yeh aap ko door rus nataaej day gi.
            • #7 Collapse

              Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

              Jee haan forex mein humain apni equity ko mehfooz kerna ho ga aur woh issi surat mein ho sakta hai jab hum forex mein aik perfect trade open kerain gay jis sae humari trade loss mein nahin jaye gi aur humain profit ho tou iss tarah humari equity minus mein nahin jaye gi aur humara account safe rahay ga
              • #8 Collapse

                Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

                agar humary pass ziada balance ho ga to hum ziada achi trading kar sakty hay es liye humay chahiye keh rules ko mady naazar rakhty huway forex forum par kam karen kyun keh agar hum rules ko follow karty huway esmain kam karen gay to acha bonus hasil kea ja sakta hay aur es say trading bhi achi ho sakti hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

                  forex aik online business hain hay is main best experience or knowledge hasil kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain yai kabe be band na hony wala aik international unique or real business hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

                    G hain bhai jan humko apni equity ko barqrar rakhna chahye aur humko is mein apna apko ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein atbhi earn kars akte hain jab ap is mein balance zada ho jata hain aur is mein equity kam ho jati hain aur pher ja kar hum si emin earn kar slakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

                      hamy aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain hum is mai jitna zada balance invest kary gy hamy utna he acha profit mily ga forex aik bohat bara business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Balance jitna bhi zyada ho jaey agar equity nechy ja rehi ho tou koi faida nehi

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X