simple aur useful trading keys

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    simple aur useful trading keys
    Traders entry aur exit point ka jo be decision lety hey es me traders ki koi personal emotions include nahi hony chaye, market ka behavior dekna chaye aur trend ki moving average ka direction dekna chaye,

    Market ko samjny ki koshish me jaldi nahi karni chaye aur risk ko determine karny ki planing apny entry aur exit orders ka karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: simple aur useful trading keys

    G bilkul hmy market ko smjhny ma jaldbazi nahe krni chahiye hai because kbhi market trend ko follow krty huay move krti hai or lbhi news k according so achi trha analysis kr k hi trading entry Len because market secs ma bht zayada move kr jati hai account wash bhi ho jaty hain esi liye achi trha analysis krny k bad trades lgae jaien
    • #3 Collapse

      Re: simple aur useful trading keys

      Jahan tak mera khayal hey forex trading men simple keys se behtr hey seniors k group men rah kar trading karen tu unn se acha knowledge aur experience share hota hey aur achi guidance bhi milti hey aur trading tips aur trading updates bhi milti hen aur her kism ki help mil sakti hey jiss ki waja se hum useful trading kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: simple aur useful trading keys

        Forex trading mein kamyabi kay lye aap ko forex mein serious ho ker kaam kerna chahyea aur aap aise koi trades na lagain jis sae aap ko loss ka khatra ho aur mein tou kahun ga kay forex mein apnay emotions ko shamil na kerain aur soch samajh ker trade lagaya kerain
        • #5 Collapse

          Re: simple aur useful trading keys

          Forex trading mein hum jo bhi decision lety hein tu hamein market ko follow krna chahiye aur uski conditions ko dekh k entry aur exit point set krein hamein koi bhi jald baazi nuqsan de sakti hai is liye market ki situation dekh k planning krni chahiye tah k bad mein pachtawa na ho.
          • #6 Collapse

            Re: simple aur useful trading keys

            kuch cheezen itni simple nahin hoti hen or useful tou zaroor hoti hen ic liye hamen market ko observe karna chahye hai or khaas tour par ic mn trading karty huy ya analyse karty huye apnay dil ki baaton pe koi bhi decision ya trade kay liye koi bhi raasta muntakhib karny mn jaldi nahin karni chahye hai market m n enter honay kay baad ic kay entry points or exit points ko khaas kar madday nazar rakha jaye , aik baat say aap ki mn ittefaq karta hn lekin aik sath sath yeh bhi hay keh kuch bhi simple nahin hota hay or na he trading itni aasaan hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: simple aur useful trading keys

              g simple oar usefull tradiing ke key yeh ha k ap market ko ache tara samaj k he loat kharedein or phir us par trading karein trading karne ma kabi b jald baze na karein kun k jald baze ma aksar noksan othana parta ha kun k market ke movement ka kuch pata nai hota k kab slow ho jae or kab sahe is leay jab b trading karein soch samaj k karein
              • #8 Collapse

                Re: simple aur useful trading keys

                Dear friend aap ki baat droost hay ki forex main emotions ko shamil nai kerna chahaye kun ky trading ky doran cool mind ho ker kam kerna chahaye jiss say aap ko profit hasil hota hay iss liye such samajh ker trade lagana chahaye.
                • #9 Collapse

                  Re: simple aur useful trading keys

                  trading karny kay liye humain kcu assol banay hoty hain jin ko follow kar kay kam karna hota hay agr to hum is main active ho kar achy say kam karna ho ga agr hum stop loss ka sai use karty hain to kam karna b acha hota hay or is kay sath sath hum take profit ka use karna b best hota hay humain planing kar kay kam karna ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: simple aur useful trading keys

                    hamy learning ko best than best bana kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X