Forex trading vs job
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading vs job
    ​Dear forum members forex trading aur job ka ager comparison kia jai to forex trading ap ko behtar lagy ga forex trading aik aisa buisness hy jis sese ap bahut kum time main ziada earning ker sakty hn jub ke job main ap ki salary fix hoty hy,forex trading main ap ko kisi per depend ni krna pady ga jub ke job main ap kisi ke muhtaj hon gege is liy forexforex trading is best as a anyother jib
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading vs job

    Dear job se bht zayada better forex trading business hai q k jobs ma bht sari terms and conditions hoti hain agr education time limitt phr us ma salty bhi fixed hoti hai but agr forex trading ki bt ki jaye to es ma koi limit babe hai or earning ya salty bhi depend krti hai hmary mehnat or hardworking pa so hm jitni zayada mehnat kren gy hmari earning itni achi hohi
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading vs job

      government/private jobs se Forex business bilkul be different hay time ki pabnadi se le kar unlimited profit tak ye bulkul be different hay, Job key sath Forex business ka join karna peoples ka right decision ho sakta hay, magar job key ley forum business se alag hony ka kabi be nahi sochna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading vs job

        Forex trading aur kisi dusari job men bahut fark hey job men waqt ki pabandi karni parhti hey aur pay bhi fix hoti hey aur apni marzi se kam nhi kar saktay lekin forex trading men waqt ki koi pabandi nhi khud hi apna time adjust karna hota hey aur jitni ziyada mehnat karen gey tu utna ziyada profit hasil kar saktay hen iss time aur profit ki koi limit nhi hey
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading vs job

          AGer ap job karty hain to ap ko regular job per jana perta hai or wahan ja kar kaafi mehnt kay sat 8 9 ghanty kaam karna perta hai or ager ap forex ko joinkarty hain to ap jahan chaiye ap forex ko join kar sakty hai or kisi bhi waqt ap kaam kar sakty hain forex trading ap ko kaafi ziyada opportunities day raha hai or job main itni nahi hotin
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading vs job

            Meray khayaal Se FoRex trading is MuCh Better Than any Job if you are Experienced Or sath Main meray khayaal Se joB bhi Zaroor Honi Chaahiye Taakay Agar Kisi waja se Loss ho jaaey Ya accOunt Wash Ho Jaaey To financially life Disturb Na ho or easily Stances Ko Manage kiYa jaa sakay isLiYe HuMen ChaahiYe K FOrex Ki zyaada se Zyaada tiMe Den Taaky Kaamyaab trader Ban Saken.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading vs job

              Forex trading aur aik job mein bahut zayada farq hota hai forex mein aap full time kaam ker kay apni marzi ka bonus hasil ker saktay hain aur iss mein profit bana saktay hain jab kay job sae aap ko monthly aik counted amount milti hai tou mein kahun ga kay forex job sae bahut behtar hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading vs job

                g mera yeh kheal ha forex trading job se behtar ha kun k job ma ak to hamein bohat sara time dane k bad ak fix salrey melte ha jab k pak forex ma hamein itna zayada b time nai dena parta or apne mahnat hote ha ap jitnne mahnat karein gae otna paisa kamaein gae is leay job k mokable ma forex trading behtar ha is ma hamein dosrun ke koi hokmrane b nai sahne parte
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading vs job

                  Byshak aap ka kehna bilkul drust hai lykin mjhy lagta hy kay hmyn forex trading or nokri ka muazna nahi katna chahiyay. Q bht sy log jub bhi nokri karty hyn to to us nokri kay liyay wo baqaida parhty or degree lyty hyn jis sy yaqeeni amdan bhi hoti hy or risk bhi kam hota hy jub kay dosri taraf forex trading k kuch online lectures forex traders zarur layty hyn lykin us myn maharat hasil karnay ke koshish nahi karty. To aisy myn job ko foqiyat de jay or forex trading ko side business kay tor py kiya jay or ya phir is ko baqaida mehnat sy seekha jay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading vs job

                    dear dono ka mawazna kia jaye to dono tarf say forex is the best agar hamaray pass invest karnay k liye paisay nai hain to koi baat nai hay hamaray pass forum sab say best hay aur isi forum say ham invest ikathi kark trading kar saktay hain aur jitni hamari aik job main sellery hay ham utna aik he haftay main earn kar saktay hain is liye job say forex best hay laikin us k liye is main hardwork karna bahut he must hay otherwise ham bahut saray ghattay main rahaingay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading vs job

                      G Han dost apne thik kaha hai mere khyal sy b job mukably forex best hai kiu k job me apko pora din kisi k under reh kar kam karna parta hai jb k forex me ap apni marzi sy kam karte hen jb ap free hote hen tu kam karte hen ap ek din ka kam agly din b kar sakte hen ap sy koe pochny wala nai hota.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X