Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?
    my dears jab ham trade ko laga lety hen tou usay aisay he nahin chora jaa sakta mere mutabiq tou yeh he acha hay, kion keh kuch ahbaab yeh kehtyhen keh aap trade ko laga kar kay thori dair kay baad dekhty raha karen jab keh mn nay 2,3 dafa ic trha kiya hay lekin siwaye loss kay kuch bhi nahin mila hay, ic liye mera yeh asool hay keh mn jab trade laga leta hn tou uc ki har movement per nazar rakhta han taa keh jaha bhi oppertunities milen un ko cash kiya jaa sakay, ic hawalay say aap logon ka kya kehna hay kya pair ki movement per nazar rakhni chahye hay keh nahin.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

    Sir mery experience ky mutabiq hamain trade open hi stop loss aur sl ky sath kerni chahiay phir market ko long time guzar jany ky bahd check kerna chahiay jab sl or tp hit ho chuky hon agar ham apni open trade ko bar bar check kerain gy tou ham zarur koi mistake kerain gy jo bahot bara loss dy sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

      Gee haan bhai aap jo bhi trade lagain uss kay baad aap uss trade per nazar zaroor rakain aur kyun kay trade mein aik aisa point zaroor ata hai jab market mein aik fake movement hoti hai jis ki wajah sae market bahut zayada move kerti hai aur aap ko bahut zayada profit hota hai tou aap uss waqt apni trade close ker kay iss mauqa sae faida hasil ker saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

        Bhai agr tu ap short time frame pe trade lgaty haen tu phr tu thk ha ap ko nazar rakhni chaye but agr ap long time frame pe trade lagaty haen tu ap ko br br daikhny ki zrurt ni ha ap trade lga k aram se daikh sakty haen mtlb ap ko tention ni ho ge
        • #5 Collapse

          Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me jab apko market ko achi tarha analysis kar k trade lagaty ho support and risistence ko dekh kar kah kahan market ban rhi hai us k bad ap take profit or stop loss use kart ho to apko apni tarde ko bar bar dekhny ki zarort nhe hai agr apko market ko analysis karna nhe ata to fr apka banta hai kah ap market ko bar bar dekhen
          • #6 Collapse

            Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

            G hain bhai jan apko is mein trade laga kar is mein apko pairs par dhiyan dena chhaye tab jha kar ap is mmein earen kars akte hain apko is mein market ko anlysic karna chahye pher ja kar apko is mein trade open karni chahye apko is mein trade laga kar is mein pairs ki movement par dhiyan dena chhaye tab ja kar ap is mein market ki movement ko pehchan sakte hain apko is mein zadase zada mehnat karni chaye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

              G han main ap ki baat say bhi agree karta hun movement chek karna chiye mager ager ap nay Tp or Sl laga rakha hai to ap ko perhsan bil kul nahi hona chiye or trade lagny kay ap ko chiye kay baar baar trade ko mat check karyn ager ap ko loss ya profit howa ap ki trade khud he close ho jiye gi
               
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

                  BiLkuL Sahii kaHa Hai aap Ne dear foRex Main Kaamyaab Trading karnay k LiYe agar Koi Trade Lagaai Jaaey to Uski Market moVeMent Py Bhi Laazmi naazar Rakhni ChaahiYe q k jiTna zyaada FoRex mrket ko tiMe DeN Or MoVeMent ko judge karnay ki koShiSh Karen Gy to is k Do faaiday hain Aik To Aap Apni Trade Achay ProFit Main CLose kaR sakeN Gy Or Acha market Experience BHi HaasiL HoTaa hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

                    chand aik senior hazraat nay bohot he mufeed baaten likhi hen ic thread kay reply mn or mujhy bohot pasand ai hen mn in ko future mn use karun ga bilashuba yeh un ka experience hay jo unhon nay likha hay or bohot umdaa likha hay , aik dost nay bola hay keh agar aap nay long tome kay liye lagani hay tou aap baar baar na check karen or aik dost nay likha hay keh agar aap nay short time kay liye lagani hay tou aap ic ko follow karen or uc ki movement check karty rahen, in tamaam advices ka shukriya .
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

                      waise apka apna experience hai ke trade laga kar usko watch karna chahiye or uski har har move ko daikhna chaiye ap ka apna experience hai waise mera mind aisa nahi hai me samjta ho ke hume trade laga kar laptop close kar dena chahiye agr hum aisa na kare tu emotions aa jate hai or hum emotions me aa kar trade ko jaldi hi close kar dete hai jub aik dafa trade laga li tu laga li phr jane do.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade laga kar pair ki movement pe Nazar rakhni chahye?

                        Ni mera Ni khyal k aisa krna theek ho ga hmesha trade apni strategy apni planning aur knowledge k according lgaen us k baad market ko chor dyn kyun ky market ki movement ka andaza he bs lgaya ja sakta hai koi expert trader bi Ni exact bta sakta k market agly lamhe kis direction men move kre GE jab AP bar bar markeet dekhen ge to ap apni trade love loss men jata dekh kr apni strategy session hat jaen get aur trade ko forun close kr dyn GE aur thori he dyr baad wo trade ap k huq men chli jae GE is liye market ko bar bar na he dekhna behtr hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X