Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti hain
    Forum main day pakistani time ky mutabiq 10 bajy change hota hai isliay jo posts ham 10 bajy sy pehly kerty hain woh previous day main count hoti hain so her month first date ki posts previous month main calculate ker leni chahiaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

    Yeh kya keh rahay hain aap bhai hum jab post kertay hain tou uss per date change ho chuki hoti hai tou phir woh last day mein kaise count hoti hai aur phir 10 bajay tou unn kay office kay ya working kay start time hai na kay uss waqt date ka start time tou aisa kaise ho sakta hai lakin agar hota bhi hai tou posts tou cou t ho jati hain na
    • #3 Collapse

      Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

      Apki bat bilkul theak ha forex forum mn pakistani time k mutabik subh 10 bjay din time change hota ha isliay hr month ki first date ko ap 10 bjay tk posten kr sktay hn jo apki previous month mn count hongi isliay sub members ko chayay k 10 bjay tk posten kr len aur is month k bonus mn izafa kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

        Yes dear mera mind is bat ko tasleem nhe kar rha hai agr to forex kesi or country me sy sab kuch handle kar rha hai to ye ho sakta hai qk pakistan or dosry counrty k time me agy pechy ka faraq hota hai mgr agr sab kuch pakistan sy he handle hota hai to mery kheyal me rat 12 bjy k bad date change ho jati hai
        • #5 Collapse

          Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

          G han forum pe hamen 1st date k din 10 baje tak posting kartay rahna chahiay kiun k wahan pe 10 baje date change hoti hey iss liay koshish karen k 10 baje tak jitni ho sakay ziyada se ziyada posting kar len ta k iss month ka bonus acha create Kiya jay aur koshish karen k apni posting ki quality ko behtr karen
          • #6 Collapse

            Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

            G han ajj kay 10 bajy tak ap nay jitni post kar lien wo last month main count ho jiye gyn or ap ko chiye kay ziyada say ziyada post karyn taan kay bonus acha mil sakyor rahi baat kay 10 bajy tak kyun rejta hai kyun kay ye time American time kay hisab say chalta hai so trading main time table use kay hisab say set hai so pershan mat jon or post ko lazmi ziyada karyn taan kay acha bonus milye
            Last edited by ; 01-03-2019, 08:59 AM. وجہ: THori mistake thi
            • #7 Collapse

              Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

              aisa q hay or ic ki kya waja hay keh hamaray 10 bajay tk ki gaen posts pechlay maah mn count hoti hen ic liye aap ic baaray mn rehnumai karen. market watch hamaray time say i mean standard time say pooray teen ghantay peechay hay jab hamaray pass 10 bajty hen un kay paas uc waqt 7 baj rahay hoty hen or date tou count hoti hay raat 12 bajay tou phir ic calculation mn yeh kesay ho sakta hay ken 10 bajay tak ki gaen posts aap kay previous month mn count hon gi.
              • #8 Collapse

                Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

                اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                Forum main day pakistani time ky mutabiq 10 bajy change hota hai isliay jo posts ham 10 bajy sy pehly kerty hain woh previous day main count hoti hain so her month first date ki posts previous month main calculate ker leni chahiaen
                Mere Khayal Mein Tu Jab forum ke time pe Bara Baje Se Hain to US time Voda khatam ho jata hai ya nahi pichla month khatam ho jata hai aur next month start ho jata hai abhi dekhna hai ke Hamare time aur form ke time Mein Kitna difference hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

                  Pta ni bhai hamaen tu aisa kuch ilam ni ha shaid aisa ho but mera ni khayal k aisa ho ga q k forum waln ne ye platform makhsos Pakistani traders k lye lanch kiya ha tu aisa ni ho skta k wo time ko Pakistani time k mutabiq set na krean.unhon ne zrur es ko Pakistani time k sath setting kiya hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

                    nhe mujhy nhe lagta hain k asa hain qk new month ki post new month main he aati hain bouns is liye late milta hain qk admin memrbs ko bouns dete hain post check hoti hain post delete b hoti hain is liye 10 date tak asa hota hain warna mujhy tu yahi lagta hain k new month ki post new he hoti hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

                      Bhai mery khayal mein aisa possible nahi hai kionkeh jis country mein bhi forex forum hai usi country ka time apply hota hai lekin shyd aapki baat theek bhi ho sakti hai kionkeh trading market ka closing time bhi Pakistani waqt k mutabik 12 nahi hota aur starting time bhi shyd raat 3 bjy hota hai is liye aapki baat sach lgti hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Her month ki first date ko 10 bajy tak ki posts previous month main count hoti ha

                        G bilkul dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me ap thek kah rhy han ab hamen ye nhe pata kah forex ki jo management hai pata nhe wo kis city sy ho rhi hai us ka time or Pakistan k time sy kitna farq hai is bat ka bhi koi andaza nhe hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X