Forex aur job main farq

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex aur job main farq

    Dear brother ye bat ap ki bilkul tek ha k forex is azad buisness ha jis ko hum free ho ker kisi bi waqt kisi bi jaga working daus ma perform kar sakty ha bjaye another jobs k jis ma hum kafi sari pabandeyon ma jagry hoty ha so forex is better than many other jobs in respect of time and place thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex aur job main farq

      forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana sakty hain q ky is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai investment be kar sakty hain
      • #18 Collapse

        Re: Forex aur job main farq

        Forex trading men Ap ko loss bi ho sakta hai or profit bi but job men Ap ki jo bi salary hai Ap month k end pr milni hai job men Koi profit or loss ni hota job men Ap ki ek fix salary hoti hai mgr forex trading men jitna zaida kam kre Ap ko utna zaida profit ho ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex aur job main farq

          forex aik online business hain yai aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X