Lack of knowledge in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lack of knowledge in forex
    Hum mein sae aksar traders forex mein lack of knowledge ki wajah sae bahut zayada loss kertay hain woh log apnay kisi dost sae forex ki basics jan ker iss mein kaam kerna shru ker detay hain aur forex ko seekhnay ki koshish nahin kertay jis ki wajah sae unhain forex mein bahut zayada loss hota hai firex ka k owledge zaroor hasil kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lack of knowledge in forex

    Forex mein knowledge ki kami ki wajah sae hum apna bahut zayada loss kertay hain aur firex mein apna time zaya kertay hain humain chahyea kay hum apnay bonus ko safe rakhnay kay lye aur apnay time ko qeemati bananay kay lye forex mein mehnat sae kaam kerain iss ka knowledge hasil kerain ta kay humain iss sae achi income mil sakay
    • #3 Collapse

      Re: Lack of knowledge in forex

      G han forex trading men ziyada tar woh log hi nakam ho jatay hen jin k pass forex ka acha knowledge nhi hota iss liay koshish karen k pahlay acha knowledge hasil karen aur phir trading start karen aur agar seniors ki posting ko ghaor se read karen tu unn se acha knowledge hasil hota hey aur agar trading men kamyabi bhi mil jay tu knowledge process ko hamesha jari rakhna chahiay kiun k knowledge jitna bhi ho thora hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Lack of knowledge in forex

        Dear bro forex trading aik aisa buisness hy ke nis main knowledge ka hona bahut zarory hy forex trading aik worldwide business hy aur ye aik bahut bada field hy ager ap sary life bh forex ka knowledge hasil kerty rahin to bh ap compltr forex ka knowledge hasil ni ker sakty
        • #5 Collapse

          Re: Lack of knowledge in forex

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki ai dear mery kheyal me forex ek aesa business hai jis me hamen forex k knowledge ko hasil karny ki bhot zarort hoti hai agr is ko bakida tor per learn nhe karen gy to ham is me sy earning bhi nhe kar saken gy lehaza agr ap forex me sy kuch hasil kaena chahty ho to apko is ka proper knowledge hasil karna pary ga
          • #6 Collapse

            Re: Lack of knowledge in forex

            90% log forex business me loss karte hai kya waja hai ke wo loss karte hai waise tu bohat sari waja ho sakti hai lakin yaha knowledge ki bat ki gai hai tu ya bat bilkul thik hai bohat se log forex ko samjte hi nahi or trading karna start kar dete hai knowledge hasil karte nahi or trading start kar dete hai yahi waja hai ke 90% log forex market me loss karte hai.
            • #7 Collapse

              Re: Lack of knowledge in forex

              G bhai ap ki bt thk ha jb tk ap ko kisi cheez ka knowledge mukamal tor pe ni ho ga tu ap lazmi bt ha us mein ghaltiyan krean ge.aur jb ap se ghaltiyan hn ge tu ap loss ka shikar hn ge es lye agr ap ne forex mein kam krna ha tu ap ko phly us ka poora knowledge laina hoga phr us pe practice krni ho ge tb ap achi trading kr sakaen ge
              • #8 Collapse

                Re: Lack of knowledge in forex

                G bhai thk bola ny kuch log bina sochy smjhy trading karna strt kr dety hai phr ounhy loss ho jata our pershn hoty hai loss proft to businus ka hisa wo bat thk hai lykin agr kisei cheez ky bary main jis qadar infromtion ho gei wo kam ap asni syy kar skyy gyy isei tara forxs par kam karny waly logo foxs ky about infromtion aghti karni chiyee phr trading kry jis syy ap loss ky kam chance ho gyy
                • #9 Collapse

                  Re: Lack of knowledge in forex

                  Forex men jitni knowledge ho utni he kamyabi hasil hone k chances ziada hoty Hain Jo log Kam knowledge ki base par trading krny ki koshish krty Hain wo aksar he nuqsan uthaty Hain is liye Koshish kren k daily basis par forex see related agar koi bi new cheez learn krny ko mily us ko forun learn kren tabi kamyab Hun ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lack of knowledge in forex

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Hum mein sae aksar traders forex mein lack of knowledge ki wajah sae bahut zayada loss kertay hain woh log apnay kisi dost sae forex ki basics jan ker iss mein kaam kerna shru ker detay hain aur forex ko seekhnay ki koshish nahin kertay jis ki wajah sae unhain forex mein bahut zayada loss hota hai firex ka k owledge zaroor hasil kerain
                    Forex trading market Mein lack of knowledge traders ke liye 843 Jyada dangerous cheez Hoti Hai Kyuki Unhe trading karne ka pata nahi hota for traders for lost hone ke chances bahut jyada increase ho Jate Hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Lack of knowledge in forex

                      ye bohat dekha and suna gaya hye ke log surf forex ka name sunte han and os ka koch na koch sekhte han apna kam start kr dete han and apne investment bhe kr dete han on ko sahi se pata nahi hota hey ke forex hye kia as se on ko loss ho jata hey phr khete han ye bussiens acha nahi hye as leye hum ko agr forex ko theak se kse achi tearcher se sekh lain and as me hum kam se kam 6 month tak demo ya as forum pr aa kr kam karan ge to hum ko as ke samj aye ge warana hum ko as se loss ho ga bager sekhe hove as ko
                      • #12 Collapse

                        Re: Lack of knowledge in forex

                        forex mai knowledge ke bohat ahmeyat hain hamy rozana demo account mai 3 ghanty practice karni chahey hum internet pay babypips pa learning hasial kar sakty hain forex aik online business hain hum is may apni mary say time table bana kar kam kar sakty hain hum apny seniors ke tips ko follow kar kay bhe kamyab ho sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Lack of knowledge in forex

                          Yes sir apne bilkul hi sahi kaha hain agar forex mein apki knowldge kam hain to ap is mein zada knowldge hasil karna chahye pher ja kar ap is mein profit hasil kars akte hain is mein zada tar log kam taleem hone ki wajah se apna loss karewate hain apko is men zada mehnat karni aur is mein apko apna knowldge gain hona chahe
                          • #14 Collapse

                            Re: Lack of knowledge in forex

                            forex mai knowledge ke bohat ahmeyat hain hamy isy best than best bana kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or aca profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hamy apny ander ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky is mai kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik business ke nisbat bohat acha business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lack of knowledge in forex

                              Apki baat bilkul theak haii wesy yo loss hota hii haii jo bht smjhdar hou unhy b ho jata haii es ki yahii waja haii ky unky pas knowledge kii kmi hotii haii wo oper oper sew thora bht sun lety heinn but wo iski gehrai mn nhii jaty jis sy ghlti ho jaatii hai aor unhko loss hojata haii.
                              Mehnat Me Azmat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X