Trading mein baar baar lalach kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein baar baar lalach kerna
    Forex trading mein traders ko sub sae zayada loss lalach ki wajah sae hota hai agar aap ko aik martaba lalach kernay sae faida hua hai tou iss ka yeh matlab nahin hai kay her bar lalach aap ka sath dae gi nahin aap ko zayada lalach kernay sae hamesha loss hi ho ga aur aap forex mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakain gay iss lye lalach sae perhaiz kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein baar baar lalach kerna

    Forex trading mein lalachi shaks kabhi bhi kamyab nahin ho sakta agar ussay aik bar profit ho ga tou teen bar loss bhi ho ga aur loss bhi bara bara ho ga jis ki wajah sae uss ka account bhi her maheenay wash ho jaye ga iss lye koshish kerain kay thoray ko zayada samajhain aur trading mein lalach kabhi bhi na kerain
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein baar baar lalach kerna

      sir g apne bilkul theek ha ma is ap ka sawal k jawab me ye kaho ga k ager ap forex me lalach se bachna chahye gy to ni bach sakty kyu k ye forex trading do chaizain ziyda loss krati ha wo lalach or resk ye dono ko lena bi part ha phr ap kamyb ho sakty hian
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein baar baar lalach kerna

        Dear bro main ap ki bat sy agree karta hon..Forex main nakami ki sb sy bari wja lalach hai...New traders raton rat ameer hony k chakar main forex ko learn kiye bagair trading start kar dety hain aur lot size account k capital sy ziyada use karty hain jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai. Forex Trading is all about patience.Forex main kamyabi k liye patience bahut zaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein baar baar lalach kerna

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me sab he janty han kah lalach ek bhot buri bhala hai me to lalach ko forex tarding business me ek nasoor samjhta hon jab hamen pata hai kah lalch sy hamen hamesha loss he hota hai to ham q karty han trading me lalach mery kheyal me ye ek fitri amal bhi hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein baar baar lalach kerna

            Dear friend aap ki baat bilkul droost hay insan basically lalchi hay thory per saber karna in ko nai aata insan ager aapni mahnat say thora kamay oor iss per sukker kery tou iss main barket bhi hoti hay trading main bhi koshish kerni chahaye ky saber say thora thora kamana chahaye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein baar baar lalach kerna

              G bilkul lalch se nuqsan hi hota hai q k forex ma greed ko enemy smjha jata hai akser traders jb koi trade lgaty hain to use profit ma jata dekh k foran ek do trades lga dety hain or phr market trend opposite direction ma move ho jati hai jis wajha se bht zayada loss ho jata hai esi liye hmesha self control ma rehty huay saber se kam len
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein baar baar lalach kerna

                Je ha bilkul sahi kaha apny hamy trade karty howe kabhi lalach nahi karna chahye ku ke lalach hamesha se he hamara account wash kerwa deta hai ager ham chahty hai ke ham lalach se bachy to hamy Pakistan forex ke tools ko istmaal karna chahye jese ke stop loss aur take profit iss se ye ho ga ke aap ka lalach aik point pe aaker ruk jaye ga aur apka account safe rahye ga aur lose kam ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein baar baar lalach kerna

                  lalach buri balla hai forex aik risky kam hai is me 90% log loss karte hai jub b new trader trase karta hai tu wo lalach me par jata hai jub usko kuch faida hota hai tu wo zaifa paise kamane ke chalkr me over trading karne lag jata hai jis ki waha se usko loss ho jata hai lalch na kare balke forex ko samj kar kare or jub apko acha entry point mile phr hi trade karo warna na karo.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein baar baar lalach kerna

                    G Han bilkul aisa he hai forex men bar bar laalach krna nuqsan pohncha sakta hai is see maximum account wash ho jany ka khatra hota hai maximum traders ko jab profit hasil hota hai to wo is koshish men lag jaty Hain k mazeed ziada hasil kre aur is koshish men would koi na koi short cut use krny ki koshish krta hai jis k result men wo big loss face krta hai apna account save rakhny k liye zroori hai k khud ko laalach see door rakha jae.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein baar baar lalach kerna

                      Lalch ni karni chiyee lalchh buri bala hai storyy bi books main parhi ho gei kuch logo ko jb forfet hota wo our zaida paisyy kamny ki lalch main a kar over trading karty hai jis ki waja syy ounho ko loss bi ho skta agr loss ho jaiy to jo paisyy phlyy proft main mily thy wo bi waste ho gy lihzaa forxss ko smjhyy forxss ky about infromtion hasl kryyy phr trading kryy is syy ap ki infromtion main bi azafa ho ga our trading bi ap shei kar sktyy gyy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X