Forex mein analysis ghalt kyun ho jatay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein analysis ghalt kyun ho jatay hain
    Hum jub bhi forex mein analysis ker kay trade lagatay hain tou market uss kay reverse move kerna shru ker deti hai aisa kyun hota hai kya kahin humaray analysis mein koi kami reh jati hai jis ki wajah sae aisa hota hai agar koi samajh sakta hai tou please reply kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein analysis ghalt kyun ho jatay hain

    Bhai agar forex mein aap analysis ker kay trading kertay hain aur market aap ki trade kay against chali jati hai tou iss ka matlab hai kay aap nay analysis kernay mein kahin ghalti ki hai aur agar aisa bar bar hota hai tou aap ko kuch din trend ko follow kertay huay trade lagani chahyea iss sae aap ko market ka andaza ho jaye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein analysis ghalt kyun ho jatay hain

      Dear bro agar ap k market analysis karny k bawajood market ap k against move karti hai to phir ap ny market ka analysis karny main koi ghalti ki hai ya ap ny market ka fundamental analysis nhi kia hai..Technical analysis k sath sath fundamental analysis bhi zaruri hai.. jb kisi bhi pair per news release hoti hai to us time technical analysis nakaam ho jata hai

      اب آن لائن

      Working...
      X