Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?
    My aim in Forex business

    me beginner level ki learning stage me hi hon aur mera aim Forex business me ye hay key any waly time me good trader ban sakon, aur esi aim ko hasil karny key ley meri daily ye koshish hoti hay key Forex business key new topic ko learn kar sakon,

    Forum members se request hay key wo be apna aim yaha par share karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

    G han forex trading men new traders ka aim sirf acha experience hasil karna hota hey kiun k agar acha experience hasil ho jay tu automatically achi trading ho jati hey aur agar demo ko real account samaj kar practice karen tu acha experience hasil hota hey aur trading men kamyabi k ziyada chances hotay hen iss liay new traders ka aim acha experience hasil karna hi hona chahiay kiun k experience hey tu sub kuch hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

      Forex trading me ap aim hona chahiye agar ap ka aim nahi hai to ap ko aim kar lena chahiye k ap ko trading sy chahiye kaya or trading me wo aim achieve karny k liye ap ko mehnat karni cahhiye ta k ap ka aim poora ho.
      • #4 Collapse

        Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

        Yes dear me ap ki bat sy itfa qkarta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me har ek new member ko ka ye he aim hona chahye kah wo ek acha or best tarder bany mgr yahan to ghanga ulti he bah rhi hai bas jo bhi forex me ata hai wo ye soch kar ata hai kah earning karni hai forex bhot achi earning deta hai bas ek ye he maqsad hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

          Dear member bilkul asy ge hai har trader ka ek aim hota hai or mera aim yehe hai ky mn forex main expert ho jaon ir expert hony ky liay lazmi hai ky mehnat ki jy ziyada time forex ko diya jy id ky bary mn knowledge hasil karain or reall account sy pehly demo py trading ki tractice karain jab hum wahan expert ho gy to mtlab hum asani sy forexmain kamyab ho sakty hain bas mehnat or lagan zaruri hai or jaldbazi or lalach ko kbi dill mn na rakha jy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

            Bhai ap ko chiay kay ap forum par zyada sy zyada time dain aur jitna ho saky knowledge gain karain ta kay ap ko pata chalay kay kesy trading karni hai.phr us knowledge ko demo account par practice karain.real account main trading tab tak na start karain jab tk ap teading chart ko dekh kar kisi b cheez ke movement ko samajh na lain.phir ap real account mai trading karain.but phly knowledge n proper practice
            • #7 Collapse

              Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

              jO bhee new trader is bussinesss mei ata hai uskaa yeh hee aim hOnaa chaiyaii k mein nee is waqtt kO zaiya nhee krnaa hai aur iss kaam mein kamyaab Honaa haii...js k liyee knowledgee hasil krnee hai iss bussiness k barai mein aurr learning aur practise kenee hai ta k is bussiness mein kamyaab hO sakOonn
              • #8 Collapse

                Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

                Forex trading business mein new trader ka ye hi aim hona cahaiye k forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain aur new trader k liye ye zaroori hy k learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain aur forex trading business ko daily basis par learn karne ki koshish karni cahaiye tab hi forex trading business mein kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

                  forex me beginners ka aim ye hona chahiye k wo kisi k cheat nahi kare ge or right way se earning kare ge or sahi tarah forex me time spend kare ge ta k wo bhi ek ache trader ban sake or achi earning kar sake or juniors ki help kar sake ta k wo bhi apni life ko better kar sake or wo bhi age sub ki help kar sake so mera to yedi idea hai k sub ka yehi aim hona chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

                    g bilkul sahi kaha forex trading main beginner k aim hona chahye k wo successful traders ban jaye aur bahoot achi learning karain kbhi b short cut use nahi karain hamesha saber se kam lain aur proper procedure ko follow karain aur rules ko kbhi mat torain aur bahoot achi learning experience lain taa k bahoot achy successful traders ban sakain future main.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

                      BiLkul Sahii Kahaa hai Aap Ne Dear Har Beginner Ki yeh Hii WiSh HoTi Hai k Kab Woh FoRex Main Kaamyaab Trader Ban sakay Ga or acHa ProFit Earn kar Sakay Fa oR Jo Trader Sach Main Yeh Chaahaa hai To WoH DiN raat Aik Kar k Trading ko time Deta Hai DeMo Ko TiMe Deta Hai Market ki Samajhnay ki koShiSh karta hai Tab jaa kaR tradiNg Main Kaamyaabi HaasiL HoTi Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

                        hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is ami live trading be kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

                          dear jaise k ap jante ho ye business saalon se chala aa raha hain mai ye mashwara don ga new comer es business ko es level tak seeekh lain ta k on ko kabi b es business kiya kisi b business mai loss na karna pare aur wo acha earn kar k apni es trading bsiness ko behtar se behtar banate chale jain...
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business me beginner traders ka aim kia hona chaye?

                            hamy apny experience ky mutabik target set karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X