Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha
    Dears me ne akser logn ko daikha ha k wo kisi bndy se forex k bary mein sunty haen tu wo es soch mein perh jaty haen k bhi jld az jld trading krean.aur jb wo forex ko join krty haen kuch halka pulka knowledge laity haen tu trading start kr daity haen.phr jb inhaen loss hota ha tb ja k un ko sahi rooting ka pta chalta ha k kiya krna ha.es lye mein hr new member se kehna chahoon ga k real trading ka aik waqat ha jb tk wo waqat na aye tb tk trading start na krean han demo pe ap kr skty haen jtni merzi trading krean.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

    apki bat bilkul theak ha forex ko join krnay walay aksr new trader bonus miltay he profit k lalach mn trade shro kr detay hn aur knowledge aur experience na honay ki waja sa loss kr detay hn aur forex ko chhor detay hn to metay khial mn new traders ko chayay k pehlay trading knowledge aur experience gain kren aur phir trade kren to kamyabi mumkin ha
    • #3 Collapse

      Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

      G agar koi new member trading start kar deta hai pehly din sy hi to us me us ka nuqsan hi hai us ko kuch smjh ani nahi or loss karwa lena hai or phir trading chor deni hai or ye hi kehna hai k is me loss hi hai is me koi profit nahi.
      • #4 Collapse

        Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

        Dear member bilkul asy he hai jab kuc new member jald az jald kamyabi hasil karna chahty hai or asy wo trading start kr dety hain baghir kuc knowledge hasil kiay he or phr jb loss hota hai to kafi diss heart ho jaty hain asy sb members ko chiay ky buht sabar sy kaam lain or ek dam trading start na karain pehly khud ko sahe expert bnain demo account py ziyada sy ziyada practice karain tab kahen ja kr kamyabi hasil ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

          asl me jald profit ks ko bora lagta hye as leye on ko ye nahi pta hota ke as me loss bhe hote han as leye jo new yahan aye han on ko me ye btna chahta hun ke ye markt bager kse mehant ke and bager ke knowladge ke and bager kse exprince ke kse ko bhe profit nahi dete balke os ko loss de kr yahan se out krte haye as leye forex me hum ko slow slow sekhna hota hye and slow slow earn krna hota hey as me hum ko demo pr 3 ya 4 month kam bhe krna hota hye phr as me slow slow kamyabi ke tarf banda jata hye
          • #6 Collapse

            • #7 Collapse

              Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

              agar kisi ne trading start karni hai to us ko chahiye k wo phele trading ka knowledge hasil kar lai or demo account par practice b kar lai ta k us ko trading karne me zayada problems ko face na karna pare or wo achi earning bhi kar sake or sirf yahi nahi or to or wo ek acha trader ban sake or new traders ki help bhi kar sake.
              • #8 Collapse

                Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

                joo he new member ataii hain.wo bhht jldbazii krtaii hain .....K jldi se Wo kaam krai aur trading krain aur profit bnaa lain achaa isss he hldi bazi mein wo kaam knowledgee k sath kaam krnaa start kr detaii hai jiss ke wajah se unkI bhht nuqsaan Hootaa haii.....phr ja k unKo yeh baag smjh atee hai k yeh jldd bazii wala kaam nhee haii....phr wo dobara se learning start kr detaii haiinn
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

                  Is mein to koi shak wali baat nai hay k ziada tr log jald bazi mein aisa he karty hain jub k humain achi tarah pehlay learing karni chahiay mukamal malomat laini chahiy kisi senior sy seekhna chahiy phir damo practice karni chahiy phir original trading karni chahiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

                    g bilkul sahi kaha hai ap ny bahoot se new traders asy hoty hain jin ko itni knowledge nahi hoti aur wo aty he trade kar lety hain jis se wo loss main chaly jaty hain aur phr un ko ehsas hota hai k ye itna b easy nahi hai is k liye mehnat aur learning aur experience karna phly bahoot zaroori hai us k bad wo trade karain taa k un ki trades successful ho jain aur wo baahoot achi earning kar sakain .
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Dears me ne akser logn ko daikha ha k wo kisi bndy se forex k bary mein sunty haen tu wo es soch mein perh jaty haen k bhi jld az jld trading krean.aur jb wo forex ko join krty haen kuch halka pulka knowledge laity haen tu trading start kr daity haen.phr jb inhaen loss hota ha tb ja k un ko sahi rooting ka pta chalta ha k kiya krna ha.es lye mein hr new member se kehna chahoon ga k real trading ka aik waqat ha jb tk wo waqat na aye tb tk trading start na krean han demo pe ap kr skty haen jtni merzi trading krean.
                      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading business mein bol Sare new theatre jaldbazi Mein Rehte Rehte Hain Apne analysis nahi karte aur kisi bhi soche samjhe train late Hai Jiski wajah se Jiski wajah se Forex trading main aapko bahut jyada dost ka Samna karna padta hai
                      • #12 Collapse

                        Policybazaar Forex trading business near Bhosari new traders jaldbazi mein khelte hain Apne analyses or PCB soche samjhe train Jiski Jiski wajah se aapko bahut log ka Samna karna padta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

                          BiLkuL Sahii kahaa hai Aap Ne dear Kaafi Traders Aysay Hotay Hin Jo Pshlay Din Se Hi jesay Hii BonuS miLta hai Trading Start kar Detay Hain Lekin Agar koi Beginner FoRex Main Kaamyaab Hona Chaahata Hai To Usay Chaahiye k FoRex Ko Pehlay samjhay Or DeMo Bhi Zyaada Sd Zyaada TiMe De deMo Majn Trades Lagaaey Or Jab Usay Mehsoos Ho K Ab Main Naakaam Nahi Hoon Ga Tab Trading start karni chaahiYe.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading business mein bol Sare new theatre jaldbazi Mein Rehte Rehte Hain Apne analysis nahi karte aur kisi bhi soche samjhe train late Hai Jiski wajah se Jiski wajah se Forex trading main aapko bahut jyada dost ka Samna karna padta hai
                            Assalam-u-alaikum ji bhai forex trading main aksar new users ya juniors bohat zyada jald bazi ka mizahira krte hain or wo pehle din se hi trade start kr dete Hain Jo k kahin na kahin theek bat nahi hai meri new users ko ye hi naseehat hai k wo pehle hi din se trade start na kren blke forex k bare main basic knowledge gain kr k analysis kr k phr trading start kren shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kuch log phly din se hi trade krna start kr daity ha

                              kuch log pahly di nsy he trade karna suro kar dety hain inhy sawy loss ky kuch hasial nahi hota hamy ache learning ky liye market ky rules ko follow kar ky kam karna chahwy pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pur ka rsaky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X