Entry ka intizar kerna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Entry ka intizar kerna.
    Dear forum members aslam o alaikum.
    Kuch trader trading main discipline ka koi bhi khial nhen rekhty aor her waqt koi na koi trade lagaey rekhty hain. Mera unko yeh mashwara hey keh munasib entry ka intizar kerain aor jeb entry mily to beri lot key sath trade lagain. Yeh trade apki tamam intizar ki kaser nikal dey gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Entry ka intizar kerna.

    Hame har waqt Koi Na Koi trade open nahi karni chahiye bol ke hame sirf usi waqt koi train open karni chahiye jab hame market mein achi tarah se confirmation Mil Jaye jab Tak main market ki confirmation nahi hoti hai tab tak tamen kabhi bhi koi trade open nhi krni chahiye agar ham har waqt koi na koi trade open rakhen ge tab ham loss men hi rhen ge
    Hamen chahiye k ham achi tarah se market ko analyse kren jab hamare analysis achay honge tab hi ham achi trading kr paen ge aur agar hamare analysis achay nhi honge tab hamari trading kabhi bhi achi nhi ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Entry ka intizar kerna.

      Bilkul Sahii kahaa hai Aaap Ne dear FoReX Main Kaamyaab honay k Liye DiDcipline Ka Bhi khayaal rakhna chaahiye or Buot c trades Aik sath nahi lagaani chaahiYen balke koShiSh karni ChaahiYe k Jo bhi trade Lagaai Jaaey Achi Traha Se Analysis kaR k Lagaai jaaey Taaky Achi Amount Main ProFit earn kiTa jaa saky oR koShiSh karni chasgiYe k Achay Tine ka intezaar karen or jab market achumi ho tab hi trade lagaaen or aik waqt main aik hi trade lagaani chaahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Entry ka intizar kerna.

        Ws g trading karty huwy discipline ka kheyal rakhna chahiye agar ap chahty hai k ap ki trading theek ho to ap ko chahiye k trading me koi rules rakhy or un ko follow kary or wait kary jab tak ap ko sahi entry na mily.
        • #5 Collapse

          Re: Entry ka intizar kerna.

          Dear member ap ny sahe kaha kafi sary log asy hn jo trading mn dilchaspi nae lety or nuksan hasil karty hain unhy chiay ky pehly khud ko expert banain trading mn demo account py buht mehnat karin or phr trade lgana start karain or munasib entry dekhain jis py yakeen ho k faida ho ga phr bari lott lgain asy baghir dekhy samjy trade lgany sy bubt loss ka dar hota hai jab tak ap sure na hun bari lott mn trade na lgain soch samaj kar trading karain.
          • #6 Collapse

            Re: Entry ka intizar kerna.

            jb tk hmaiin achee entryy nhee milaii tb tkk hmain kOi bhee tradee nhee lganee chaiyaii Q k iss se hmain nuqsan phnchtaa haii...hmeshaa avhee entryy lain w8 krain us k milnaii Kaa aur phrr....jb mil jai munasib lOt k sath trade lgaiin tO woo achaa responsee de gee apkOo
            • #7 Collapse

              Re: Entry ka intizar kerna.

              Der frend ap ki bt bikul theek hai hm log market ki movement ka bilkul intezar nai karty or aik k nad dosri tread open kar daty hai jis ki waja ye bnati hai k jab market apne derection change karti hai to hmy samjh nai ati jis sy hmy loss ka samna karna parta hai or hmara account bhot juldi washed ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Entry ka intizar kerna.

                Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me ye sab new tarder han jin ko bhot jald he ameer hony ki wish hai is ko ap lalach bhi kah sakty ho tarde soch samjh kar or perfect time me entry leni chahye aesa na ho kah andha dhund trading kro or at last apko loss ka moo dekhna pary
                • #9 Collapse

                  Re: Entry ka intizar kerna.

                  Dear fellow aap ki baat bikul theek ki hay kuch log her waqat trade laga ker baythy raty hain aik katam kerty hain doosri shooro ker laity hain oor nuqsan ker bathty hain oor munasab entry ka intazar nai kerty .
                  • #10 Collapse

                    Re: Entry ka intizar kerna.

                    G bhai ap ki bt bilkul darust ha entry ka intezar krna chaye es tak mein rehna chaye k mery lye kon c entry sb se best ha.agr ap sahi waqat mein achi trade pakr laity ho tu ye aik bht achi achievement ho ge ap k lye aur yehi cheez ap ko profitable banati ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Entry ka intizar kerna.

                      aisa hi hai me tu har waqat yahi bat karta ho ke hume har waqat trade nahi karni chahiye hume har waqat trade karne ka koi faida nahi jub hume acha entry point mile tu hi hume trade open karni chahiye agr hume acha entry pont nahi mil raha tu hume wait karna chahiye yahi bahtr hai jaldi jaldi me trade karne ka koi faida nahi loss apna e hoga kisi ka nahi.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X