Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

    Trading main mad e nazar rakhnay kay liye boht c chezen hoti hain. jesay kay trading kay liye sab say pehlay trading kay analysis ka hona boht zarori hota hay kay trader ko idea ho sakaay kay wo jo trader laay raha hay wo trade kis type ki hay. log term hay short hay ya phir medium term ki hay. us lehaz say trade ko deal kia jata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

      hamy acha knowledge or experience hasial kar ky markt ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hamy lalch or emotions ko qabo mai rahk ky is mai kam karna chahey
      • #18 Collapse

        Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

        forex aik international business hain hamy is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy rozana demo account mai practice karen chahey is mai kam karny sy hum expert trader ban jaty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex kabe be katem nahi ho sakta is mai hamy apne learning py zada tawajo dene chahey
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

          slam to all members. trading main sab say important cheez ap ki stragety ha jo kay ap ko different time frame main lgana hoty ha khuc log short term trading krty hn khuc long term dono sorto main important ap ka loss ha jis ka risk kam say kam hona chahye yahi sab say important cheez ha jo ap ko made nzar rakhni chaye

          اب آن لائن

          Working...
          X