Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain
    Dear forex main trading karne k har kisi ka apna ek alag alag tarika hai koi daily short trading karta hai to koi weekly koi trade mere khayal main ham jab b trading karte hain to sahi se market ko dekhna chahiye trend anlyis karna chahiye support aur anylisis karni chahiye ta k apko pata ho kaha pe support ban rahi hai apna stop loss aur take profit forn laga dya karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

    Trading k kiya bhot si baty nazar my rakhni hoti hy ham ki trading my bhot zeada lern kia howa ho candlstic patren ata ho sport resiatance aty ho ya sab pta ho to ohr achi trade hoti hy ya sab hi my b mind my rakh k trading krny ki koshish krta ho our Allah ka shokr hy achi ja rhi hy myri trade bs in bato py amal krny sy gi
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

      Dear friends apko trading karny k ly sub sy market ko mady nazar rakh kr kary aur apko market ka tab pta thek chaly ga apko es k bary main knowledge aur experience hoga dosto jitna ap k pas knowledge aur experience ziada hoga utna ap achy tareky sy tarding kary gy
      • #4 Collapse

        Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

        trading karny se phly learning karni chahye aur experience lana chahye aur market ko sahi tara se analyse kar k current situation k pata chly tab suitable time main trade karain aur jab b trade karain to small lott ko use karain taa k ap k loss kam se kam ho jop easily manage ho jaye. trade main stop loss aur take profit ko b use karain taa k ap k account b secure rahain aur profit b acha earn kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

          bhai jan as forex trading mainjo bhi kam karta hai wo mad enazar earning ko hi rkhta hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main trading srif pese k liy nahi bal kee as main ham ko knowledge hasil karne ke liy bhi ham ko as main kam karna chahiy hai
          • #6 Collapse

            Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

            Trading key lia bht sari batou ko mad e nazr rkhna zrurii hai aor bht sary knowledge ka hona zruri hai humy trading kay lea chart ka mukml ilam hona chaiye support and resistence kay bary mn sub jann lein aor jo bhi trade lgaeinn time frame hours mn set krein..
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

              Dear trading k mota'alliq mind thora bahot change hota rehta he, magr magr aik bat hmesha men apny zehn me rakhta hoon k profit ko dekh kr trading nai krni, mtlb loss se bachty huy jo bhi thora bahot profit milta he usko ghaneemat samjho, maqsad loss se khud ko bachana, na k profit ko zehn pr sawar kr k risky trading ki jay aor loss ka samna krna pary.
              • #8 Collapse

                Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                agr hum forex me apne best planing krte han and markt ko dekh kr long pr tradeing krte han to as se hum ko acha fayda hota hye as leye hum ko chahye ke as me apna theak and acha time laga kr mehant kr ke achi se achi trade laga kr as pr stop loss and take profit laga kr hum as se acha earn kr sakte han jab hum as markt me samj jate han to hum ko as se acha fayada melana start ho jata hye as leye hum as me zayda time trade na lagayan and achi point ko talsh kr ke acha earn ke try karan
                • #9 Collapse

                  Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                  Dear member ap ny acha sawal kiya mery khyal mn trading karty duran buht si baton ka khyal rakhna chiay jesy ky relax reh kr trade lgain mind ko bilkul fresh rakhain or zaruri chez ky loss ka nae sochna chiay bs yeh dekhain ky khud py yakeen ho or pur ahtemad ho kr trade lgain jb dill mn dar rakhain gy to phr loss paka hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                    Bhai Jaan HuMen kaamyaab Trading karnay k LiYe Sabse PehLay 1H time Frame Or 4H Tine frame ko cheCk Karna chaahiYe Ir unHen CheCk Karnay k Baad DaiLy TiMe frame Py bhi nazar Daalni ChaahiYe oR koShish karni chaahiye k Market Ki moVeMents ko DeKhtay HuaY hii Koi Bhi Trade LaGaai Haaey Taakay Nuwsaan K chances Kam Or pRoFiT k ChanCes Zyaada hoon.
                    • #11 Collapse

                      Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                      Trading me sab sy zroori hai trend agara ap ko trend ka pata hai to hi ap achi trading kar sakty ho is liye me to trading me trend ko made nazar rakh kar trading karta hu or jo mera target hota hai us ko achieve karta hu.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                        jbb bhe hum trding krtaii hain us k liye hmaiin bht sare cgeezOn kO deehaan mein eakhnaa chaiyaiii hOtaa mslaan analyis krnaa hOtaa hau aur support and resistancee kO bhee dekhnaa prhtaa hai aurr trend bhe follow krnaa prhtaa haiii.....is sab cheezon ko dehan mein rakhnaai k bd he trade lganee chahiyaii
                        • #13 Collapse

                          Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
                          Dear forex main trading karne k har kisi ka apna ek alag alag tarika hai koi daily short trading karta hai to koi weekly koi trade mere khayal main ham jab b trading karte hain to sahi se market ko dekhna chahiye trend anlyis karna chahiye support aur anylisis karni chahiye ta k apko pata ho kaha pe support ban rahi hai apna stop loss aur take profit forn laga dya karen

                          main do teen chezon ko madaynazar rakh kay trade karta hon sab say pahalay tu daily key market condition, dosara major trend, teesara support resistance areas, or sab say barh kar money management plans ager main isay follow nahen karon ga tu loss honay kay chances barh jatay hain,
                          • #14 Collapse

                            Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                            g haan bhai jaan har oi as main earning ko made nazar rakh kee as main as main kam karta hai as main ham ko chahiy ahi kee ham as main acvhje se kam kare aor ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat kare tu hi ham asn main kmayb ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aap kis chez ko mad e nazar rakh kar trading karte hain

                              forex mai hamy market ky rules ko mady nazer rahk ky trading karne chahey forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X