Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?
    Forex trading ko join karnay se pahlay agar forex trading k baray men knowledge hasil kar liya jay tu bahd men aaani hoti forex trading knowledge 2 treekay se hasil ho sakta hey aik tu posting pe ziyada focus karnay se her thread aur posts ko achay treekay se read karna aur dusara seniors k group men rah kar trading karnay se bhi acha knowledge share hota hey aur phir agar trading men kamyabi mil bhi jay tu knowledge ko jari rakhna chahiay kiun k knowledge jitna bhi ho thora hota hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

    dear bro forex trading main experience and knowledge ki hi sary bat hy ager ap ke pass forex ka knowledge hi ni hy to ap forex trading main kamyab kaisy ho sakty hn forex trading ka jitna ziada knowledge ap ke pass ho ga ap ki trading skills bh utny hi ashy hon ge aur ap kamyab bh ziada hon ge
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

      Specially forex market main successful trading ky liay tou knowledge bahot zyada hona chahiay tab hi ham forex market main apni investment per controlled trading ker sakty hain warna tou yahan per agar hamain less forex trading knowledge ho tou investment per sirf risk hi lia ja sakta hai jis main profit ki bajaey loss ky chances bahot zyada hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

        Jee bilkul forex trading ko join krny se pehly agr proper knowledge hasil kia jaye tu trading mein mushkil nahi hoti aik hum demo account pe practice kr k acha experience hasil kr sakty hein aur dosra forum pe posting aur threads ko read krein tu boht achi information milti hai aur seniors ka group join krein tu trading k liye helpful tips milti hein.
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

          Forex trading main loss ki bari waja sirf knowledge ki kami ho hoti hai ky ham market ko sehi tareeqay sy read nehi ker paty aur ghalt trade open kerty hi hamain loss hona shoru ho jata hai aur ham same loss ko control bhi nehi ker sakty aur hamara account wash ho jata hai lekin agar hamari forex market ka sufficient knowledge ho tou ham bari asani sy forex market main trade ker ky achi earning hasil ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

            Dear brother forex main knowledge jitna bhi ho kam hey .qk forex ak samander ki terah hey aou smander kitna gehra hota hey
            lehaza her waqt knowledge ko promote kerty rehna chaihy.qk ilm kabhi mukamal nahin hota sari zindgi insan talibilm hi rehta hy .forex k knowledge main izafa kerna chahiy her din koi nai cheez samne ati hy .
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

              g han sir ap ne sahi kaha hai as main knowledge jitna bhi ho utna km hai matlab kee agar hamre pass forex main nahi real life main bhi hamre pass jitna knowledge wo hamre pass km hjai likn ham agar knowledge ho tu hamra km hi hota hai agar as main kmayb hon ahi tu ham ko as main ache se kam karna ho gaa aor hamre pass agar zyada salon ki knowledge hai tu hi ham as forex trading main kamyabi se hm as main trading kar sake gee ham ko chahiy hai ke ham as main zyada mihnat kare aoer as main zyada se zda knowledge hasil karne ki kushsh kare tu hi ham kmayb hain
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me knowledge ek samander hai chahye wo kesi bhi chez ka q na ho or insan ki fitrat hai kah jahan sy us ko faida hota hai us ki tarf zeyda mail hota hai ab forex ko ham janty han kah agr ham is ka knowledge hasil karty han or is ko sekhty han to ab sy bhot achi earning kar sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                  G bhai jan ap nay theek kaha hai knowledge jitna bhi ho kaa hota hai or is ki ik bari waja ye hai kay ap ager forex ko join karty hain to ap ko bahot sar time lag jata hai is ko samjhny kay liye or ager ap forex ko experience hasil karna chaty hain to ap ko kiye saal lag jaty hai or forex kay barye main din ba din knowledge bahrna perta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                    Asa he hay forex ka knowledge hamay asay he milta hay forum pe posting sey kaafi knowledge milta hay then self trading practice sey hamay sab sey zyada sekhnay ko milta hay hamari trading practice jitni zyada achi hoti hay hamari trading utni he behtreen hogi esliye hamay lazman achi mehnat sey kam karna chahiye takay hum achay knowledge ko len thoray knowledge se best trading nahi hoti.
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                      Dear ap ne thek bola insaan hamesha seekhne k process mai he hota hai ap jitna b knowledge gain kar lo at the end ap ko pata nhn chalta k ap ne kese kam karna hai aur ap kese es mai acha faida haisl kar skte ho lheaza ap ko chaiye k ap acha kam karo aru apni traidng ko mazeed behtar tarha se le kar chalo ta k ap ko life ko set karne aur enjoy karne ka muqa acha mil chate agar ap ne asya nhn kiya tu ap ko kch faida hasil nhn hone wala aur at the end ap loss he karo gy es liye ap ko mehnat kar ni hai tu proper way mai karain...
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                        G dear brother me apki bat sy bilkul agreed houn K jitna bhi knowledge Ho utna kum hy. Hmein Zyada sy Zyada knowledge gain krna chahyay. Bina knowledge K hum successful nhi ho skaty. Jtna Zyada knowledge Ho ga utna hi Zyada benefit Ho ga. Aur itna Hi Zyada bnda ek successful trader bun sky ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                          g han bhai agr apnae forex pr kam krna ha tu uskae lyae ya bt mind m rkhni hogy kae apko market ko jitna ho skae study krna ha market ko smjnae m koi glty ni krni ha or market ko axe trah smj kr hy trade krni ha bht sae ase log b han jin ka bht experience ha lkn phir b wo log losss kra dty han iski wja bs yhy ha kae wo market ko study sahy ni kr paty apkae pas jitna b knowledge ha wo kam or us sae zyda gain krnae ki kosish kro
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                            g haan sir ap ne thek frmaya hai ke as main hamre pass jitna bhi knowledge ho wo thra hai as liy ham ko as main zyada se zyada knowledge hasil karna chahiy hai aor ham ko chahiy ahi kee ham as main experience bhi as main haisl kare tu hi ham as main kmayb ho skate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge jitna bhi ho thora hota hey ?

                              Assalamualaikum Forex trading ke liye sabse Jyada knowledge bahut zaroori hi posting Karne Se Hamare knowledge main izafa izafa Hota Hi agar aap Forex trading karne se pehle isko Samaj aur seek le Tu Hume Forex trading karne mein Asani Hogi jitni Zyada achi aap ki ttrading Hogi agar aap ki samajh main main kuch nahi Aata auto Kisi Se seek lena agar aap acchi post Karte Hain aapka naalige knowledge achha hai aap ki samaj mein kuch nahi aata to aap Kisi Ki help Le Sakte hi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X