Forex ki market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki market
    Dear fellows forex ki market main log joo kamyab hain woo aapny experience , knowledge say bahoot ziada profit hasil kerty hain iss liay hain bhi forex ki market main hamain mahnat ker ky oor kuch logon ky experience oor knowledge say fiyda otha ker forex ki market say profit hasil ker sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki market

    g bilkul sahi kaha ap ny forex ki market main hum successful ho sakty hain liken successful tab he ho sakty hain jab humry pass learning aur experience zada hoga experience hum demo account pay practices se lay sakty hain aur market ko achi tara analyse kar k trade kar k hum bahoot achi earning kar sakty hain aur profit increase kar sakty hain aur successful ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki market

      G han forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh pahlay achi learning hasil kartay hen aur phir demo account ko real account samaj kar practice kartay hen jiss se bahut acha experience hasil hota hey aur jab experience hasil hota hey tu phir mehnat aur lagan se kam kartay hen aur acha profit hasil kartay hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki market

        Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me jo log forex tarding business me mahnat kar rhy han wo log yaqenan kamyab bhi ho rhy han dear is bat me ko shak nhe hai kah forex me kamyab hony k lye mahnat ki bhot zarort hai learning knowledge or experience must chahye forex me earning ky lye
        • #5 Collapse

          Re: Forex ki market

          G han bilkul kisi bhi business main success hasil karne k liay zarori hay hunare pass experience ho aur zada se zada knowledge jo tab ji hum aik kamaib business men ban pate hain isi tarha forex main bhi wohi.log kamiab hain jo k is business k bare main knowledge rakhte hain aur un kay pass experience hay aur wo mazie mehnat karte rehte hain is business main success hasil karne k liay
          • #6 Collapse

            Re: Forex ki market

            ferox ki market ko jo b smj jay wo zaror kamyab ho jata ha q ky markt knowledge bht zarori ha ache trading liye. lekin is k sath sath kuch chezain or b zarori hain jesa ky knowledge about ferox practice experience...
            • #7 Collapse

              Re: Forex ki market

              Jee ap ke baat theak hai.yahan jo b faida utha rha hai wo apny experience aur knowledge ke base par utha rahy hain.sab ko chiay kay wo apny mind main aany wali confussions ko yahan sawal poch kar clear kar lain aur apny pas mojood knowledge dysron sy bhe share karain
              • #8 Collapse

                Re: Forex ki market

                BiLkuL Sahii Baat ki Hai Aap Ne dear FoRex Main jitny Bhi LoG Kaamyaab hotay Hain Ya huay Hain Woh Aonay KnoWLedge Or ExpEriEnce ki Base par kaamyaab huay Hain isLiYe huMen ChaahiYe k FoRex Min Agar Kaamyaab HoNa chaahaty Hain To FoRex ko zyaada se Zyaad tiMe DeN or Market Ko bhi Samajhnay Ki KoShiSh KaRen oR deMo Py Bhi practiCe KaRen Taakay proFiTaBLe TradiNg ki Jaa Sakay...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ki market

                  Bilkul agar trading me kamyaabi chahiye to us k liye mehnat chahaiye agar ap mehnat kary gy to ap ko phir hi kamyaabi maily gi agar ap mehnat nahi kary gy to ap ki trading achi nahi hogi or ap ko loss ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ki market

                    Jee haan bhae humean forex maenudjs mukamal knowledge our experience hasel kerna hoo ga pher he hum us maen acha profit real account trading maen ker paren gy humean forex maen demo maen achi practice kerna hoo gee pher he hum us main trade ker k achy skills ki base maen us maen achi earning ker paren gy to humean forex maen acha trader bnany k leay mehnat kerna ho gee
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ki market

                      forex aik out off class market hain hum is mai amount invest karty hain to hamy acha profit milta hain hum is mai agar bager learning ky high amount invest kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain or is mai hamara koi boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ki market

                        Ji haan sir aapne bilkul sahi Baat kahi hai Pakistan Forex 1 online business hai Jisme in Hamburg air knowledge or experience case Mein Kabhi Bhi Kamyab nahi ho Payenge Humein chahie Par Hum Pehle Apne knowledge or experience ko improve Karen Aur phir trade Lagane Se Accha profit bhi Kama Payenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X